Kahaani Gulaab Ki,.

by Jaanasheen on April 13, 2010, 12:49:19 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3874 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Hai Doston Pata Nahi Ye Kalaam Dard Mein Likhna Sahi Hai Ya Mohabbat Pe,
Bas Isme Maine Do Chahne Waalon Ka Pyaar Ka Ehsaas, Gulaab Aur Kaante Ke Hawaale Se Bayaan Kiya Hai,.

Hope U Will Like It,.

-Azeem-


Ek Gulaab Kaantein Se Bichardke Roya Bohat Tha,.
Kaante Se Kaha Ke Tune Mujhe Sabse Bachaaya Bohat Tha,.

Aati Raho Dhoop, Barsaat Bhi Pardi Mujhpe,.
Teri Nazar, Teri Hifaazat Rahi Mujhpe,.

Ab Judaai Teri Main Kaise Sahoonga,.
Bin Tere Aye "Kaante" Ab Khila Kaise Rahoonga,.

Duniya Bedard Hai Milna Kisi Ka Dekhti Nahi,.
Kya Guzregi Chahne Waalon Pe Sochti Nahi,.

Ye Gulaab Tujhse Bichardke Sookh Jaayega,.
Tu Bhi Aye Yaar Yakheenan Toot Jaayega,.

Rab Hume Kaash Yunhi Milaake Rakhta,.
Hume Ek Dusre Ka Sadaa Banaake Rakhta,.

Kaash Hoti Meharbaan Khudaai Humpe,.
Kaash Hoti Na Sitamgar Judaai Humpe,.

-Azeem-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Gulaab Ki Kahaani,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
GULAAB by α.в... in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ek gulaab ki kahani by ~Hriday~ in Shayri-E-Dard
Unkey gulaab sach hai, ki, gairoun sey alag hain! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ek gulaab ki kahani by ~Hriday~ in Shayri-E-Dard
pari001
Guest
«Reply #1 on: April 13, 2010, 01:45:18 PM »
wah bahut khoob Azeem -ji

wah wah Applause Applause

very nice keep it up!!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: April 13, 2010, 03:46:13 PM »
WAH WAH WAH AZEEMJI WAH WAH......... VERY BEAUTIFULLY WRITTEN AND REALLY APPRECIATE THE POINTS YOU RAISED IN HERE .... ITS JUST SO SPLENDID ...


JASBIR SINGH
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #3 on: April 13, 2010, 05:16:44 PM »
Achi poem likhi hai Azeem bhai. Hijr ko khoobsurti se bayaan kya hai.
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #4 on: April 13, 2010, 06:15:46 PM »
wah azeem , kya kahene tumhare to hamesha se lajawab kahete ho app .. bahoth qoob .. khush rahe hamesha ..


qadeertoopchi
Logged
drpandey
Guest
«Reply #5 on: April 13, 2010, 06:23:49 PM »
Bahot khoob Azeem ji dil ka sara dard nikaal diya aapne is poem mein. Applause Applause Applause Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #6 on: April 13, 2010, 06:49:35 PM »
 Applause Applause Applause Applause
bahoooot khoob likha hai azeem..
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #7 on: April 13, 2010, 07:22:25 PM »
bahut hi lajwab kahani lagi azeem ji..bus ek khyal zehen mein aaya ki agar do teen sher aap aur iss kahani mein jod dete tou aur bhi acha lagta..yu laga padh k jaise is kahani ka ant adhura sa reh gya hai..maaf kijiyega padhke mujhe jaisa laga main apse keh diya..baaki apki lekhi hamesh ki tarah bahut badhiya hai....
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: April 13, 2010, 09:18:03 PM »
Wow Azeem bhai,marvelous and mindblowing creation.arey itna acha likha hai aap samajh mein nahi aati kaise tareef karu.keep it up. Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: April 14, 2010, 10:45:42 AM »
bahut khoob  icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 14, 2010, 11:12:21 AM »
wah bahut khoob Azeem -ji

wah wah Applause Applause

very nice keep it up!!!


Shukriya Pari Ji, Duaa Ki Darkhwaast Hai,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: April 14, 2010, 11:19:59 AM »
Bohot Khoob Bhai Azeem...Bohot achcha likha hai aapne.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 15, 2010, 08:18:47 AM »
WAH WAH WAH AZEEMJI WAH WAH......... VERY BEAUTIFULLY WRITTEN AND REALLY APPRECIATE THE POINTS YOU RAISED IN HERE .... ITS JUST SO SPLENDID ...


JASBIR SINGH


Hausla Afzaai Ka Shukriya Jasbir Ji,.

Rab Khair Kare,.

-Azeem-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: April 16, 2010, 05:15:25 AM »
Wah! Chote Bhai Bahut hi badiya likha hai aap ne
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 16, 2010, 07:10:58 PM »
Achi poem likhi hai Azeem bhai. Hijr ko khoobsurti se bayaan kya hai.

Shukriya Riyaz Bhai,.
Duaaon Ki Darkhwast Hai,.

wah azeem , kya kahene tumhare to hamesha se lajawab kahete ho app .. bahoth qoob .. khush rahe hamesha ..


qadeertoopchi

Shukriya Qadeer Bhaijaan,.
Aapne Hume Har Kadam Pe Saath Diya Hai..

Yunhi Saath Dete rahein,.

Shukriya,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:40:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.393 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer