*!*!* KAASH MUJHKO BHI *!*!*

by clicksahil on March 31, 2005, 04:26:42 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 909 times)
clicksahil
Guest
KAASH MUJHKO BHI LAGALE TU KABHI SEENE SE


KAASH MUJHKO BHI LAGALE TU KABHI SEENE SE
MERI TASVEER KO SEENE SE LAGANE WALA
HUM YAKEEN AAP KE WADE PE BHALA KAISE KAREIN ~~~
AAP HARGIS NAHI HAIN WADA NIBHANE WALA
APNE APP PE NAZAR JINKI NAHI HOTI HAIN
AAINA UNKO DIKHATE HAIN ZAMANE WALE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yeh dua do mujhko ...... by HumTum in Shayri-E-Dard
Apni hathoo ki lakeero mey bessa ley mujhko by Sonu in Ghazals
tum mujhko achche lagte ho by tabassum shakeel in Shayri for Khumar -e- Ishq
EHSAAS DO MUJHKO by Pooja in Miscellaneous Shayri
Kaash, mujhko maqaam-e-yaar kaa patah hotaa! by abdbundeli in Shayri for Dard -e- Judai
dhadkan
Guest
«Reply #1 on: March 31, 2005, 04:54:04 AM »
Wah sahil badhiya hai.....

Kash koi hota mujko seene se lagane wala,
Hota koi gar mera naaz uthane wala,
Hum bhi na hote yun tanha aye alla,
Issi intezaar me bauthe hain hum,
Ke ek din ayega wo aanewala..
Logged
clicksahil
Guest
«Reply #2 on: March 31, 2005, 05:05:15 AM »
thnx... dhadkan... i am always in need of ur replies towards my poetry...

Dhundli si taswir dikh rahi hai kahin wo to nahi hai
Mai to mar chuka hoon mujhe to hosh nahi hai
Aye wo meri mayyat pe do aansoo baha ne
Ye shayed ek majaq hai haqiqat to nahi hai
Khamosh raha hoon mai aaj bhi khamosh hoon
Ab to unhe mujhse koi gila to nahi hai
Kar diya pura maine wada jo kiya tha
Ab unki zindagi mei koi khala to nahi hai
Keh do unse doston jo jee chahe wo kare
Ab unhe rokne wala koi bhi nahi hai
Jab koi naam le mera to ye keh dena tum
Wo to mar chuka hai usey to hosh nahi hai
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #3 on: March 31, 2005, 05:17:54 AM »
Accha likha hai sahil.....
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #4 on: March 31, 2005, 06:54:24 AM »
wonderful work sahil and dhadkan.
Logged
clicksahil
Guest
«Reply #5 on: April 01, 2005, 05:37:05 AM »
sadaa detii hai Khushbuu chaand taare bol padate hai
nazar jaisii nazar ho to nazaare bol padate hai
tumhaari hii nigaahon ne kahaa hai ham se ye aksar
tumhaare jism par to rang saare bol padate hai.n
mahak jaate hai gul jaise sabaa ke chuum lene se
agar laharen muKhaatib ho kinaare bol padate hai
zabaan se baat karane me.n jahaa.N rusvaayee hotii hai
vaha Khaamosh aankho ke ishaare bol padate hai
chupaanaa chaahate hai un se dil ka haal ham lekin
hamaare aansuo mai gam hamaare bol padate hai
terii paabandiyo se ruk nahi sakti ye fariyaaden
agar ham chup rahe to zaKhm saare bol padate hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #6 on: April 01, 2005, 07:02:33 AM »
Good job both Saahil and Dhadkan ...
Keep it up ...


Ek lamhe mein unhone hamari zindagi sawaar di, Ek lamhe mein unhone zindagi ujaad di,
Kasoor unka nahi hamara tha,
Jo un do lamho mein humne zindagi guzaar di...(nm)
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:10:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer