*****kahin koi udaas betha hai*****

by kaushikbhawna008 on July 10, 2008, 05:40:34 AM
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Author  (Read 3164 times)
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #30 on: November 27, 2008, 04:40:44 AM »
Kaise Khabar Hui Zamaane Ko, Mere Dard Ki,.
Maine To Apne Saaye Se Bhi Haal Apna Chupaaya Tha,.

Shayad Wo Aankhon Ki Zubaan Samajh Gaye,.
Jinhe Kabhi Is Zabaan Ko Humne Seekhaaya Tha,.

_________________________-Jaanasheen-


bohut bohut shukriya jaansaheen ji
aapka reply padhkar hamei bohut acha laga
thnks a lot

milte hain fir bichad jaate hain
zindgi k rishte kuch isi tarah nibhaye jaate hain

koi paa kar kho deta hai kisi ko kuch mil jaata hai
par sach to yahi hai ek din sab kuch bikhar jaata hai

mera bhi haal kuch aisa hi hai doston
ab dard bhi mere aansuon mei behkar nikal jaata hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duur Kahin Rehtay Ho kahin by Dewana_Badal in Ghazals
udaas udaas sa manzar dikhai deta hai by nadanashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aas Lagaye betha hun by Zaraab Khan in Shayri for Dard -e- Judai
DIL UNKA HAM TOD BETHA by haroon_shaikh in Shayri for Dard -e- Judai
bhool betha hay (by vb) by vb in Ghazals « 1 2  All »
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #31 on: November 27, 2008, 04:42:36 AM »
BAHUT KHOOB BHAWANA JI BAHUT HI ACHA HAI LIKHA HAI AAPNE MUJHE BEHAD PASSAND AAYA OR JO AAPNE APNE DIL KI AWAZ NIKALI WAHI BAAT MUJHE PASSNAD AND JANASHEEN VERY NICE YOUR WORK UR PESHKASH

JAB bhi koi naraz hota
toh dil ussay puch baitha
jab bhi koi udas hota
toh zuban ussey puch baithti
jab bhi koi ehsas hota
toh main hawao se puch baithti.. ye kaisa ehsas ..ye kaisa haal hai...kya kahein is zindagi ko ...ye kaisa sawal hai....kahin koi udass baitha hai...lagta hai dil udas baitha hai..lagta hai zindagi udas baithi hai ..lagta hai ehsaas jaag utha hai or derd de raha hai bada sata raha hai or bahut rula raha hai...........

*********************************MUSKAN************************


ji shukriya muskaan ji  notworthy
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: November 27, 2008, 04:55:24 AM »
nice work lil bro, bhawna and Muskan
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #33 on: November 27, 2008, 05:02:37 AM »
nice work lil bro, bhawna and Muskan

shukriya pooja ji 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: December 01, 2008, 07:52:39 AM »
BAHUT KHOOB BHAWANA JI BAHUT HI ACHA HAI LIKHA HAI AAPNE MUJHE BEHAD PASSAND AAYA OR JO AAPNE APNE DIL KI AWAZ NIKALI WAHI BAAT MUJHE PASSNAD AND JANASHEEN VERY NICE YOUR WORK UR PESHKASH

JAB bhi koi naraz hota
toh dil ussay puch baitha
jab bhi koi udas hota
toh zuban ussey puch baithti
jab bhi koi ehsas hota
toh main hawao se puch baithti.. ye kaisa ehsas ..ye kaisa haal hai...kya kahein is zindagi ko ...ye kaisa sawal hai....kahin koi udass baitha hai...lagta hai dil udas baitha hai..lagta hai zindagi udas baithi hai ..lagta hai ehsaas jaag utha hai or derd de raha hai bada sata raha hai or bahut rula raha hai...........

*********************************MUSKAN************************

Shukriya Muskaan Ji,.
Aur Bohat Achcha LIkha Hai Aapne Bhi,.

Ye Teri Adaa Hai,.
Ke Auron Ki Udaasi Mein Apni Udaasi Dekhti Hai,.
Inki Khushiyon Mein, Tu Apni Khushi Dekhti Hai,.

Yun To Saamna Hua Mera Kuch Aisi Haseena Se "Muskaan",.
Jo Jalaakar Ghar Mera, Khud Ke Ghar Roshni Dekhti Hai,.

______________________________Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: December 01, 2008, 07:59:09 AM »

bohut bohut shukriya jaansaheen ji
aapka reply padhkar hamei bohut acha laga
thnks a lot

milte hain fir bichad jaate hain
zindgi k rishte kuch isi tarah nibhaye jaate hain

koi paa kar kho deta hai kisi ko kuch mil jaata hai
par sach to yahi hai ek din sab kuch bikhar jaata hai

mera bhi haal kuch aisa hi hai doston
ab dard bhi mere aansuon mei behkar nikal jaata hai


Shukriya And Nice One Again Bhawna Ji,.

Sach Kahaa Tune Dost, Mushkil Hai Yahaan Dil Lagaana,.
Akar Tere Shehar Mein, Yahaan Ke Logon Ka Haal Jaana,.

Sabke Dil Ghayal Hai, Aur Zakham Bhi Haare Lagte Hain,.
Sab Mohabbat Ke Maare Hain,Sab Ko Hai Mohabbat Mein Marjaana,.

Bataa Dengi Galiyaan Haal Tere Shehar Ka, "Bhawna,.
Tu Chup Hi Reh, Warna Aasoon Nikal Aayenge, Mushkil Hoga Phir Tujhe Samjhaana,.

____________________________________-Jaanasheen-


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 01, 2008, 08:00:16 AM »
nice work lil bro, bhawna and Muskan

Shukriya Didi Jaan,.
Achcha Lagta aap Bhi Kuch Likhkar Jaate To,.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #37 on: December 02, 2008, 07:03:07 AM »

Shukriya And Nice One Again Bhawna Ji,.

Sach Kahaa Tune Dost, Mushkil Hai Yahaan Dil Lagaana,.
Akar Tere Shehar Mein, Yahaan Ke Logon Ka Haal Jaana,.

Sabke Dil Ghayal Hai, Aur Zakham Bhi Haare Lagte Hain,.
Sab Mohabbat Ke Maare Hain,Sab Ko Hai Mohabbat Mein Marjaana,.

Bataa Dengi Galiyaan Haal Tere Shehar Ka, "Bhawna,.
Tu Chup Hi Reh, Warna Aasoon Nikal Aayenge, Mushkil Hoga Phir Tujhe Samjhaana,.

____________________________________-Jaanasheen-






Applause  Applause 
shukriya janasheen ji
bohut acha reply diya hai aapne
kuch likhne ki koshish ki hai umeed hai pasand aaygi aapko

tanha hoon nahi jab saath raat suhani hai
log kehte hain meri aankho mei paani hai

ye to marz apni aisi hai jo jaaygi nahi
warna doston dil mei zakhm ek tufani hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: December 02, 2008, 07:05:35 AM »
wah kaya baat hai bhawna... bahoot khoob likha
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #39 on: December 02, 2008, 07:09:55 AM »
wah kaya baat hai bhawna... bahoot khoob likha

shukriya pooja ji
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #40 on: December 02, 2008, 07:32:33 AM »
bhawna, azeem bahoot achcha likha hai dono ne
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #41 on: December 02, 2008, 08:39:06 AM »
ji shukriya sanjeev ji notworthy
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #42 on: December 02, 2008, 09:00:13 AM »
Nice Ghayel Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: December 02, 2008, 09:07:34 AM »


Applause  Applause 
shukriya janasheen ji
bohut acha reply diya hai aapne
kuch likhne ki koshish ki hai umeed hai pasand aaygi aapko

tanha hoon nahi jab saath raat suhani hai
log kehte hain meri aankho mei paani hai

ye to marz apni aisi hai jo jaaygi nahi
warna doston dil mei zakhm ek tufani hai


NIce One Again Bhawna Ji,.

Zakhamon Ka Toofaan, Hum Dil Mein Basaa Kar Bhool Gaye,.
Jo Dil Jalta Hai, Nishaani Deta Hai, Wo Aag Lagaa Kar Bhool Gaye,.

Kya Hua Aaj Mere Kareeb Nahi Mera Saaya Bhi, "Doston",.
Wo Aaaye The Meri Basti Mein, Sab Mitaa Kar Bhool Gaye,.

Hum Unhe Yaad Karte Rahe, Umr Bhar "Bhawna,.
Wo Humse Dil Lagaa Kar Bhool Gaye,.

_________________________-Jaanasheen-


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: December 02, 2008, 09:14:20 AM »
Jis raat me mera sath nahi woh raat suhani kaise
Jo paththar ho chuki hain un aakho me pani kaise
Yeh agar marz hain to main iski dawa hu pagli
Tere zakhmo pe hoth rakh du apne, bata karu yeh nadani kaise

                             -sg-



Nice Reply Sajid Bhai,.

Jo Khud Ke Dard Na Sambhal Saka, Wo Auron Ke dard Kya Uthaayega,.
Tu Bhi "Dost Ek Din Mujhe, Yunhi Tanhaa Chord Jaayega,.

Ye Zamaana Hai Bewaafai Ka, Bewafaai Ek Fashion Hai,.
Tu Bhi Bol Mera, Saath Kahaan Tak Nibhaayega,.

Kamzor Kardenge, Log Tujhe, Taane Maar Maarke "Sajid",.
Tu Bhi Ek Din, "Azeem, Ko Bhool Jaayega,.

__________________________-Jaanasheen-


Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:04:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer