Judaai Ka Ek Saal,. {Azeem-Aarzu)

by Jaanasheen on November 20, 2011, 02:19:46 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 5041 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Aaj 1 Saal Poora Hua Hamaari Judaai Ka,.
Duaa Karein Mere Doston Ke Rabb Hume Jald Hi Milaaye,.



Door Saare Dukh Dard Ke , Khaar Karti Thi,.
Kuch Yun Meri Raahon Ko Gulzaar Karti Thi..

Jab Kabhi Ho Jaata Tha , Main Na-umeed, To,.
Bade Pyaar Se Aage Baahon Ka Haar Karti Thi,.

Is Qadar Rehti Thi Har Pal Kavish Mein Ki,.
Meri Khushiyon Ke Liye Sajde Hazaar Karti Thi,.

Thi Kahaan Use Duniya Ki Nazron Ki Talab,.
Wo To Bas Sirf Mere Liye Shringaar Karti Thi,.

Haan Thi Ek Aisi Bhi Pagal Ladki "Azeem",.
Jo Is Qadar Mujhey Tootkar Pyaar Karti Thi,.

-Abdul Majid-
Logged
vin1984
Guest
«Reply #1 on: November 20, 2011, 02:22:00 AM »
kya baat hai azeem miya .. bohot khoob likha hai.
Khush-o-abaad rahiye
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #2 on: November 20, 2011, 09:04:18 AM »
BAHUT HI UMDA AUR LAZBAB PESHKASH HAI ...DAAD HAJIR HAI
Aaj 1 Saal Poora Hua Hamaari Judaai Ka,.
Duaa Karein Mere Doston Ke Rabb Hume Jald Hi Milaaye,.



Door Saare Dukh Dard Ke , Khaar Karti Thi,.
Kuch Yun Meri Raahon Ko Gulzaar Karti Thi..

Jab Kabhi Ho Jaata Tha , Main Na-umeed, To,.
Bade Pyaar Se Aage Baahon Ka Haar Karti Thi,.

Is Qadar Rehti Thi Har Pal Kavish Mein Ki,.
Meri Khushiyon Ke Liye Sajde Hazaar Karti Thi,.

Thi Kahaan Use Duniya Ki Nazron Ki Talab,.
Wo To Bas Sirf Mere Liye Shringaar Karti Thi,.

Haan Thi Ek Aisi Bhi Pagal Ladki "Azeem",.
Jo Is Qadar Mujhey Tootkar Pyaar Karti Thi,.

-Abdul Majid-

Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: November 20, 2011, 02:12:13 PM »
"Toot kar pyaar karti thi"
Bahaut bahaut khoob Azeem bhai..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
yasmeen khan
Guest
«Reply #4 on: November 20, 2011, 02:53:33 PM »
Aaj 1 Saal Poora Hua Hamaari Judaai Ka,.
Duaa Karein Mere Doston Ke Rabb Hume Jald Hi Milaaye,.



Door Saare Dukh Dard Ke , Khaar Karti Thi,.
Kuch Yun Meri Raahon Ko Gulzaar Karti Thi..

Jab Kabhi Ho Jaata Tha , Main Na-umeed, To,.
Bade Pyaar Se Aage Baahon Ka Haar Karti Thi,.

Is Qadar Rehti Thi Har Pal Kavish Mein Ki,.
Meri Khushiyon Ke Liye Sajde Hazaar Karti Thi,.

Thi Kahaan Use Duniya Ki Nazron Ki Talab,.
Wo To Bas Sirf Mere Liye Shringaar Karti Thi,.

Haan Thi Ek Aisi Bhi Pagal Ladki "Azeem",.
Jo Is Qadar Mujhey Tootkar Pyaar Karti Thi,.

-Abdul Majid-

bahoot khoob azeem bhai lajawab creation  Applause Applause Applause
din guzarte guzarte guzar jayege
teri yadon k gul mahakte jayenge
socha tha naam hum b krenge wafa m roshan
kya khabr thi ye khwab adhure rah jayege
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: November 20, 2011, 06:03:08 PM »
Bahut Khoob Azeem bhai
Bas yahi dua hai ki ye ehsaas taumra bana rahe...
kabhi juda.n na ho ye khayal apke dil se..
 
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #6 on: November 25, 2011, 04:56:05 AM »
Aaj 1 Saal Poora Hua Hamaari Judaai Ka,.
Duaa Karein Mere Doston Ke Rabb Hume Jald Hi Milaaye,.



Door Saare Dukh Dard Ke , Khaar Karti Thi,.
Kuch Yun Meri Raahon Ko Gulzaar Karti Thi..

Jab Kabhi Ho Jaata Tha , Main Na-umeed, To,.
Bade Pyaar Se Aage Baahon Ka Haar Karti Thi,.

Is Qadar Rehti Thi Har Pal Kavish Mein Ki,.
Meri Khushiyon Ke Liye Sajde Hazaar Karti Thi,.

Thi Kahaan Use Duniya Ki Nazron Ki Talab,.
Wo To Bas Sirf Mere Liye Shringaar Karti Thi,.

Haan Thi Ek Aisi Bhi Pagal Ladki "Azeem",.
Jo Is Qadar Mujhey Tootkar Pyaar Karti Thi,.

-Abdul Majid-


Majid Sahab Bahut Khoob Ehsas likhy hai aapne ek ek ashar dil ko chu gaya

bahut khoob
Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:46:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer