Kaash Koi Meri Kadar Karta,.

by Jaanasheen on October 30, 2009, 09:44:59 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 9783 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Meri Mohabbat Ki Wo Kadar Karta,.
Kaash Mere Saath Wo Safar Karta,.

Main Rahoon Jo Judaa Us Se Kabhi,.
Mujhse Milne Ki Wo Fikar Karta,.

Uske Liye Jo Maine Ghar Sajaya,.
Kaash Is Ghar Mein Wo Basar Karta,.

Use Dekhne Ki Meri Tamanna Hoti,.
Kaash Mere Paas Se Wo Guzar Karta,.

Yun Rehna Kisi Manzoor Hai Tanhaaiyon Mein,.
Kaash Mere Hisse Koi Achcha Manzar Karta,.

-Azeem-
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #1 on: October 30, 2009, 09:54:45 AM »
bahot khub azeemji... Clapping Smiley  Applause

bahot hi acha likha he aapne..
it's to goodd...
 Clapping Smiley
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: October 30, 2009, 11:48:34 AM »
ok...
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: October 30, 2009, 12:02:18 PM »
binti karte hain khud k purzon se, bhulaana hai manzar-e-bewafai
har baar bhula main yaadaen, har baar wo muhje todrne aayeen

upni hee ranj me simta, khudse shikayataen ki hazaar
tum b sunnlo e bekahabr, na karna ki c se pyaar...
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: October 31, 2009, 04:17:00 AM »

Meri Mohabbat Ki Wo Kadar Karta,.
Kaash Mere Saath Wo Safar Karta,.

Main Rahoon Jo Judaa Us Se Kabhi,.
Mujhse Milne Ki Wo Fikar Karta,.

Uske Liye Jo Maine Ghar Sajaya,.
Kaash Is Ghar Mein Wo Basar Karta,.

Use Dekhne Ki Meri Tamanna Hoti,.
Kaash Mere Paas Se Wo Guzar Karta,.

Yun Rehna Kisi Manzoor Hai Tanhaaiyon Mein,.
Kaash Mere Hisse Koi Achcha Manzar Karta,.

-Azeem-


Bahoot Bahoot Khoob Azeem
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #5 on: October 31, 2009, 04:17:39 AM »
Wah Wah Muhammad Azeem Sahab
Kya Khoob Andaz e Bayaan Kiya Hai.

God Job Janaab...

Aey Dost Is Qadar Tu Aahein Nahi Bharta
Gar Pahle Se Hi Insan Se Umeed Nahi Karta

Kasam Khuda Ki Duniya Hoti Tere Qadmon Mei
Agar Ibaadat Se Azeem Khudko Aabad Karta.!


Kya baat kahi .. Bahoot Khoob Shihab !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #6 on: October 31, 2009, 04:18:33 AM »
binti karte hain khud k purzon se, bhulaana hai manzar-e-bewafai
har baar bhula main yaadaen, har baar wo muhje todrne aayeen

upni hee ranj me simta, khudse shikayataen ki hazaar
tum b sunnlo e bekahabr, na karna ki c se pyaar...

Bahoot Bahoot Khoob Sidraah... Well replied ..
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #7 on: October 31, 2009, 07:30:43 AM »

Meri Mohabbat Ki Wo Kadar Karta,.
Kaash Mere Saath Wo Safar Karta,.

Main Rahoon Jo Judaa Us Se Kabhi,.
Mujhse Milne Ki Wo Fikar Karta,.

Uske Liye Jo Maine Ghar Sajaya,.
Kaash Is Ghar Mein Wo Basar Karta,.

Use Dekhne Ki Meri Tamanna Hoti,.
Kaash Mere Paas Se Wo Guzar Karta,.

Yun Rehna Kisi Manzoor Hai Tanhaaiyon Mein,.
Kaash Mere Hisse Koi Achcha Manzar Karta,.

-Azeem-


Azeem bhai bahut hi khubsurti me likha hai aapne Excellent creation ApplauseApplauseApplause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #8 on: October 31, 2009, 07:32:21 AM »

Aey Dost Is Qadar Tu Aahein Nahi Bharta
Gar Pahle Se Hi Insan Se Umeed Nahi Karta

Kasam Khuda Ki Duniya Hoti Tere Qadmon Mei
Agar Ibaadat Se Azeem Khudko Aabad Karta.!


Nice and excellent sahihb bhai ApplauseApplauseApplause

binti karte hain khud k purzon se, bhulaana hai manzar-e-bewafai
har baar bhula main yaadaen, har baar wo muhje todrne aayeen

upni hee ranj me simta, khudse shikayataen ki hazaar
tum b sunnlo e bekahabr, na karna ki c se pyaar...

Nice and excellnt AD Ji ApplauseApplauseApplause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #9 on: October 31, 2009, 12:53:19 PM »
Wah Kya Baat hai Azeem Bhai.. dil Ke Jazzbaaton Ko Behad Khubsoorati ke sath Kaagaz Par Utara Hai aapne.. Bahut Hi Lajawab.. Applause Applause

Shihab Bhai & Sidraah Sis aapne Bhi Bahut Hi Kamaal Ka Likha hai.. Applause



**~** Mann **~**
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #10 on: October 31, 2009, 01:32:50 PM »
Bahut hi khooooooooob Ajeem ji....behtrin peshkash... Applause Applause Applause Applause

Sahihab ji aur Ad ji....aap dono ne bakhubhi saath diya Ajeem ji ka....
bahut khooob Applause Applause
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #11 on: November 02, 2009, 06:44:47 AM »
Wah Kya Baat hai Azeem Bhai.. dil Ke Jazzbaaton Ko Behad Khubsoorati ke sath Kaagaz Par Utara Hai aapne.. Bahut Hi Lajawab.. Applause Applause

Shihab Bhai & Sidraah Sis aapne Bhi Bahut Hi Kamaal Ka Likha hai.. Applause



**~** Mann **~**

bhaijaan, ye dil k alfaaz nai the, inhone yunhi lihka, maine socha clearify kardun... ;P

hehehe

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #12 on: November 02, 2009, 06:54:17 AM »
Wah bahut bahut khoob Azeem bhai,Sidraah ji,Shihab ji,marvelous creation,excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #13 on: November 02, 2009, 06:56:23 AM »
Wah bahut bahut khoob Azeem bhai,Sidraah ji,Shihab ji,marvelous creation,excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
thank u didi
Logged
Talat
Guest
«Reply #14 on: November 02, 2009, 02:32:23 PM »
Bohot Khoob Azeem
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:44:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer