Anshumali
Guest
|
Din Kuch Aise Guzraa Hai Chehraa Tab Se Utraa Hai ...
Aakhir Kab Sochegaa Woh Khud Se Kyon Uljhaa Hai ...
Sookhe Dariyaa Ka Paanii Aake Baadal Ne Bharaa Hai ...
Kitna Azmaa Le Logo Ko Sab Kaa Asar Apnaa Hai ...
ChuDiyaa TuutTii Nahi Aise Koi PaDos MeN Guzraa Hai ...
Pehan Le Koi Liibas "Naresh" Kahenge Yeh Daur Nayaa Hai ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #2 on: October 02, 2010, 04:34:44 PM » |
|
Waah Kya baat hai ,,, Naresh ji,,, Bahoto Bahoot Khoob.. Badi hi bareeki se dard ko teer ki tarah pesh kiya hai.. bahoot bahoot khoob!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 02, 2010, 04:42:31 PM » |
|
Bahaut bahaut khoob Naresh jee..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: October 02, 2010, 05:38:17 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 03, 2010, 12:29:46 PM » |
|
Din Kuch Aise Guzraa Hai Chehraa Tab Se Utraa Hai ...
Aakhir Kab Sochegaa Woh Khud Se Kyon Uljhaa Hai ...
Sookhe Dariyaa Ka Paanii Aake Baadal Ne Bharaa Hai ...
Kitna Azmaa Le Logo Ko Sab Kaa Asar Apnaa Hai ...
ChuDiyaa TuutTii Nahi Aise Koi PaDos MeN Guzraa Hai ...
Pehan Le Koi Liibas "Naresh" Kahenge Yeh Daur Nayaa Hai ... Naresh Ji ! Radhey Radhey ! bahut asardaar lage sabhi ashaar ... nasiihat dete hue .. maqta khaas taur par pasand aaya hume ... dil se daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 06, 2010, 05:13:08 AM » |
|
Waah Kya baat hai ,,, Naresh ji,,, Bahoto Bahoot Khoob.. Badi hi bareeki se dard ko teer ki tarah pesh kiya hai.. bahoot bahoot khoob!!!!
Sophi Ji ... Namaste ! aapko meri koshish pasand aai ... aur aap dil tak mere ehsaas pahuch gaye ... meri mehnat safal hogi ... bahut bahut shukriy .... meri post ko waqt dene aur daad ka ... aise hi aate rahen aage bhi ... khush rahen .... duaaon ke saath ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 08, 2010, 02:01:10 AM » |
|
Bahaut bahaut khoob Naresh jee..! Rahim Ji ... aapka koshish ko saraahane aur khaas daad ka bhut bahut shukriya Ji ! aise hi aate rahen aage bhi .. khush rahen ... duaaon ke saath ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 13, 2010, 02:52:28 PM » |
|
Naresh Jee Aadaab!
Kafi nasihat bhari kalaam kahi hai aapne.... Behad achchi kalaam per dil se daad hazir hai..
aapki kalaam par aate hai.... Aik achchi koshish per dil se daad kabool kijiye Naresh jee......
Likhate rahiye...... Aate rahiye....... Allah aapki kalam meiN aur bhi zor e taqat deN
Khush rahiye..... Khuda Hafez..... Sameer Ji ... Aapki pasandegi aur pur-khuloos daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi aate rahen aur hausla dete rahen aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #10 on: October 14, 2010, 05:05:11 AM » |
|
bht bht pyari gazal naresh ji...bht hi pyare sher likhe hain aapne..ye khaas pasand aaya ji
Aakhir Kab Sochegaa Woh Khud Se Kyon Uljhaa Hai ...
ChuDiyaa TuutTii Nahi Aise Koi PaDos MeN Guzraa Hai ..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Radhika_2
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 24, 2010, 04:35:08 AM » |
|
Din Kuch Aise Guzraa Hai Chehraa Tab Se Utraa Hai ...
Aakhir Kab Sochegaa Woh Khud Se Kyon Uljhaa Hai ...
Sookhe Dariyaa Ka Paanii Aake Baadal Ne Bharaa Hai ...
Kitna Azmaa Le Logo Ko Sab Kaa Asar Apnaa Hai ...
ChuDiyaa TuutTii Nahi Aise Koi PaDos MeN Guzraa Hai ...
Pehan Le Koi Liibas "Naresh" Kahenge Yeh Daur Nayaa Hai ... Bahut Khoob ... Naresh Ji ! Very Nice Creation ... ! dil se daad ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 24, 2010, 07:41:11 PM » |
|
Naresh Ji ! Radhey Radhey !
bahut asardaar lage sabhi ashaar ... nasiihat dete hue .. maqta khaas taur par pasand aaya hume ...
dil se daad
Rajinder Bhai ... aapki pasandegi aur daad ka shukriya ... khush rahen .... duaaon ke saath ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 26, 2010, 12:37:41 AM » |
|
Naresh Jee Aadaab!
Kafi nasihat bhari kalaam kahi hai aapne.... Behad achchi kalaam per dil se daad hazir hai..
aapki kalaam par aate hai.... Aik achchi koshish per dil se daad kabool kijiye Naresh jee......
Likhate rahiye...... Aate rahiye....... Allah aapki kalam meiN aur bhi zor e taqat deN
Khush rahiye..... Khuda Hafez..... Sameer Ji .. Aadaab ! aapki pasandegi aur purkhuloos daad ka bahut bahut shukriya .. aise hi saath nibhaate rahen aage bhi .. khush rahen ... duaaon ke saath ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|