salil2002
Guest
|
doston yeh ek aise ladke kii kahaani jo marne wala hai oose faansi kii saza huyi hai........magar kya sach main woh ek mujrim tha yeh woh apni mehbooba se keh raha hai bataiye ga kaisi lagi
bada majboor tha mein dil k haathon warna yeh kadam na oothata na todta khud hi apne sapno ka mahal na salakhon k peechhe aata tumse milne kii khatir chala aaya tha ghar tumhaare kya maloom tha garibon k haathon mein shabd mohabbat ka nahin aata
bahut dutkaara tumhaare abba ne , meri mohabbat ko zaleel kiya bahut roya mera dil , kyun maine tera ishq kabool kiya kaha oonhone banao haisiyat apni mere jaisi phir aana oonki inhi baaton ne mujhe kucch karne ko majboor kiya
bahut bhataka mein lekar digriyaan apni har jagah rishwat ko darwaaje par khada paaya thi nahin haisiyat meri kar deta oonki zeb garam isliye jurm kii daldal mein ootar aaya
socha kii kucch din reh kar nikal jaunga is dal dal se magar doobta hi gaya waqt k saath main jab hosh aaya bahut der ho chuki thi chad chuka tha daldal sar se paanv main
aaj jab in jail kii salaakhon se sar takaraata hoon din mein pathron ko todta aur oothata hoon tab mujhe teri hansi tera chehra yaad aata hai magar main apne khwabon ko salaakhon main bandha paata hoon
saza di hai adalat ne mujhe maut kii is liye tumhe bulwaaya hai kaahin tum bhi mujhe na mujrim samjho isliye sab sach keh sunaaya hai chala jaayega kucch palon main azaad hokar "Saahil" is duniya se chahta tha kii tu jaane , maine ISHQ main kaise khud ko mitaaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 14, 2009, 03:29:34 PM » |
|
Superb! Saahil very tochy and well expressed the situation. Good Work!
God bless him!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
angel4u
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 14, 2009, 03:39:41 PM » |
|
Kya kahun, bas padh rahi thi tab pura manzar aankhon ke saamne aa gaya tha. really very touchy and beautifully expressed. Bahut bahut khoobsurti se likha hia tumne Salil. Well done keep it up.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
SARVESH RASTOGI
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 14, 2009, 04:16:17 PM » |
|
Khoob bahut khoob Saahil Ji SARVESH RASTOGI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 14, 2009, 06:52:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shab
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 14, 2009, 08:19:04 PM » |
|
BAHUT GAM HAI SAAHIL JI AAPKE DASTAN ME
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 15, 2009, 06:29:07 AM » |
|
Superb! Saahil very tochy and well expressed the situation. Good Work!
God bless him!
thanks sophi dear
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 15, 2009, 06:30:02 AM » |
|
Kya kahun, bas padh rahi thi tab pura manzar aankhon ke saamne aa gaya tha. really very touchy and beautifully expressed. Bahut bahut khoobsurti se likha hia tumne Salil. Well done keep it up. thanks huzena dear.aapko pasand aaya yeh bahut hai mere liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 15, 2009, 06:35:23 AM » |
|
Khoob bahut khoob Saahil Ji SARVESH RASTOGI
BAHUT GAM HAI SAAHIL JI AAPKE DASTAN ME
[bv]thanks madhu , shabana and sarvesh bhai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
_Vicky_
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 15, 2009, 12:53:46 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 15, 2009, 05:06:02 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|