*****kacchi kalam******

by kaushikbhawna008 on December 17, 2008, 05:58:07 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1098 times)
kaushikbhawna008
Guest
Kacchi kalam se likhi hogi khuda ne meri kismat
Isliye to jisne jab chaha mita diya

Kabhi chaha to de gaye hame mohobbat k kuch pal
Aur kabhi hamei pal bhar mei hi rula diyaa

Jaane kaisa dastur hai jise mein ab tak samajh na paayi
Jisne lagaya baagh wahi mali ise ujaad gaya

Mila hai mujhko bhi ek tohfa mohobbat ka doston
Jise dii zindgi hamne wahi hamko kabra tak pahuncha gaya


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kalam lay ker by FArah in Shayeri for Dard -e- Bewafai
GUM KE KALAM SE by gum in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 8 9 »
kalam by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri
KACCHI DEEWAAR HOON THOKAR NA LAGANA MUJHKO... by pandit in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 5 6 »
TERE BIN MAI KACCHI DOR HU~~~AKRAM~~~ by mrZakram in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: December 17, 2008, 06:29:29 AM »
Kacchi kalam se likhi hogi khuda ne meri kismat
Isliye to jisne jab chaha mita diya

Kabhi chaha to de gaye hame mohobbat k kuch pal
Aur kabhi hamei pal bhar mei hi rula diyaa

Jaane kaisa dastur hai jise mein ab tak samajh na paayi
Jisne lagaya baagh wahi mali ise ujaad gaya

Mila hai mujhko bhi ek tohfa mohobbat ka doston
Jise dii zindgi hamne wahi hamko kabra tak pahuncha gaya




wah kya baat kahi hai aap neh Kaushik

jisey mana humney jindagi wohi hamey kabar tak pahuchagaya


jasbir singh
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: December 17, 2008, 06:40:23 AM »
 bohut bohut shukriya jasbir ji notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 17, 2008, 10:00:38 AM »
Bohat Badhiya Likha Hai Bhawna Ji,.

Khudaa Ne Teri Kismat Jo Likhi, Tune Kisi Aur Ko Kismat Ka Naam Kyun Diya,.
Wo Tujhe Dekh Kar Muskuraati Thi, Magar Tune Use Chahat Ka Naam Kyun Diya,.

Kasoor Tera Hai Pyaare, Khudaa Se Tu Na Shikaayat Kar,.
Kismat Ko Bachaana Hai, To Kabhi Kisi Se Mohabbat Na Kar,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: December 17, 2008, 11:34:43 PM »
Wonderful Bhawna Ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #5 on: December 18, 2008, 08:19:49 AM »
Bohat Badhiya Likha Hai Bhawna Ji,.

Khudaa Ne Teri Kismat Jo Likhi, Tune Kisi Aur Ko Kismat Ka Naam Kyun Diya,.
Wo Tujhe Dekh Kar Muskuraati Thi, Magar Tune Use Chahat Ka Naam Kyun Diya,.

Kasoor Tera Hai Pyaare, Khudaa Se Tu Na Shikaayat Kar,.
Kismat Ko Bachaana Hai, To Kabhi Kisi Se Mohabbat Na Kar,.

_______________________________-Jaanasheen-

bohut bohut shukriya jaanasheen ji notworthy
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #6 on: December 18, 2008, 08:21:10 AM »
Wonderful Bhawna Ji


thnk you rajesh ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 18, 2008, 11:07:44 AM »
You Are Always Welcome Ji,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:20:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer