...~~Kaash~~...

by HumTum on June 23, 2005, 08:36:43 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1996 times)
Meena
Guest
«Reply #15 on: June 23, 2005, 02:54:45 PM »
wah wah....brillient!!!!!!!!!!!!!!

tere hounsle ki deti hoon mai daat aye dost,
teri kahi hui sach hai har baat aye dost,
Khuda se duayen karenge aaj se tere liye bhi,
ke jaldi se mith jaye teri yeh gumon ki raat aye dost!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaash................!!! by Neelam in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaash by sweet suh in Shayri-E-Dard
kaash by jianrangrej in Shayari -e- Husn
***kaash aap aur ham**** by kaushikbhawna008 in Shayri for Khumar -e- Ishq
{{{{ Kaash }}}} by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
HumTum
Guest
«Reply #16 on: June 23, 2005, 03:02:05 PM »
hummmm

zindagi guzaarte hai, tere intzaar mein
hum murjhaaye hai mausam-e-bahaar mein
mere liye koi duaa na kerna mere raqeeb
chen aayega ab mujhey phunch ke mazzar mein !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #17 on: June 23, 2005, 03:12:08 PM »
"chen aayega ab mujhey phunch ke mazzar mein !! "

iska matlab kya hai? :?  sad5
Logged
HumTum
Guest
«Reply #18 on: June 23, 2005, 03:21:33 PM »
Mazzar = kabr !!!  hope will help you !!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #19 on: June 23, 2005, 03:22:06 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
kya karon, apko dekh kar ishq section ke lyie sher yaad aa jate hai  :wink:


bewafai ko to wafa se nibana hi karta hai,
zindagi gum me hi sahi par guzarna parta hai,
Khuda hi himmat deta hai, toofano se ladne ke liye,
tu bhi hosh me aa ja "humtum", toofano se kyu darta hai!


acha ji .....  :wink:

hosh mein aatey hai hum mehkdey mein janey ke baad
milta hai chen humey armaanooN ko aag lganey ke baad
na janey kitney tofaanooN se lad aaye hai hum "Meena"
dekh !! phir bhi zinda hai khud ko dafnanaey ke baad !!



nice humtum ji aaptho bohut achha likhthai ho
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: June 23, 2005, 03:27:46 PM »
Quote from: "amit_is_always_cool"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
kya karon, apko dekh kar ishq section ke lyie sher yaad aa jate hai  :wink:


bewafai ko to wafa se nibana hi karta hai,
zindagi gum me hi sahi par guzarna parta hai,
Khuda hi himmat deta hai, toofano se ladne ke liye,
tu bhi hosh me aa ja "humtum", toofano se kyu darta hai!


acha ji .....  :wink:

hosh mein aatey hai hum mehkdey mein janey ke baad
milta hai chen humey armaanooN ko aag lganey ke baad
na janey kitney tofaanooN se lad aaye hai hum "Meena"
dekh !! phir bhi zinda hai khud ko dafnanaey ke baad !!



nice humtum ji aaptho bohut achha likhthai ho


Shukriya Amit  Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:10:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer