'kaise tujhko bhula du.n"

by aaina on June 09, 2009, 11:57:24 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 4386 times)
aaina
Guest
«Reply #15 on: June 12, 2009, 08:00:45 AM »
Bahut hi dard hai aapki ye chhoti si koshish mein Usual Smile

Allah aapko khush rakhein hamesha.

Too good Applause

ameen, thnxxx angel aapki dua ke liyn nd thnxxxx ke aapne ek choti si koshish ko you.n pasnd kya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaun kheata hai tujhko bhula rakha hai, by muneeb in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hum Dil Se Bhula Dete Tujhko............. by Raj_tanha in Shayri-E-Dard
"Ghazal tujhko kehne" by aaina in Ghazals « 1 2  All »
Ja Tujhko Yaar Bhula Baithe....... by vipul kumar in Ghazals
Chicha kaise kaise kahaniyaa suna raiN " ParwaaZ by ParwaaZ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
aaina
Guest
«Reply #16 on: June 12, 2009, 08:01:59 AM »
Bahut Khoob Aslam Ji..

Bahut Acha Likhte Hai Aap Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


shukriya bhai bhut bhut shukriya, mashallah aap ka bhi jawaab nahi hai
Logged
aaina
Guest
«Reply #17 on: June 12, 2009, 08:05:38 AM »
Waah Waah. bahoot bahoot khoob Aslam ji.. keep writing.......Usual Smile

thnxxxxxx sophi ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #18 on: June 12, 2009, 08:17:38 AM »
Bahut khoob Aaina Ji
Achchha hua ki dard ne chauka diye mujhe
kuchh neend aa chali thi shab-e-intazar me
SARVESH RASTOGI

thnxxxx savesh sahab aur bhut hi acha sher nice one
Logged
aaina
Guest
«Reply #19 on: June 12, 2009, 08:18:35 AM »
Wah wah Aslam ji,very very nice and touching.
Bahut acha likha aapne. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

thnxxx so much madhu ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #20 on: June 12, 2009, 08:20:37 AM »
Subham_allah Aslam jitni tareef ki jaye kam hain aur Talat ke jawab ne aur bhi sama bandh diya.  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

thnxx sajid, aap jaise bade sahyar jab tareef karte hain kaafi acha lagta hai
Logged
aaina
Guest
«Reply #21 on: June 12, 2009, 08:21:36 AM »
Bahut bahut khoob Aslam ji  Applause Applause

thnxxxxxx so much roja dear
Logged
aaina
Guest
«Reply #22 on: June 12, 2009, 08:23:07 AM »
Waah, Bohat Achcha Likha Hai Aapne Aslam Bhai, Bohat Achche,.

And Nice One Talat Sis, Achcha Jawaab Diya Hai.,

thnxxxxx bro thnxx so much
Logged
aaina
Guest
«Reply #23 on: June 12, 2009, 08:24:38 AM »
Bahut umda likha hai Aslam Bhai Applause Applause Applause
very nice...

aur Talat ji aapne bhi kamaal likha hai....

 Applause Applause Applause

shukriya khawish dear aapko ghazal pasnd aayi isse acha aur kya ho skta hai, thnxxxxxxxx
Logged
shab
Guest
«Reply #24 on: June 12, 2009, 08:27:43 AM »
bahut khoob aaina ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #25 on: June 12, 2009, 08:46:42 AM »
bahut khoob aaina ji

thnxxxxxxxx shab ji...........
Logged
aaina
Guest
«Reply #26 on: June 12, 2009, 08:48:27 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot hi khoob Aslam Ji....Bohot dard hai aap ki is ghazal main......Bohot pasand aayi....Khuda aap ko khush rakhe........yunhi likhte rahiyega..!!

bhut shukriya celmira ji ki aapko achi lagi, thnxxxxx so much
Logged
aaina
Guest
«Reply #27 on: June 12, 2009, 08:53:09 AM »

Aslam Ji, aap bohot achcha likhte hain...aap ke saamne kuch likhne ki himmat nahin hoti...par aap ki iss ghazal ne kuch likhne ko majboor kar diya.....aap ke har sher ko nazar main rakhte hue jawab likhne ki koshish ki hai.....!!

Bhoolne Ke Siwa Raasta Aur Kya
Dil Dukhaane Ka Ab Faaida Aur Kya

Ye Milna Humara Tumhara Sanam
Kahen Ge Ise Haadsa Aur Kya

Rasta Bhi Nahin, Koi Manzil Nahin
Badhega Phir Ab Silsila Aur Kya

Khwaab To Khwaab Hain, Haqeeqat Nahin
Jagah Inki Band Aankhon Ke Siwa Aur Kya

Dubo De Ye Kashti, Mere Na-Khuda
Karun Ab Main Tujhse Gila Aur Kya !

kyu.n sharmsaar kar rhi hain mein to bas aise hi jo bhi thoda kuch aata hai aap logo.n se share kar laita hu.n, jahan tak aapki baat hai aap khud is baat ko jaanti hongi ki aap kaisa likhti hai.n to ziyada kuch kehne ki zaroorat hi nahi hai sab kuch aapki ghazlai.n jo keh daiti hain mashallah se bhut hi khoob reply hai, bhut aur bhut hi acha har sher daad ka haqdaar bhut khoob youn hi likhti rhiye
Logged
Talat
Guest
«Reply #28 on: June 12, 2009, 10:55:06 AM »
Bohot bohot shukriya Sajid Ji, Roja, Azeem, Kashish, Kash Ji....Thanks so much for the appreciation.
Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: June 12, 2009, 10:56:22 AM »
kyu.n sharmsaar kar rhi hain mein to bas aise hi jo bhi thoda kuch aata hai aap logo.n se share kar laita hu.n, jahan tak aapki baat hai aap khud is baat ko jaanti hongi ki aap kaisa likhti hai.n to ziyada kuch kehne ki zaroorat hi nahi hai sab kuch aapki ghazlai.n jo keh daiti hain mashallah se bhut hi khoob reply hai, bhut aur bhut hi acha har sher daad ka haqdaar bhut khoob youn hi likhti rhiye

Ab is par kya kahen....tah-e-dil se shukriya, aapne is qaabil jaana...Thanks so much Aslam Ji.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:03:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer