Karaar

by Pooja on April 25, 2006, 04:50:14 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Author  (Read 3682 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #30 on: June 26, 2006, 07:34:14 AM »
Quote from: "Pooja"
Haal kabhi kisi ka sunaya na gaya
Dil per beeti baat ko bataya na gaya
Khamosh rahe to ansoo tere bol uthy
Dost tujse apna raz, is dost se chupaya na gaya


wah kya baat hai POOJA JI...
nice one TABBU JI.......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Karaar Mila Hai by pandit in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
<>*Karaar aaye*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Khumar -e- Ishq
karaar nahi deta... by theyash in Share:Miscellaneous Shayari
Meri mohhabat ka itna to karaar de by satay in Shayri for Khumar -e- Ishq
gumnam
Guest
«Reply #31 on: June 26, 2006, 08:10:53 AM »
Quote from: "Pooja"
Ruchy kitne hi roop maine, her roop per nikhar ayya
Sajaya tha jo khud ne sapna, na unko kabhi karaar ayya

Duniya ke sung chalati rahi, hansati khelti main
Magar khud ko hi na kabhi yah dil hansa paya

Yahi adhoorapan to mera sathi hai
Bujh gaya deep aor  baati hai

Jalaya hai zindgi ko khud ke gumo se
Jakhamo se bhara, lahuloohan, ab yah dil mera sathi hai

Ruchy kitne hi roop maine, her roop per nikhar ayya
Sajaya tha jo khud ne sapna, na unko kabhi karaar ayya
BAHUT KHUB POOJA JI......................

JO MILTI PANAAH TERI BAAHO MEIN,TO DIL KO BHI KARAAR HOTA,
MAR BHI JAATE TO ACHHA THA,NA SHAAMO-SAHAR TERA INTEZAR HOTA.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: June 27, 2006, 03:11:02 PM »
Thanks Vicky and Gumnaam ji!!

do lines m,ai bahoot kuch likh gaye app...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #33 on: June 29, 2006, 02:24:01 PM »
Quote from: "Pooja"
Thanks Vicky and Gumnaam ji!!

do lines m,ai bahoot kuch likh gaye app...
THANKS POOJA JI....AAPKE SAAMNE TO HUM BACHHE HAI....AAP TO MAHAAN SHAYAR HAI......
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #34 on: July 12, 2006, 05:17:33 AM »
aise na kaha kare app pls... yahan to sabhi ek se bad kar ek likhty hai... aor app unme se khud ek hai...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #35 on: July 12, 2006, 01:35:32 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
aise na kaha kare app pls... yahan to sabhi ek se bad kar ek likhty hai... aor app unme se khud ek hai...
sach kaha PANKHURI JI................AAPKA SHUKRIYA AAPNE MERI GALTI KA EHSAAS KARAYA.....THANKS...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: July 12, 2006, 01:38:19 PM »
Maut Bhi Shayad Mujhse Bewafaa Hogayi,..
Isliye Mujhe Aur Saansein Dekar Tardpaa Rahi Hai,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #37 on: July 12, 2006, 02:14:05 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Maut Bhi Shayad Mujhse Bewafaa Hogayi,..
Isliye Mujhe Aur Saansein Dekar Tardpaa Rahi Hai,..

___________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB........


RUK GAYE UNKE KADAM JO UTHE THE MERE JANAAJE KE JAANIB,
AUR HUM THE KI JANAAJE PAR BHI ROYE UNKE LIYE.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: July 12, 2006, 02:18:51 PM »
aa jaata karaar jo ek pal ko dekh leta muje
wo apne karaar mai, mujko bekaraar gaya....


gumnam ji , apki sigi mai bahoot hi acha shair hai.. one of my fav...

ek hi kadam chala rah-e-zindagi mai galat
tamam umar, manjil muje talashati rahi. (nm)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: July 12, 2006, 02:20:05 PM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "Jaanasheen"
Maut Bhi Shayad Mujhse Bewafaa Hogayi,..
Isliye Mujhe Aur Saansein Dekar Tardpaa Rahi Hai,..

___________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB........


RUK GAYE UNKE KADAM JO UTHE THE MERE JANAAJE KE JAANIB,
AUR HUM THE KI JANAAJE PAR BHI ROYE UNKE LIYE.


Bahoot Khoob,..

Janaza Bhi Ruk Gaya Unki Doli Ko Rasta Dene ke Liye,..
Jaane Usko Kaise Pata Chala Ke Wohi Meri Mehbooba Thi,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: July 12, 2006, 02:20:36 PM »
Quote from: "Pooja"
aa jaata karaar jo ek pal ko dekh leta muje
wo apne karaar mai, mujko bekaraar gaya....


gumnam ji , apki sigi mai bahoot hi acha shair hai.. one of my fav...

ek hi kadam chala rah-e-zindagi mai galat
tamam umar, manjil muje talashati rahi. (nm)


Bahoot Khoob Didi,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #41 on: July 12, 2006, 02:23:50 PM »
thanks Lil Bro.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: July 12, 2006, 02:28:43 PM »
Ur Welcome Sis,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #43 on: July 12, 2006, 02:48:59 PM »
Quote from: "Pooja"
aa jaata karaar jo ek pal ko dekh leta muje
wo apne karaar mai, mujko bekaraar gaya....


gumnam ji , apki sigi mai bahoot hi acha shair hai.. one of my fav...

ek hi kadam chala rah-e-zindagi mai galat
tamam umar, manjil muje talashati rahi. (nm)
SHUKRIYA POOJA JI......

YE MERI TALAASH KA JURM HAI,
YA MERI WAFA KA KASOOR HAI,
JO DIL KE JITNE PAAS HAI,
WO NAJRO SE UTNA DOOR HAI...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #44 on: July 13, 2006, 02:02:17 PM »
yah waqat ki thi pabandi
yah uski najar ki baat thi
uske dil mai na thi main
mere dil bas ek uski hi baat thi!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 11:14:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer