*****kahin koi udaas betha hai*****

by kaushikbhawna008 on July 10, 2008, 05:40:34 AM
Pages: 1 [2] 3 4  All
Print
Author  (Read 3163 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #15 on: July 11, 2008, 08:42:50 AM »
hawaaon ka rukh ye kehta hai
kahin koi udaas betha hai

gar nahi hai hasi mere labon pe to
kahin koi aur bhi khamosh beta hai

hawaaon ka rukh ..................

ye jo tez tufaan sa uth raha hai
lagta hai kahin koi tadap raha hai

be-waqt ye jo barsaat ho rahi hai
lag raha hai kahin koi ro raha hai

hawaaon ka rukh ..................

kisi ka ehsaas karati hain hawaayein
shayad koi hai jo mujhse bichad gaya hai

lagi hoon sochne fir aaj "bhawna"
kaun hai jo mujhse kuch juda hai

hawaaon ka rukh ...................

kuch chand sawaal jo meine khud se hain puche
kyu kar rahi hoon yaad use jo bewafaa hai?

kya wo aaj sach mei nibhayega mujhse wafaa
jo aaj har lamha mere liye tadap raha hai?

hawaaon ka rukh .....................





Bahut Bahut Khoob BHAWNA.. Dil se Nikle yeh alfaaz Behad khubsoorati se
alfaazon me Me Pesh kiye Hain aapne.. Really Great..!!  Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duur Kahin Rehtay Ho kahin by Dewana_Badal in Ghazals
udaas udaas sa manzar dikhai deta hai by nadanashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aas Lagaye betha hun by Zaraab Khan in Shayri for Dard -e- Judai
DIL UNKA HAM TOD BETHA by haroon_shaikh in Shayri for Dard -e- Judai
bhool betha hay (by vb) by vb in Ghazals « 1 2  All »
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #16 on: July 11, 2008, 09:56:07 AM »
thnx mann ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: July 11, 2008, 05:29:51 PM »
nice bhawna and sanjeev
Logged
Zaraab Khan
Guest
«Reply #18 on: November 17, 2008, 04:37:08 AM »
hawaaon ka rukh ye kehta hai
kahin koi udaas betha hai

gar nahi hai hasi mere labon pe to
kahin koi aur bhi khamosh beta hai

hawaaon ka rukh ..................

ye jo tez tufaan sa uth raha hai
lagta hai kahin koi tadap raha hai

be-waqt ye jo barsaat ho rahi hai
lag raha hai kahin koi ro raha hai

hawaaon ka rukh ..................

kisi ka ehsaas karati hain hawaayein
shayad koi hai jo mujhse bichad gaya hai

lagi hoon sochne fir aaj "bhawna"
kaun hai jo mujhse kuch juda hai

hawaaon ka rukh ...................

kuch chand sawaal jo meine khud se hain puche
kyu kar rahi hoon yaad use jo bewafaa hai?

kya wo aaj sach mei nibhayega mujhse wafaa
jo aaj har lamha mere liye tadap raha hai?

hawaaon ka rukh .....................




Excellent, Boht khoob
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #19 on: November 18, 2008, 05:46:22 AM »
shukriya pooja ji
shukriya zaraab ji
Logged
baadal102
Guest
«Reply #20 on: November 18, 2008, 06:02:23 AM »
 Applause Applause Applause
Bahut hi khoob
bahut hi badia bhawna ji





Baadal
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #21 on: November 18, 2008, 06:36:39 AM »
ji shukriya baadal ji


der se hi sahi par aapki najar padi to sahi thread par   tongue3
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: November 18, 2008, 01:06:35 PM »
Nice One Bhawna,.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #23 on: November 19, 2008, 05:04:17 AM »
ji shukriya janasheen ji notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: November 23, 2008, 03:54:15 PM »
U Are Welcome./

Dil Mein Mere Udaasi Hai,.
Kisi Ki Mehfil Kya Sajaaoon Main,.

Khud Ka Ghar Bachaa Na Saka Mohabbat Ki Aag Se,.
Kisi Ka Ghar Yahaan, Kya Basaaoon Main,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #25 on: November 24, 2008, 04:44:07 AM »
U Are Welcome./

Dil Mein Mere Udaasi Hai,.
Kisi Ki Mehfil Kya Sajaaoon Main,.

Khud Ka Ghar Bachaa Na Saka Mohabbat Ki Aag Se,.
Kisi Ka Ghar Yahaan, Kya Basaaoon Main,.

___________________________-Jaanasheen-

wonderful janasheen ji Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: November 24, 2008, 04:47:26 AM »
nice work lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: November 26, 2008, 01:06:01 PM »
Shukriya Bhawna Ji,.
And Pooja Didi./
Aap Bhi Kuch Likh Kar Jaate To Silsila Bardta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: November 26, 2008, 01:08:56 PM »
Kaise Khabar Hui Zamaane Ko, Mere Dard Ki,.
Maine To Apne Saaye Se Bhi Haal Apna Chupaaya Tha,.

Shayad Wo Aankhon Ki Zubaan Samajh Gaye,.
Jinhe Kabhi Is Zabaan Ko Humne Seekhaaya Tha,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #29 on: November 26, 2008, 01:16:31 PM »
BAHUT KHOOB BHAWANA JI BAHUT HI ACHA HAI LIKHA HAI AAPNE MUJHE BEHAD PASSAND AAYA OR JO AAPNE APNE DIL KI AWAZ NIKALI WAHI BAAT MUJHE PASSNAD AND JANASHEEN VERY NICE YOUR WORK UR PESHKASH

JAB bhi koi naraz hota
toh dil ussay puch baitha
jab bhi koi udas hota
toh zuban ussey puch baithti
jab bhi koi ehsas hota
toh main hawao se puch baithti.. ye kaisa ehsas ..ye kaisa haal hai...kya kahein is zindagi ko ...ye kaisa sawal hai....kahin koi udass baitha hai...lagta hai dil udas baitha hai..lagta hai zindagi udas baithi hai ..lagta hai ehsaas jaag utha hai or derd de raha hai bada sata raha hai or bahut rula raha hai...........

*********************************MUSKAN************************
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:51:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer