Kaatib-e-TaQdeer...

by Aryaan on October 12, 2006, 05:30:07 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3253 times)
Aryaan
Guest
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
taqdeer by Anjaana in Shayri-E-Dard
Taqdeer by Nino in Shayri-E-Dard
taqdeer by ragini in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
...~~taqdeer~~... by HumTum in Shayri-E-Dard
taqdeer by kamli in Shayeri for Dard -e- Bewafai
_Vicky_
Guest
«Reply #1 on: October 12, 2006, 06:30:53 AM »
wah wah ! ARYAAN bhai... bahut khoob..

2 line me bahut kuch kaha gaye....

dil ko chhoo gaya aapka yeh kalaam........
Logged
ranjana
Guest
«Reply #2 on: October 12, 2006, 07:14:38 AM »
bahut khoob ARYAN .............


ANJAAN BANE RAHE HUM KUCH UNKI BAATO KO SUN KAR
KAHI KOI DARD FIR SE NA UBHAR AAYE ZINDAGI KA YUN HI

BARSO HUM SIRF ISI INTAZAAR MEIN JEEYE GUJARATE WAQT KE SAATH
KI KABHI TOH EK DIN HAMAARA AAYEHA KHSUHI KA YUN HI !!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: October 12, 2006, 06:10:44 PM »
Bohat shukriya Vicky & Ranjana...

Nice Reply Ranjana...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: October 12, 2006, 07:17:20 PM »
bahot  khoob  Aryan,.............  Ranjana.........sis
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #5 on: October 13, 2006, 08:17:45 PM »
         kamaal ka likhte hain aap aryaan

lagati hai teri dost shuru se ye chandani
aati hai mere ghar me kamkam ye chandani

ham badnaseeb raat ke andhere me khush bahut
lagati hai ajnabi hi shuru se ye chandani

haan hai bahut hi khoob ye dilkash bhi hai bahut
dekha hai door se ke bahut khush hai chandani

jugnu batate hain mujhe ye roshani si hai
dekhi nahi unhi se suni hai ye chandani
   
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: October 14, 2006, 12:12:28 PM »
Bohot khoob Aryaan, Ranju and Tabassum !!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #7 on: October 14, 2006, 05:29:11 PM »
Bahut achhe aryaan...


Roz Badhti Hoon Jahanse Aage,
Phir Wahin Laut Ke Aa Jaati Hoon,
Baarha Tod Chuki Hoon Jinko,
Inhi Diwaron Se Takraati Hoon,
Roz Basate Hai Kayi Shaher Naye
Roz Dharti Mein SaMa Jaate Hai,
Zal-Zalon Mein Thi Zara Si Girah,
Wo Bhi Ab Roz Hi Aa Jaate Hai...

JisM Se Rooh Talak Ret Hi Ret,
Na Kahin Dhoop Na Saaya Na Saraab,
Kitne ArMaan Hai Kis Sehra Mein,
Kaun Rakhta Hia Mazaaron Ka Hisaab,
Nafz Bujhti Bhi Bhadakti Bhi Hai,
Dil Ka Shauk Hai Ghabrana Bhi,
Raat Andhere Ne Andhere Se Kaha,
Ek Aadat Hai Jiye Jaana Bhi...

Ek Hi Rang Ki Hoti Hai SaMajh Le,
Ek Hi Chaal Bhi PaiMana Bhi,
Goshe Goshe Mein Khadi Hia Masjid,
Mushkil Kya Ho Gayi Maykhane Ki,
Koi Kehta Tha SaMundar Hoon Main,
Aur Meri Jeb Mein Qatra Bhi Nahin,
Khairiyat Apni Likha Karti Hoon,
Ab To Taqdeer Mein Khatra Bhi Nahi...

Apne Haathon Ko Padha Karti Hoon,
Kabhi Quraan Ki Zubaan Ki Tarah,
Chand Rekhaon Mein SaMaun Main,
Zindagi Qaid Hai ArMaan Ki Tarah,
Pyar Karne Kab Wo Aayega MaluM Nahi,
Kaash Nafrat Karne Hi Wo Aa Jaata...
* * * * *
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #8 on: October 16, 2006, 11:23:24 AM »
Thanks a lot Waheed, Tabassum, Talat & Angel...

Good Ones Tabassum & Angel...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: October 16, 2006, 03:05:55 PM »
Bahoot Khoob Aryaan Bhai,..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: October 16, 2006, 06:12:03 PM »
Azeem maine bhi to likha tha na sad5
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #11 on: October 17, 2006, 05:57:02 AM »
Bohat shukriya Azeem...

Arey haan Azeem, Angel ne bhi tau itna acha likha hai.... unnke liye bhi kuch tareef mein likh hi daaliye.. :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 17, 2006, 04:13:52 PM »
Husena Ji App ka Likha Hua To Tareef Ke Layaak Hi nahi,..
Ispar Jitna Bhi Tareef Bheje kam Hai,.//

Logged
angel4u
Guest
«Reply #13 on: October 17, 2006, 05:24:42 PM »
Thanks aryaan tareef karne ke liye aur karvane ke liye bhi tongue3

oho azeem bas khali tarif karne ko kaha tha itni zyada karne nahi kaha tha Usual Smile

Musafir Ke Raste Badalte Rahe,
Muqaddar Me Chalna Tha Chalte Rahe,

Mere Raasto Me Ujala Raha,
Diye Uski Aankhon Me Jalte Rahe,

Mohabbat Adawat Wahan Berukhi,
Kiraye Ke Ghar The Badalte Rahe,

Suna Hai Unhe Bhi Hawa Lag Gayi,
Hawaon Ke Rukh Jo Badalte Rahe,

Wo Kya Tha Jise HuMne Thukra Diya,
Magar UMar Bahr Bahar Hath Milate Rahe...
* * * * *
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #14 on: October 17, 2006, 05:56:31 PM »
bahot kghoob  Azeem  Angel......
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:46:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer