Kaash TUm MEre Ho PAte!!!

by Princess21 on December 27, 2005, 10:11:42 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 8732 times)
Princess21
Guest
«Reply #30 on: January 07, 2006, 03:15:21 AM »
Thanx NIdhi....Kaisi ho? itne din kahan thi ??
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Na bhool pate.. by anay in Miscellaneous Shayri
kaash mere haathon mein.... by sushiljain in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kaash Mere Saath Wo Safar Karta,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Himmat Nahi Kar Pate by nishi gahlaut in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Kalam pakad nahi pate hissab doge.. by azad mishra in Miscellaneous Shayri
waheed_rose2004
Guest
«Reply #31 on: January 07, 2006, 09:42:57 AM »
Quote from: "Princess21"
Ur Welcome!!

Jabse pyar kya hai...SIrf tum se kya hai........
Apna SUb kuch hum ne tere naam kya hai.........
Na samajh HUmari Mohabbat ko Ek dhoka........
Saari Zindagi hum ne sirf Tera INtezar kya hai!!


Thanxxxxxx  Nidhi........Very  Nice  Neha.........Badnam  shayar..aap dono  ne bahotr accha likha,,,,

chalo  aaj tumhara  naam  likhen saagar kinare  shahil per,
rait  per koi  phool  khilaaye ek jamana  beet  gaya..............
Logged
nikss
Guest
«Reply #32 on: January 07, 2006, 10:12:58 AM »
bholi si ek lerki jo chand ki deewani hai
hirni si ankhoon main bala ki hairani hai
boolay tu batoon main chuppi ek hairani hai
bholi si ek lerki jo chand ki deewani hai

kaha main nay us say ek din ,deekhoo atebar na kerna!
hain loog yeh buhaat jhootay waqat beekar na kerna
kehnay lagi nahin jeeya! yeh tu meet hai mera
tanhai main jo gungoonaoon woh sangeet hai mera

kaha main nay nahin chanda!yeh dost nahin kissi ka
kehnay lagi nahin pagal!hai man meet yehi sab ka

janay na reet zamanay ki masoom hai unjani hai
bhooli si ek lerki jo chand ki deewani hai

kaha main nay arri o chand!khabhi soocha bhi hai tu nay
kyoun rehta hai is qader door aata nahin teray paass
kerta hai atkhaleeyaan dilata hai jhooti ass

kehnay lagi jeeya!aya jo paas meray tu woh mohabbat kahan hogi?
furqaat main jo lazat hai qurbaat main kahan ho gi?


manay na baat meri samjay khud ko sayani hai
bhooli si ek lerki jo chand ki deewani hai

bhooli si is lerki say yeh behaas purani hai
jeeti hoon na main us say na haar us nay mani hai
hairan main yeh kaysii bhakhat ki girani hai
bhooli si ek lerki jo chand ki deewani hai
Logged
dolly
Guest
«Reply #33 on: January 07, 2006, 12:08:30 PM »
wow yahan to bahut achii shayari ho rahi hai..............very nice..Princess....waheed........N NIKSS...ur also toooo good...........n allz.............gr8 work allz........

thanx both princess n waheed for appreciation........
Logged
Princess21
Guest
«Reply #34 on: January 09, 2006, 03:53:05 AM »
ThanK You Soo Much!!!!Dolly sis kahan ho ajj kal????thanx waheed and Very nice!!

HUm akele the...Ajj akele he reh gaye........
Jo apne the...WOh begane se hogaye......
Jin Rahon main woh humare saath the...kabhi..
Un rahon main ajj hum akele hi reh gaye...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #35 on: January 09, 2006, 07:30:21 AM »
bahot  koob.....niksssss.............Princess.....  wonderfull   ........... thanxxxxx  dolly.........itne  din baad  tum  aayee.....tongue3
Logged
Princess21
Guest
«Reply #36 on: January 10, 2006, 04:41:00 PM »
Thanx...Waheed!!
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #37 on: January 11, 2006, 03:36:01 PM »
Quote from: "Princess21"
Tumse ITna pyaar kya, koi or nahi bhata....
Iss dil se yeh pyaar kam keun nahi ho jata...

Thak gayi hoon main tum ko mana mana ke
Jane keun tumhara KHayal dil se nahi jaata..

Tumne kabhi to humen samajhne ki koshish nahi ki...
Abb or HUmse apne dard-e-dil bataya nahi jaata...

Hum jaante hain..tum ayoge nahi...
pher bhi tumse door hum se raha keun nahi jaata....

Jaante hain...ke humari kismat main tum nahi...!
par na jaane keun yeh mera dil maan nahi paata...

kabhie kabhie hum jise jaan se zyada chahtey hain...
KEun zindagi main ane se pehle hi..woh door hai chala jaata!!



A Great one Princess ji !!!

kissi ke julm o sitam ka bhana tha
hamare dil ko bahar-haal toot jana tha

cheer ke rakh diya jigar mera dafatan
uski nigahoon ka bhi kya nishaana tha

chod gya sar e raah tanhaa humey, shayad
usne aseey hi sila waffa ka nibana tha !!!!  
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #38 on: January 11, 2006, 05:33:34 PM »
nice one!

majboor hoga woh jo chala gaya apni raha,
chod ke chal dene walo ko tum bewafa na samjho,
hogi teri hi bhalayi isme, ke na koso Upparwale ko tum,
Khuda ko apne se tum khafa na samjho!
Logged
Princess21
Guest
«Reply #39 on: January 11, 2006, 07:28:28 PM »
Thanx HUmtum!! and tum ne bhhi buhat acha likha or meena app ne bhi....wah...buhat ache!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #40 on: January 13, 2006, 01:37:42 PM »
very  nice  Meena  &  all.............

sirf  woh hi nahi  saari duniya bewafa hai
mujhse  to  meri  jindagi bhi khafa hai ......
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:46:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer