Kabar Me Chain Se Sona Nahin Aya

by Meena on May 04, 2005, 07:01:21 PM
Pages: 1 2 3 4 [5]
Print
Author  (Read 5653 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #60 on: May 08, 2005, 01:10:31 PM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Reema"
Ek ek lafz humne sambhal ke hi bole
phir jaane kis baat ne rula diya tum ko


Reema ji....

rula to detey hai tuhey zamaney waley "HumTum"
aur ilzaam leney se bhi katratey hai !!!!!!!


rulata to hai zamana, par tum kyu anson bahate ho,
dukhate hai tumara dil woh, yeh unko kyu dikhate ho,
unke marham me bhi mila hai namak mere dost,
unhi ki di hui cheez apne apne ghav me kyu lagate ho!!!!


bahot  khoob.........reema.........hum  tum.........meena  bahot accha  reply  aap ne kiya........bahot  khoob.....

in  jakhom  mein    marham  lagana ab  accha nahin "Meena"
yeh  nasoor  ban  gaye hain inhein  ab  aise  rahne do
ab  na  aayegi  dua  kisi ki mere kaam  jindagi ne muh mod liya hai
doston  ka  diya  hua jhakham  Qayamat ke din bharega..........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gajal ki kabar by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Sona Chahti hu***** by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
sona hai by Dr Maqsood Hasni in Shairi - E - Zindagi
Maut ki god mein jis din sona hoga... by vivek.agrawal83 in Shairi - E - Zindagi
Meena
Guest
«Reply #61 on: May 08, 2005, 01:36:09 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Reema"
Ek ek lafz humne sambhal ke hi bole
phir jaane kis baat ne rula diya tum ko


Reema ji....

rula to detey hai tuhey zamaney waley "HumTum"
aur ilzaam leney se bhi katratey hai !!!!!!!


rulata to hai zamana, par tum kyu anson bahate ho,
dukhate hai tumara dil woh, yeh unko kyu dikhate ho,
unke marham me bhi mila hai namak mere dost,
unhi ki di hui cheez apne apne ghav me kyu lagate ho!!!!


bahot  khoob.........reema.........hum  tum.........meena  bahot accha  reply  aap ne kiya........bahot  khoob.....

in  jakhom  mein    marham  lagana ab  accha nahin "Meena"
yeh  nasoor  ban  gaye hain inhein  ab  aise  rahne do
ab  na  aayegi  dua  kisi ki mere kaam  jindagi ne muh mod liya hai
doston  ka  diya  hua jhakham  Qayamat ke din bharega..........


thnak u ji thank u  :D
Logged
Reema
Guest
«Reply #62 on: May 09, 2005, 05:29:10 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Reema"
Ek ek lafz humne sambhal ke hi bole
phir jaane kis baat ne rula diya tum ko


Reema ji....

rula to detey hai tuhey zamaney waley "HumTum"
aur ilzaam leney se bhi katratey hai !!!!!!!


Aap ne jo diya hai ilzaam REEMA
woh hans kar hum ne kubool kiya
Lafz karte hai ghayal kitna
is ka adraak aaj HUM TUM ne diya
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #63 on: May 09, 2005, 09:29:59 PM »


Tu ne izhaar se mehfil ko saja rakkha hai,
Maine tu khud ko bhi mager, khudi se bacha rakha hai
Umer bher saath na choreingay, sada chaheingay...
Sirf alfaaz thay, Ab alfaaz mein kia rakkha hai !?!?
Logged
Meena
Guest
«Reply #64 on: May 11, 2005, 03:17:35 PM »
Quote from: "fakharenaveed"


Tu ne izhaar se mehfil ko saja rakkha hai,
Maine tu khud ko bhi mager, khudi se bacha rakha hai
Umer bher saath na choreingay, sada chaheingay...
Sirf alfaaz thay, Ab alfaaz mein kia rakkha hai !?!?


beautiful!!!!!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #65 on: May 11, 2005, 04:02:35 PM »
bahot  khoob..........naveed...........reema............ ..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #66 on: May 11, 2005, 08:51:17 PM »

Thanx MEENA   &  WAHEED




judai pe qayam hai
nizaam-e-zindagani bhi -
bichar jata hai saahil se,
galay mil mil ke paani bhi...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #67 on: May 16, 2005, 01:06:56 PM »
Quote from: "Reema"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Reema"
Ek ek lafz humne sambhal ke hi bole
phir jaane kis baat ne rula diya tum ko


Reema ji....

rula to detey hai tuhey zamaney waley "HumTum"
aur ilzaam leney se bhi katratey hai !!!!!!!


Aap ne jo diya hai ilzaam REEMA
woh hans kar hum ne kubool kiya
Lafz karte hai ghayal kitna
is ka adraak aaj HUM TUM ne diya


Reema ji .....

dekh kar jo humein chup chaap guzar jaata hai
kabhi Uss shakhs ko, hum pyaar kiya kartey thay
Logged
tajinder
Guest
«Reply #68 on: May 16, 2005, 01:28:26 PM »
kay ye bhi zindagi hai ki raht kabhi na ho
aisi bhi to kisi se mohabbat kabhi na ho,
wada zarror karte hain, aate nahin kabhi
fir ye bhi chahte hain ke shiqayat kabhi na ho,
ahbaab ne diye hain mujhe kis tarah fareb
mujhsa bhi koi sada tabiyat kabhi na ho,
dil chahta hai fir wohi fursat ke raat din
mujhko to tere khyal se fursat kabhi na ho
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #69 on: May 16, 2005, 08:33:12 PM »
ZINDAGI MEIN BAHAR AAYEGI

HAR NAKS PAR SHABAB AAYEGA

USNE ZULFO KO PHIR SAVARA HAI

PHIR KOI INKALAB AAYEGA.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:56:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer