Kaanton Se Aarthi ko Sajwa Do Koi!

by Meena on May 20, 2005, 01:53:01 PM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 3951 times)
Meena
Guest
«Reply #45 on: June 02, 2005, 04:54:51 PM »
thanxxxxxxxxxxxxxxxxx toshuuuuuuuu!!!!!!!!!!!!!!  :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hum kaanton ko ankhon se laga lete hain by yammy in Shayri-E-Dard
Kaanton Ka Ghar Banaa Liya.,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
* Kaanton Kii Chubhan* by honeyrose in Shayri-E-Dard
Kaanton ki chaahat hai hamaari by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
Kaanton Se Milaa Karta,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
vikas2210
Guest
«Reply #46 on: June 03, 2005, 06:44:29 AM »
Quote from: "Meena"
well, dosto ne kaha ke kafi dino se kuch likha nahin...so aaj phir se hazir hoon ek nayi poem ke saath!!  :D

Chup chup kar tanhai me ek shaks ko yaad karte hai,
Aa jaye woh wapis, Khuda se yeh fariyaad karte hai,
Shayad hawa me koi tinka tha jo chala gaya meri ankhon me,
Behe raha hai ashkon ka samundar, isse rukwa do koi!!!

Dam tood raha hai dekho pyar ka arman humara,
Jism jaise hogaya yuh bejaan sa humara,
Bewafai ke kanjar se bach na sakhti wafa ki rooh,
Aab to is rishte ko dafna do koi!!!

Kaanton ki sej par so rahe te sapne humare,
Daga har maud par de raha hai apne humare,
Ek ek kar ke toot gaye vishwas ke daage yaha,
Aab to zindagi se humara damna chudwa do koi!!!

Odh liya hai kafan aur ban gayi mai dulhan maut ki,
Aab na asar hoga koi, kisi bhi di hui chot ki,
Baharon ki wafa ras na ayi, kuch aise zakhm mile hai,
Aab phoolon se nahin par kaanton se meri aarthi sajwa do koi!!!

meena ji ur wording are amazing.

Aab phoolon se nahin par kaanton se meri aarthi sajwa do koi

payar ki raha par phool kam
aur kaante zayada hai
shayad isiliye mai
kaanto se payar karne laga
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #47 on: June 03, 2005, 09:04:34 PM »
Quote from: "vikas2210"

vikas
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #48 on: June 06, 2005, 08:20:01 AM »
Quote from: "fakharenaveed"

ji janaab. hukum
Logged
ibrahim
Guest
«Reply #49 on: June 06, 2005, 10:36:59 AM »
Zakhm dene ka andaz kuch aisa hai,
Zakhm dekar puchte hain ab haal kaisa hai,
Kisi ek se gila kya kare yaro,
Saari duniya ka alam hi aisa hai.............
Logged
Meena
Guest
«Reply #50 on: June 06, 2005, 03:21:09 PM »
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "Meena"
well, dosto ne kaha ke kafi dino se kuch likha nahin...so aaj phir se hazir hoon ek nayi poem ke saath!!  :D

koi!!!

meena ji ur wording are amazing.

Odh liya hai kafan aur ban gayi mai dulhan maut ki,
Aab na asar hoga koi, kisi bhi di hui chot ki,
Baharon ki wafa ras na ayi, kuch aise zakhm mile hai,
Aab phoolon se nahin par kaanton se meri aarthi sajwa do koi

payar ki raha par phool kam
aur kaante zayada hai
shayad isiliye mai
kaanto se payar karne laga

thank u ji thank u!
 :D
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #51 on: June 11, 2005, 11:59:00 AM »
meena ji sharminda na kare.  aap aap hai hum kuch bhi nahi.

kaanto ke baat hui to kuch yaad aaya.

kanta sa chubho kar
woh muskura diye,
hum dil salhate raye
aur woh tahal liye.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #52 on: June 12, 2005, 12:39:25 AM »
Teri wafa ke sajde main ab tak gire hain humdum

Shabe hijran main tujh se milne ka khayal acha hai

Meri kismat kahiye ya zindagi ka mujh pe sitam

be baat ki mulaqaat aur aankh main aik sawal acha hai

Ab kia gila ho, kia ruswayi ka andaaze bayan

Dil ka dard diya, aur soch liya ke mera haal acha hai

Hum Ko maloom hai jannat ki haqeeqat lakin

Dil Ko Kush Rakhne ko Ghalib yeh khayal acha hai.....
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #53 on: June 13, 2005, 08:20:52 AM »
Quote from: "Meena"
well, dosto ne kaha ke kafi dino se kuch likha nahin...so aaj phir se hazir hoon ek nayi poem ke saath!!  :D

Chup chup kar tanhai me ek shaks ko yaad karte hai,
Aa jaye woh wapis, Khuda se yeh fariyaad karte hai,
Shayad hawa me koi tinka tha jo chala gaya meri ankhon me,
Behe raha hai ashkon ka samundar, isse rukwa do koi!!!

Dam tood raha hai dekho pyar ka arman humara,
Jism jaise hogaya yuh bejaan sa humara,
Bewafai ke kanjar se bach na sakhti wafa ki rooh,
Aab to is rishte ko dafna do koi!!!

Kaanton ki sej par so rahe te sapne humare,
Daga har maud par de raha hai apne humare,
Ek ek kar ke toot gaye vishwas ke daage yaha,
Aab to zindagi se humara damna chudwa do koi!!!

Odh liya hai kafan aur ban gayi mai dulhan maut ki,
Aab na asar hoga koi, kisi bhi di hui chot ki,
Baharon ki wafa ras na ayi, kuch aise zakhm mile hai,
Aab phoolon se nahin par kaanton se meri aarthi sajwa do koi!!!

wow meena aap kya likhti ho that was awesome
Logged
Meena
Guest
«Reply #54 on: June 13, 2005, 03:14:45 PM »
thank u kushi!!!!!! and welcome to yoindia!!!!!!!

 :D
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #55 on: June 13, 2005, 03:34:17 PM »
dua kerta hu k teri aarthi ko mere kandhe ka sahara na mile,......

jab aaye teri maut ka farman upper se usse pehle meri aarthi ko sabka kandha mile,.....
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #56 on: March 11, 2006, 10:19:57 AM »
kaante mile payar mai
kanto pe chala mai umar bhar
mar bhi jaaun to dua karna doston
kafan main mujhe kaante na mile.
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #57 on: March 13, 2006, 05:48:13 PM »
very nice vikas ji!!

kaante mile hume to kanton ko apna saathi bana liya,
toot juke hai khud aab koi aur kya hume dard dega,
adat pad gayi zakhmi ki kaanton ka saath pa kar,
mera har ek zakhm tume apni hi kahani kahega!!
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:49:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer