Kabar Me Chain Se Sona Nahin Aya

by Meena on May 04, 2005, 07:01:21 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 5527 times)
Meena
Guest
«Reply #45 on: May 07, 2005, 08:50:28 AM »
well...

samajh lete hai hum dosto ki baat,
chahe woh de humara kabhi na saath!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gajal ki kabar by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Sona Chahti hu***** by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
sona hai by Dr Maqsood Hasni in Shairi - E - Zindagi
Maut ki god mein jis din sona hoga... by vivek.agrawal83 in Shairi - E - Zindagi
waheed_rose2004
Guest
«Reply #46 on: May 07, 2005, 09:18:37 AM »
bahot  accha meena.........tongue3

bahot  kam  milte  hain aise  dost dil ki  jubaan samjhne waale
jisko  mil  jaaye "Meena" jaisa dost woh khus  naseeb hoga..........
Logged
HumTum
Guest
«Reply #47 on: May 07, 2005, 09:36:23 AM »
Quote from: "Meena"
jo taras kah kar chal diya, woh ko dost nahin,
jo teri baat  ko samajh paye, woh hai MEENA!  :wink:

zakmo ko dekh ke mere muhh fer liya kertey hai
janey kasseey log chahrey badal liya kertey hai !!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #48 on: May 07, 2005, 11:18:10 AM »
chehre pe chehre aur bas dokhe hi nazar aate hai
jaise aa gaye hai hum daga bajo ki basti main
Logged
Reema
Guest
«Reply #49 on: May 07, 2005, 11:26:16 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
jo taras kah kar chal diya, woh ko dost nahin,
jo teri baat  ko samajh paye, woh hai MEENA!  :wink:

zakmo ko dekh ke mere muhh fer liya kertey hai
janey kasseey log chahrey badal liya kertey hai !!!

Zakhm dekhkar aagaye aansu aankho me
hum ne phera chehra ke chhupale uski nazar se
Logged
HumTum
Guest
«Reply #50 on: May 07, 2005, 11:36:30 AM »
Quote from: "sandhaya"
chehre pe chehre aur bas dokhe hi nazar aate hai
jaise aa gaye hai hum daga bajo ki basti main

Sandhaya ji...

dostoon ke shaher mein qatal dosti ka
ko aur baat ker dost yeh to aam baat hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #51 on: May 07, 2005, 11:37:52 AM »
Quote from: "Reema"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
jo taras kah kar chal diya, woh ko dost nahin,
jo teri baat  ko samajh paye, woh hai MEENA!  :wink:

zakmo ko dekh ke mere muhh fer liya kertey hai
janey kasseey log chahrey badal liya kertey hai !!!

Zakhm dekhkar aagaye aansu aankho me
hum ne phera chehra ke chhupale uski nazar se

Reema ji ....

zapt iss kadar bhi raktey hai zamaney waley
cheen ke zindgi jenney ki duaa detey hai  sad5
Logged
Reema
Guest
«Reply #52 on: May 07, 2005, 11:41:36 AM »
Hum Tum Ji........

Zamana laakh karle zulm hum par
Hum muskurake saare zakhm sahe jaate hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #53 on: May 07, 2005, 11:48:00 AM »
Quote from: "Reema"
Hum Tum Ji........

Zamana laakh karle zulm hum par
Hum muskurake saare zakhm sahe jaate hai

Reema ji......

zamaney ke zakmo ko to seh gaye muskura ker
teri ik zra si baat ne rula diya humney !!!!!!
Logged
Reema
Guest
«Reply #54 on: May 07, 2005, 12:00:13 PM »
Ek ek lafz humne sambhal ke hi bole
phir jaane kis baat ne rula diya tum ko
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #55 on: May 07, 2005, 12:18:17 PM »
Quote from: "Meena"
arre thank you ji  :D

hum kya sikhayenge zamane ko,
jo pattar marta hai har deewane ko!!!

 :D

sadiyon se yehi hota raha hai
yehi bedard zamana yehi hai
aise hi deewane hai
aur aise hi unki deewangi
zamane ka kaya yeh
jo karta ha karne do
hum bhi yehin hai tum bhi yehin ho
dikha de zamane ko
deewangi kaya hai.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #56 on: May 07, 2005, 03:33:58 PM »
Quote from: "Reema"
Ek ek lafz humne sambhal ke hi bole
phir jaane kis baat ne rula diya tum ko

Reema ji....

rula to detey hai tuhey zamaney waley "HumTum"
aur ilzaam leney se bhi katratey hai !!!!!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #57 on: May 08, 2005, 10:19:22 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Reema"
Ek ek lafz humne sambhal ke hi bole
phir jaane kis baat ne rula diya tum ko

Reema ji....

rula to detey hai tuhey zamaney waley "HumTum"
aur ilzaam leney se bhi katratey hai !!!!!!!

rulata to hai zamana, par tum kyu anson bahate ho,
dukhate hai tumara dil woh, yeh unko kyu dikhate ho,
unke marham me bhi mila hai namak mere dost,
unhi ki di hui cheez apne apne ghav me kyu lagate ho!!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #58 on: May 08, 2005, 10:27:39 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Reema"
Ek ek lafz humne sambhal ke hi bole
phir jaane kis baat ne rula diya tum ko

Reema ji....

rula to detey hai tuhey zamaney waley "HumTum"
aur ilzaam leney se bhi katratey hai !!!!!!!

rulata to hai zamana, par tum kyu anson bahate ho,
dukhate hai tumara dil woh, yeh unko kyu dikhate ho,
unke marham me bhi mila hai namak mere dost,
unhi ki di hui cheez apne apne ghav me kyu lagate ho!!!!

wah Meena ji....

ae dekhene walon mujhe hanz ke na dekho
tum ko bhi muhabbat kahiN muJh sa na banade
akhir k0i surat bhi to ho khaana-e-dil ki
kaaba naheen banta hai to but-khaana bana de
Logged
Meena
Guest
«Reply #59 on: May 08, 2005, 10:42:12 AM »

thank u par apki lines samajh me hi nahin ayi  Shocked
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:37:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer