Kaanton Se Aarthi ko Sajwa Do Koi!

by Meena on May 20, 2005, 01:53:01 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 3952 times)
Meena
Guest
«Reply #30 on: May 22, 2005, 03:47:26 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
shukriya hum tum ji, likhti to hoon kabhi tram me kabhi raste me kabhi ghar me, tusi bhi try karo lo  :D


samajh na sakha shayad tu hi uski chahat,
tujhe kone ki hogi uske dil me koi gabrahat,
pyar ki rahon me khayi pattar bhi ate hai,
banti nahin muskurahat humesha chehere ki sajawat!!!


:D


mohtrma hamari try aapki try ke agey bilkul fry hai !! khair .... khosish jari rehgi hamari bhi ...jawab kuch yoon hai..

kya lena hai aise shehar se
jis shehar ke log begane hain

jahan khushiyan thi sab auron ki
gham bhi na mujhe pahchane hai

kis tarha se jiye hain hijr-e-judai main
iss baat se sab anjaane hain

kahne ko to hum zinda the magar
zindagi kya hai abb ham janne hain


kahyiye janab !!!

HumTum



wah wah aba koi jawab nahin banta   :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hum kaanton ko ankhon se laga lete hain by yammy in Shayri-E-Dard
Kaanton Ka Ghar Banaa Liya.,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
* Kaanton Kii Chubhan* by honeyrose in Shayri-E-Dard
Kaanton ki chaahat hai hamaari by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
Kaanton Se Milaa Karta,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Amanush...
Guest
«Reply #31 on: May 26, 2005, 11:23:27 AM »
Quote from: "Meena"
well, dosto ne kaha ke kafi dino se kuch likha nahin...so aaj phir se hazir hoon ek nayi poem ke saath!!  :D


Chup chup kar tanhai me ek shaks ko yaad karte hai,
Aa jaye woh wapis, Khuda se yeh fariyaad karte hai,
Shayad hawa me koi tinka tha jo chala gaya meri ankhon me,
Behe raha hai ashkon ka samundar, isse rukwa do koi!!!

Dam tood raha hai dekho pyar ka arman humara,
Jism jaise hogaya yuh bejaan sa humara,
Bewafai ke kanjar se bach na sakhti wafa ki rooh,
Aab to is rishte ko dafna do koi!!!

Kaanton ki sej par so rahe te sapne humare,
Daga har maud par de raha hai apne humare,
Ek ek kar ke toot gaye vishwas ke daage yaha,
Aab to zindagi se humara damna chudwa do koi!!!

Odh liya hai kafan aur ban gayi mai dulhan maut ki,
Aab na asar hoga koi, kisi bhi di hui chot ki,
Baharon ki wafa ras na ayi, kuch aise zakhm mile hai,
Aab phoolon se nahin par kaanton se meri aarthi sajwa do koi!!!


Hmm...!

Mujh par zindagi loutaane wali ki aarthi meine bhi kabhi outhaayi
Kandhon par aaj bhi wo bojh hai, ab bhi yaad hai wo aakhri vidaai...


Amanush Chachu...
Logged
Meena
Guest
«Reply #32 on: May 26, 2005, 11:41:06 AM »
wah wah chachu!!!  :D

lashon ke tale dabe hue muskurahe rahe hai,
jaan to hai nahin par is boj ko utha rahe hai!!!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #33 on: May 26, 2005, 11:50:41 AM »
Quote from: "Meena"
wah wah chachu!!!  :D

lashon ke tale dabe hue muskurahe rahe hai,
jaan to hai nahin par is boj ko utha rahe hai!!!!



lasho ki batain kerte ho zinda kya reh nahi sekte,...

zindigi ko bojh bana rakha hai,...

khush hoker ji nahi sakte,........

ha kyu hogi khushi tumhe tumto jalte ho dusro ko khush dekhker,...

arre tumhari khushi k liye hum mar bhi jayange,....
Logged
Meena
Guest
«Reply #34 on: May 26, 2005, 11:54:48 AM »
nice tushar ji!!!

jane kyu pyar me sab mar mitne kibaat karte hai,
jab ke pyar to zindagi ka nam hai,
dard beshumar mile bhi to kya,
kuch mitha to kuch tikha hota zindagi ka yeh jam hai!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #35 on: May 26, 2005, 12:07:47 PM »
Quote from: "Meena"
nice tushar ji!!!

jane kyu pyar me sab mar mitne kibaat karte hai,
jab ke pyar to zindagi ka nam hai,
dard beshumar mile bhi to kya,
kuch mitha to kuch tikha hota zindagi ka yeh jam hai!!



jane kyu sab pyar me mer mitne ki bat kerte hai,..

mujhe pata hai wo aaisi kyu batt karte hai ,...

kyuki wo 1 dusre se bahut pyar karte hai,,.......

aapni sanso me unhe rekhte hai,...

sochte hai hum mar jaye to bhi kya ,....

dua lakin pyar ki zindigi k liye karte hai,...
Logged
Meena
Guest
«Reply #36 on: May 26, 2005, 12:12:26 PM »
pyar woh nahin ke aap jaan de de,
pyar woh hai ke aap dukh bhi has ke sehe le,

pyar me kushi meheboob ki honi chahiye,
na ki mar kar unki anhkon me nami deni chahiye!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #37 on: May 26, 2005, 01:58:46 PM »
Likh loonga main radeef, mila loonga qafiya
Phikre-bahar ek tum uthaa lo yaaron
Kaajal ki kothari men hain kaalikh se bekhabar
In rahnumaaon pe taras to khaa lo yaaron

Logged
Meena
Guest
«Reply #38 on: May 26, 2005, 03:52:26 PM »
Quote from: "HumTum"
Likh loonga main radeef, mila loonga qafiya
Phikre-bahar ek tum uthaa lo yaaron
Kaajal ki kothari men hain kaalikh se bekhabar
In rahnumaaon pe taras to khaa lo yaaron



translation pls  Shocked
Logged
sajid_shayer
Guest
«Reply #39 on: May 26, 2005, 04:03:27 PM »
well i am sorry

i will consider this poem is something what we call in dukhbandi itna dard aur matam to kisi mayyat par rone wali aurte bhi nahi karti. its really boring and ugly but u really have a chance to improve.
Logged
Meena
Guest
«Reply #40 on: May 26, 2005, 04:05:39 PM »
Quote from: "sajid_shayer"
well i am sorry

i will consider this poem is something what we call in dukhbandi itna dard aur matam to kisi mayyat par rone wali aurte bhi nahi karti. its really boring and ugly but you really have a chance to improve.


aap kis ki shayari ki baat kar rahe hai?
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #41 on: May 26, 2005, 04:14:32 PM »
Quote from: "sajid_shayer"
well i am sorry

i will consider this poem is something what we call in dukhbandi itna dard aur matam to kisi mayyat par rone wali aurte bhi nahi karti. its really boring and ugly but you really have a chance to improve.


oh..u can improve then,karo kuch post glasses2  .ham bhi dekhte hain aap kaise shayar hain :arrow:
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #42 on: May 26, 2005, 04:27:05 PM »
Quote from: "sajid_shayer"
well i am sorry

i will consider this poem is something what we call in dukhbandi itna dard aur matam to kisi mayyat par rone wali aurte bhi nahi karti. its really boring and ugly but you really have a chance to improve.


yaar plZ guru batao na kaise kare plZ

mujhe nahi aata hai plZ
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #43 on: May 26, 2005, 10:13:31 PM »
Botal chupa dena kafan mein meri,
Shamshan mein piya karunga,
Jab mange ge hisab khuda..
To unhe bhi ek peg bana kar diya karunga.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #44 on: June 02, 2005, 01:03:49 PM »
Quote from: "Meena"
well, dosto ne kaha ke kafi dino se kuch likha nahin...so aaj phir se hazir hoon ek nayi poem ke saath!!  :D


Chup chup kar tanhai me ek shaks ko yaad karte hai,
Aa jaye woh wapis, Khuda se yeh fariyaad karte hai,
Shayad hawa me koi tinka tha jo chala gaya meri ankhon me,
Behe raha hai ashkon ka samundar, isse rukwa do koi!!!

Dam tood raha hai dekho pyar ka arman humara,
Jism jaise hogaya yuh bejaan sa humara,
Bewafai ke kanjar se bach na sakhti wafa ki rooh,
Aab to is rishte ko dafna do koi!!!

Kaanton ki sej par so rahe te sapne humare,
Daga har maud par de raha hai apne humare,
Ek ek kar ke toot gaye vishwas ke daage yaha,
Aab to zindagi se humara damna chudwa do koi!!!

Odh liya hai kafan aur ban gayi mai dulhan maut ki,
Aab na asar hoga koi, kisi bhi di hui chot ki,
Baharon ki wafa ras na ayi, kuch aise zakhm mile hai,
Aab phoolon se nahin par kaanton se meri aarthi sajwa do koi!!!


Meena....ji


kya baat kahe de aap ne
wo baat yaad dila de aap ne
dafan wo raz-e-daard
sahelaye aaj aap ne

Superb...sistoooorrrr!!!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:51:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer