amrita
Guest
|
Tanhai mein baithkar teri yaad aaye mujhe tanhaiyon se nafrat hoti hai
Phoolon ki mehek jab teri yaad dilaye mujhe gulistaano se nafrat hoti hai
Hawa ke jhonke tere pass hone ka ehsaas dilaye mujhe aisi hawaaon se nafrat hoti hai
Har raat jo teri yaad mein jaag kar guzaari mujhe raaton se nafrat hoti hai
Jiski chamak mein raat bhar tera chehra dikhayi de mujhe uss mahataab se nafrat hoti hai
Ek naya din teri nayi yaad layega mujhe savero se nafrat hoti hai
Jiski kirane meri zindagi mein roshni na la sake mujhe uss aftaab se nafrat hoti hai
Bheeg bheeg kar bitaye the kuch lamhe barsaat hi nahi mujhe har mausam se nafrat hoti hai
Tu nahi hai meri zindagi mein tere tohfo se nafrat hoti hai
Kyon nahi hai ab meri zindagi mein doston ke in sawaloon se nafrat hoti hai
Haath tham kar kiye the jo tune waade mujhe apne har ang se nafrat hoti hai
Teri pasand ke rang ka jo libaas mujh par jache mujhe har rang se nafrat hoti hai
Meri payal ki jis chankaar par tera dil aaya tha tujhe jo pasand ho har dhun se nafrat hoti hai
Jala rahi hu teri saari tasveere mere dil mein base tere aks se nafrat hoti hai
Meri zindagi se duur ja kar bhi meri zindagi mein hai teri aisi maujudgi se nafrat hoti hai
Mere chehre par chod gaya hai jo udaasi tu muskurane waale har shaqs se nafrat hoti hai
Chah kar bhi has nahi paa rahi hu mujhe aisi ghutan se nafrat hoti hai
Na jaane kaise pagal pan mein likh rahi hu tere naam ki gayi apni har nazm se nafrat hoti hai
Haathon ki lakeero ko noch kar tujhe zindagi mein layi apni mujhe apne naseeb se nafrat hoti hai
Tujhe bhulane ki koshish mein nakamyaabi hasil ho apni is lachaari se nafrat hoti hai
Tere bewafaa hone par bhi tujh se pyaar hai mujhe aaj apne aap se nafrat ho rahi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #1 on: July 04, 2005, 09:33:59 AM » |
|
Tere bewafaa hone par bhi tujh se pyaar hai mujhe aaj apne aap se nafrat ho rahi hai
Hmmm Amrita......... Itni nafrat..................
bohat hi khuub ..................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 04, 2005, 11:58:13 AM » |
|
Kya baat hai Amrita......Bohat khoob!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 04, 2005, 12:04:51 PM » |
|
.................................. wonderfull amrita....................very nice words................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 04, 2005, 12:16:40 PM » |
|
................................................. .... bohat achha likha amrita .... good going girl..keep writing...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 04, 2005, 01:12:54 PM » |
|
Excellent Amrita..............bahut bahut achha................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #6 on: July 04, 2005, 05:06:52 PM » |
|
.....................................
wow....kya khoob likha hai aapne amrita,its really very very nice.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 04, 2005, 05:11:11 PM » |
|
thanks dolly ............aryaan....waheed.......nishita....... ...saba.....nidhi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 04, 2005, 11:08:15 PM » |
|
kyun haarenge hum jo mere saath ho tum tere haaton main haath hai mera mer pehchaan ho tum sach kehte ho tum ki jaan dene ki baat sab karte hai kya zarurat hai mujhe kisi bhi cheez ki meri zindagi ho tum kyun dekhenge hum kisi aur ko kabhi bhi meri har band, khulti jukti nazar main ho tum teri chahat pe barosa karte hai hum dil se ki mere tuh khuda mere dildaar ho tum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jeetufor_u
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 05, 2005, 06:08:22 AM » |
|
TAARIF KE LIYE BOL KAM HAIN
LORIYON SE NEEND AB AATI NAHI ISLIYE MAA CHUP HAI KUCH GAATI NAHI.
JHOOTH BHI BOLE TO AKHIR KIS TARAH AAINA APNA KARAMATI NAHI.
KYA KARE USSE HUM SHOLON KI UMEED ANKH TO ANSOO BHI BARSATI NAHI.
IS KADAR KUCHLI GAYI HAI INSANIYAT AB KISI KE PAAS WO JATI NAHI.
ZEHER KE PYALE LIYE HAI SAB MAGAR DIL KISI KA BHI 'SUKRATI' NAHI.
JIS TARAH SE KAH RAHE HAI HUM GAJAL LOG KEHTE HAI KI KAHI JATI NAHI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
isha_verma7
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 05, 2005, 06:32:40 AM » |
|
every line is just WOW.....keep up the good work gurl!!!!......and this line just amazing "Tere bewafaa hone par bhi tujh se pyaar hai mujhe aaj apne aap se nafrat ho rahi hai"' Kuch jayedaa hee nafrat nahi hogayee yaar!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 05, 2005, 09:04:02 AM » |
|
very nice faree and jeet........
thanks isha.......i know bahut jyaada hi nafrat hogayi....likhne ke baad realise kiya kuch jyaada hi hogaya tha log pm kare ke pooch rahe hain ARE YOU ALL RIGHT..??...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 05, 2005, 09:20:10 AM » |
|
Tanhai mein baithkar teri yaad aaye mujhe tanhaiyon se nafrat hoti hai
Phoolon ki mehek jab teri yaad dilaye mujhe gulistaano se nafrat hoti hai
Hawa ke jhonke tere pass hone ka ehsaas dilaye mujhe aisi hawaaon se nafrat hoti hai
Har raat jo teri yaad mein jaag kar guzaari mujhe raaton se nafrat hoti hai
Jiski chamak mein raat bhar tera chehra dikhayi de mujhe uss mahataab se nafrat hoti hai
Ek naya din teri nayi yaad layega mujhe savero se nafrat hoti hai
Jiski kirane meri zindagi mein roshni na la sake mujhe uss aftaab se nafrat hoti hai
Bheeg bheeg kar bitaye the kuch lamhe barsaat hi nahi mujhe har mausam se nafrat hoti hai
Tu nahi hai meri zindagi mein tere tohfo se nafrat hoti hai
Kyon nahi hai ab meri zindagi mein doston ke in sawaloon se nafrat hoti hai
Haath tham kar kiye the jo tune waade mujhe apne har ang se nafrat hoti hai
Teri pasand ke rang ka jo libaas mujh par jache mujhe har rang se nafrat hoti hai
Meri payal ki jis chankaar par tera dil aaya tha tujhe jo pasand ho har dhun se nafrat hoti hai
Jala rahi hu teri saari tasveere mere dil mein base tere aks se nafrat hoti hai
Meri zindagi se duur ja kar bhi meri zindagi mein hai teri aisi maujudgi se nafrat hoti hai
Mere chehre par chod gaya hai jo udaasi tu muskurane waale har shaqs se nafrat hoti hai
Chah kar bhi has nahi paa rahi hu mujhe aisi ghutan se nafrat hoti hai
Na jaane kaise pagal pan mein likh rahi hu tere naam ki gayi apni har nazm se nafrat hoti hai
Haathon ki lakeero ko noch kar tujhe zindagi mein layi apni mujhe apne naseeb se nafrat hoti hai
Tujhe bhulane ki koshish mein nakamyaabi hasil ho apni is lachaari se nafrat hoti hai
Tere bewafaa hone par bhi tujh se pyaar hai mujhe aaj apne aap se nafrat ho rahi hai Nice one .. specially these lines !!
Mere chehre par chod gaya hai jo udaasi tu muskurane waale har shaqs se nafrat hoti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 05, 2005, 09:25:01 AM » |
|
dekh ke apni muhhobat ka anjaam aaj apney honey pe nafrat hoti hai
waffa ke badley milli bevfaai tum se humko apni waffa se nafrat hoti hai
jis shajar ke neechey kartey they pyaar ki batien dekh ke uss suney shajar ko shajar se nafrat hoti hai !!
padh ke itni mayuus shayri ko "HumTum" ab humey shayri se nafrat hoti hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rbh
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 05, 2005, 11:25:37 AM » |
|
is dil ke chhalon ko koi shayeri kahe to parwah nahi takleef to tab hoti hai jab koi wah wah karta hai...
awesome amrita ..... really very very nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|