AbhiTamrakar
Guest
|
Dosto..kai bar halaat ham se jude nahi hote..par fir bhi unke bare me sunkar ya padhkar ham utna hi dard mehsoos karte he jitna ki jis par beeti ho..kuchh aisa hi mere samne aya ek waqya kar gaya...mujhe anhi pata kis hadd tak is baat ko keh pauga, par kehen ki ek chhoti si koshish kar raha hun..shayad aapko pasand aaye..sunoo hai mohabbat bada pyaara sa tohfa zindagi ka kaha hai kisine apne zindagi ko har lamha jalaate huyee~
mujhe mohabbat ki ek nayab saugat dene aaye he woh apni shaadi par mujhe has has kar bulaate huyee~
woh kehete hai umra lambee ho tumhari meri dua se zeher ke pyaale mujhe har roz pilaate huyee~
unka kehena hai maine nahi nibhai mohabbat yaron apne to din nikle armaano ko pairon tale dabate huyee~
or yun mujhse dard ki baat karte he woh "Abhi" mujhe dekh ke apne rukh ko bar bar chhupaate huyee~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #1 on: November 30, 2010, 07:08:11 AM » |
|
very very deep feelings bro........dard on extreem level......good written ........ek poetry likhi thi "bata gaya mujko" uski ek line yaad aa rahi he muje....
"kush is tarah apni mohhabat bata gaya mujko kisi gair ki dulhan ke liye apne hatho se saja gaya mujko"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #2 on: November 30, 2010, 07:56:53 AM » |
|
tooo..... good abhi ji.... just perfect...... and last one is just superb...... mindblowing....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #3 on: November 30, 2010, 08:42:28 AM » |
|
very very deep feelings bro........dard on extreem level......good written ........ek poetry likhi thi "bata gaya mujko" uski ek line yaad aa rahi he muje....
"kush is tarah apni mohhabat bata gaya mujko kisi gair ki dulhan ke liye apne hatho se saja gaya mujko"
thnx bro....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #4 on: November 30, 2010, 08:48:59 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #5 on: November 30, 2010, 08:57:02 AM » |
|
tooo..... good abhi ji.... just perfect...... and last one is just superb...... mindblowing....
shukriya manzil ji.. yunhi sath rahiye...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 30, 2010, 01:59:56 PM » |
|
Dosto..kai bar halaat ham se jude nahi hote..par fir bhi unke bare me sunkar ya padhkar ham utna hi dard mehsoos karte he jitna ki jis par beeti ho..kuchh aisa hi mere samne aya ek waqya kar gaya...mujhe anhi pata kis hadd tak is baat ko keh pauga, par kehen ki ek chhoti si koshish kar raha hun..shayad aapko pasand aaye..sunoo hai mohabbat bada pyaara sa tohfa zindagi ka kaha hai kisine apne zindagi ko har lamha jalaate huyee~
mujhe mohabbat ki ek nayab saugat dene aaye he woh apni shaadi par mujhe has has kar bulaate huyee~
woh kehete hai umra lambee ho tumhari meri dua se zeher ke pyaale mujhe har roz pilaate huyee~
unka kehena hai maine nahi nibhai mohabbat yaron apne to din nikle armaano ko pairon tale dabate huyee~
or yun mujhse dard ki baat karte he woh "Abhi" mujhe dekh ke apne rukh ko bar bar chhupaate huyee~ Bahut khoob abhi..ye tou jana pehchana mhbt ka dard hai..per sach mano jiske bhi sine mein ye dard hoga khuda use us dard ko sehene ki taqat de..ameen...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #7 on: November 30, 2010, 04:07:26 PM » |
|
beautifully written ...Very Very Nice work with loads of emotions... Good Job Abhi !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #8 on: November 30, 2010, 08:10:11 PM » |
|
bahut khoob Abhi ji... too gud
Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #9 on: December 01, 2010, 06:27:45 AM » |
|
no ji business.. bahut achhi koshish koyaliya good 2 liner.. jai ram ji ki~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #10 on: December 01, 2010, 06:31:26 AM » |
|
Bahut khoob abhi..ye tou jana pehchana mhbt ka dard hai..per sach mano jiske bhi sine mein ye dard hoga khuda use us dard ko sehene ki taqat de..ameen...
haan di bahut jana pehchana haii...shayad kai logo ke liye.. khuda hi to sab deta hai ..pehle dard or fir usko sehene ki taqat... shukriya apne pasand kiya.. yunh sath rahiyegaa~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #11 on: December 01, 2010, 06:35:58 AM » |
|
dard ko kalam se kaise jataya jata hai ye aap bakhubi jante hain abhi ji..bht umda peshkash..... dil me jo feel aaye ye padhkar ..wo yahan likhi hai..
Kismet ka likha main mita paai nahin Teri hoke bhi kabhi teri kehlai nahin
Chin k khudko zamane k hathon se main Khudko tujhe kabhi saump pai nahin
Bas isisly dar k apne aap se main ee dost Tujhse rishta apna umra bhar ka jod pai nhin
Samjhle mujhe bewafa aur ho jaye dur mujhse Ye chahti thi isly tujhse nazar mila paai nahin
Kar diya tujhe bhi shamil main gairon ki fehrist me Sirf teri hun main ye ehsaas tujhe kabhi dila pai nahin….!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #12 on: December 01, 2010, 06:43:20 AM » |
|
Dosto..kai bar halaat ham se jude nahi hote..par fir bhi unke bare me sunkar ya padhkar ham utna hi dard mehsoos karte he jitna ki jis par beeti ho..kuchh aisa hi mere samne aya ek waqya kar gaya...mujhe anhi pata kis hadd tak is baat ko keh pauga, par kehen ki ek chhoti si koshish kar raha hun..shayad aapko pasand aaye..sunoo hai mohabbat bada pyaara sa tohfa zindagi ka kaha hai kisine apne zindagi ko har lamha jalaate huyee~
mujhe mohabbat ki ek nayab saugat dene aaye he woh apni shaadi par mujhe has has kar bulaate huyee~
woh kehete hai umra lambee ho tumhari meri dua se zeher ke pyaale mujhe har roz pilaate huyee~
unka kehena hai maine nahi nibhai mohabbat yaron apne to din nikle armaano ko pairon tale dabate huyee~
or yun mujhse dard ki baat karte he woh "Abhi" mujhe dekh ke apne rukh ko bar bar chhupaate huyee~ Bahut khoob Abhi Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #13 on: December 01, 2010, 06:43:46 AM » |
|
dard ko kalam se kaise jataya jata hai ye aap bakhubi jante hain abhi ji..bht umda peshkash..... dil me jo feel aaye ye padhkar ..wo yahan likhi hai..
Kismet ka likha main mita paai nahin Teri hoke bhi kabhi teri kehlai nahin
Chin k khudko zamane k hathon se main Khudko tujhe kabhi saump pai nahin
Bas isisly dar k apne aap se main ee dost Tujhse rishta apna umra bhar ka jod pai nhin
Samjhle mujhe bewafa aur ho jaye dur mujhse Ye chahti thi isly tujhse nazar mila paai nahin
Kar diya tujhe bhi shamil main gairon ki fehrist me Sirf teri hun main ye ehsaas tujhe kabhi dila pai nahin….!!!!
Nice response ANU
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #14 on: December 01, 2010, 06:44:53 AM » |
|
thnx sir ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|