Karaar

by Pooja on April 25, 2006, 04:50:14 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 3727 times)
gumnam
Guest
«Reply #45 on: July 14, 2006, 02:11:50 PM »
Quote from: "Pooja"
yah waqat ki thi pabandi
yah uski najar ki baat thi
uske dil mai na thi main
mere dil bas ek uski hi baat thi!!
BAHUT KHUB POOJA JI.....


MERE HOTHO KE MEHKTE HUE NAGMO PE NA JA,
MERE SEENE MEIN KAI AUR BHI GAM PALTE HAI.
MERE CHEHRE PAR DIKHAAWE KA TABASSUM HAI MAGAR,
MERI AANKHO MEIN UDAASI KE DIYE JALTE HAI..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Karaar Mila Hai by pandit in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
<>*Karaar aaye*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Khumar -e- Ishq
karaar nahi deta... by theyash in Share:Miscellaneous Shayari
Meri mohhabat ka itna to karaar de by satay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #46 on: July 14, 2006, 02:42:07 PM »
shukaria gumnam ji.... nice lines

JHUKA KAR NAJAR KO SOCHA GUM CHUPA LIYA
ANKHON KI BARSAAT KAHA CHUPAYE HUM
HER KISI KO MERI JUBAN NE SAMJHA DIYA
KHUD KE DIL KO KAISE SAMJHAYE HUM.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #47 on: July 14, 2006, 02:50:43 PM »
Quote from: "Pooja"
shukaria gumnam ji.... nice lines

JHUKA KAR NAJAR KO SOCHA GUM CHUPA LIYA
ANKHON KI BARSAAT KAHA CHUPAYE HUM
HER KISI KO MERI JUBAN NE SAMJHA DIYA
KHUD KE DIL KO KAISE SAMJHAYE HUM.....


Bahoot Khoob Gumnam Bhai And Pooja Sis..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: July 14, 2006, 02:53:08 PM »
Pathar Jahan Ne Phenke Iska Mujhe Gilaa Nahi,..
Ghar Likhe The Kaanch ke Naseeb Mein Mere,,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: July 14, 2006, 03:06:00 PM »
dil mai thy sirf tum hi tum
her kadvi baat duniya ke yah dil sah gaya
teri najar jo badali
dil dhardkana bhool gaya
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #50 on: July 15, 2006, 07:58:21 AM »
Quote from: "Pooja"
dil mai thy sirf tum hi tum
her kadvi baat duniya ke yah dil sah gaya
teri najar jo badali
dil dhardkana bhool gaya


idhar maine nigahe jukayee
aur maut mere mehboob ko aayee
humne bhi usi waqt jingi gavayee
unke dil me jaga jo thi payee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: July 18, 2006, 07:18:39 AM »
Bahoot Khoob Pooja Didi And Niraj,..

Tanhaa Hogaya Main Aaj Mehfil Ki Aas Rakh Ke,..
Gham Hi Gham Mile Hain Mujhe Khushi Paas Rakh ke,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #52 on: July 29, 2006, 02:46:02 PM »
Quote from: "Pooja"
shukaria gumnam ji.... nice lines

JHUKA KAR NAJAR KO SOCHA GUM CHUPA LIYA
ANKHON KI BARSAAT KAHA CHUPAYE HUM
HER KISI KO MERI JUBAN NE SAMJHA DIYA
KHUD KE DIL KO KAISE SAMJHAYE HUM.....
BAHUT KHUB......

TU SHAK NA KAR MERI SURKH AANKHO PAR,
YU BHI KABHI AANSU BAHAAYE JAATE HAIN....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: August 01, 2006, 09:34:53 AM »
Waah Bhai bahoot Khoob,..

Dekh Kar Aankhon Ka Haal Sanam Na Maano ke Kitna Soye Hain,,..
Poochlo Chand Aur Suraj Se ke Tumhare Liye Hum Raat Din Kitna Roya hain,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #54 on: August 02, 2006, 01:17:54 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Waah Bhai bahoot Khoob,..

Dekh Kar Aankhon Ka Haal Sanam Na Maano ke Kitna Soye Hain,,..
Poochlo Chand Aur Suraj Se ke Tumhare Liye Hum Raat Din Kitna Roya hain,..
bahut khub jaanasheen.......


WO DAASTAAN BHI KAHO JISSE DIL DHADAKTE  HAI,
YE AUR BAAT HAI ISME KISI KA NAAM NA LO...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: August 03, 2006, 02:34:42 AM »
Shukriya Bhai Aur Har Baar Ki Taraah Bahoot Khoob,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #56 on: August 03, 2006, 01:39:05 PM »
bahoot khoob, sabhi ne bahoot acha likha hai...

karaar ab kaha, daraar anne ke baad
wo bhi ro raha hoga, door mujse jaane ke baad
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #57 on: August 03, 2006, 04:55:09 PM »
kaise jee sakta hu tere bagair
tu hi mujhe bata de humsafar
na chain ek pal kahin mujhe
pass jab na thi tu mere
kis kash-m-kash se gujara har pal
jaane tu mere har dil ki dhadkan
maat ruth mujhse main seh nahi pata
na reh door mujhe ke dil mera murja jaata
tu hi meri hai khushi
tu hi meri zindagi
sochu jab khud ko tere bina
lagge bin maaji ki ho kashti
dil pal pal tardpe
iss birha ki agg mein
na samjhe paye phir kuch bhi
ashk girte jayein  teri phir yaad mein...

* wriitten in one flow,inspired from pooja ji
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #58 on: August 04, 2006, 08:44:23 PM »
Quote from: "burniing_desiires"
kaise jee sakta hu tere bagair
tu hi mujhe bata de humsafar
na chain ek pal kahin mujhe
pass jab na thi tu mere
kis kash-m-kash se gujara har pal
jaane tu mere har dil ki dhadkan
maat ruth mujhse main seh nahi pata
na reh door mujhe ke dil mera murja jaata
tu hi meri hai khushi
tu hi meri zindagi
sochu jab khud ko tere bina
lagge bin maaji ki ho kashti
dil pal pal tardpe
iss birha ki agg mein
na samjhe paye phir kuch bhi
ashk girte jayein  teri phir yaad mein...

* wriitten in one flow,inspired from pooja ji


jeet ji too good...really good gng all...:D:D
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #59 on: August 05, 2006, 05:09:14 AM »
thanks anjani ji .......
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:03:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer