***kabhi waqt uljha***

by kaushikbhawna008 on July 14, 2008, 06:51:37 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 919 times)
kaushikbhawna008
Guest
kabhi waqt uljha to kabhi mein uljhi
isi udhed-bun mei zindgi meri gujri

dard badh gaya intna ki dard ko bhi dard hota hai
dard ko marham lagaane mei meri har shaame gujri

khush ho chali hain aankhein inmei koi nami nahi
yu hi intzaar karte meri zindgi gujri

aa kar koi vaada jise tu fir nibha na sake
yu ki dil ko jhoota khwaab fir dikha ja koi

zindgi ne thukra dia aur maut bhi apnati nahi
kya karu ya kya na karun isi kash-m-kash mei zindgi gujri
Logged
kiiller_1
Guest
«Reply #1 on: July 14, 2008, 07:52:04 AM »
dard badh gaya intna ki dard ko bhi dard hota hai
dard ko marham lagaane mei meri har shaame gujri

khush ho chali hain aankhein inmei koi nami nahi
yu hi intzaar karte meri zindgi gujri

aa kar koi vaada jise tu fir nibha na sake
yu ki dil ko jhoota khwaab fir dikha ja koi

malum hota he aap ke sine mein bahut dard he


khamoshian na laate to or kya karte,
na jashn e shola manate to or kya karte,
andhera maangne aaya tha roshni ki bheekh,
hum apna ghar na jalate to or kya karte.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: July 14, 2008, 07:57:20 AM »
dard badh gaya intna ki dard ko bhi dard hota hai
dard ko marham lagaane mei meri har shaame gujri

khush ho chali hain aankhein inmei koi nami nahi
yu hi intzaar karte meri zindgi gujri

aa kar koi vaada jise tu fir nibha na sake
yu ki dil ko jhoota khwaab fir dikha ja koi

malum hota he aap ke sine mein bahut dard he


khamoshian na laate to or kya karte,
na jashn e shola manate to or kya karte,
andhera maangne aaya tha roshni ki bheekh,
hum apna ghar na jalate to or kya karte.

SHUKRIYA GHANSHYAAM JI

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:57:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer