Karam Uska ke Hum Shayar Hain,..

by Jaanasheen on July 10, 2007, 10:53:29 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1924 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Karam Uska Hai Ke Hum Shayar Hain,...
Jeeti Baazi kalam Se Phir Bhi Hum Kayar Hain,..

Kehta Hai Yahan Koi Deewaana Hume,.
Koi Kehta Hai Shama Ka Parwaana Hume,.,
Na Jaan Saka Koi Sabab Shayari Likhne Ka,..
Aayi Jo Gazal Mehfil Mein Tab Pehchaana Hume,.

Haay Ye,.
Duniya Waale Bhi Har Cheez Se Mazaa Lete Hain,..
Cheen Ke Sukh Aashiqon Ke Dard Ka Tohfaa Dete hain,..

____________________-Azeem-___________________
___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shayar Bna Dete Hain by Yoindian Ghunda in Shayri for Khumar -e- Ishq
uska aetbar kar k pachta rahay hain, by payar in Shayri for Dard -e- Judai
Ye Shayar Bhi Bade Azeeb Hain by ishu_singh10 in Share:Miscellaneous Shayari
Pooja
Guest
«Reply #1 on: January 18, 2008, 07:12:03 PM »
bahoot khoob Lil bro.. majid ji hamesha ki tarah bahoot acha likhahai apne!!!


Karam uska ki hum shayar hai.. wah kaya Topic chuna hai apne Jaanasheen ji!!!

kah paate nahi unse aor kavita mai likh jaate hai
na jaane kis kis roop mai wo humko ajmaate hai
toota dil to yah samjh mai ayya Pooja
itna dard apne shayari mai, shayar kaha se laate hai!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 20, 2008, 08:24:49 AM »
bahut khoob azeem ji,majid ji & poojaji...
sab nekhoob likha..

khusnaseeb hai woh log
jo apne dil ke jazbaato ko
kalam par utaar paate hai

dard bahut hota hai har
insaan ke dil mein
likh kar apna dard to
kuch had tak ghata paate hai

meharbaani un dosto ki,
jab hum apne dil ka haal sunate hai
dost wah-wah to kar jaate hai

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 20, 2008, 12:25:41 PM »
Alhumdulillah Hum Theek Hai Majid Bhai,.
And Thank U,.
And Thank U Majid Bhai,.
Pooja Didi,.
Khwaish Ji,.
Aap Sabne Kamaal Ka Likha Hai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: January 22, 2008, 09:35:02 PM »
likh kar bhi dard mitaya nahi jaata
kalam se isko aor hai sajaya jaata
shabdo se is dard ko hai aor bilkhaya jaata
nagmo se is dard ko hai aor rulaya jaata
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 25, 2008, 11:36:42 AM »
Bahoot Mushkil Hai Shayari Likhna,.
Poochlo Hum Funkaaron Se,.

Hum Lohe Ki Deewaarein Kaat Rahe Hain,.
Kagaaz Ki Talwaaron se,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: January 25, 2008, 04:53:27 PM »
nice lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 26, 2008, 09:11:11 AM »
Shukriya Didi,.
waise Aapne Kuch Likha Nahi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 26, 2008, 09:13:27 AM »
Ruswaai Se Bachaaya Unhe,.
To Hume Kayar Keh Diya,.

Jo Haal-e-Dil Mehfil Me Sunaaya,.
To Hume Shayar keh Diya,.

________________-azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 26, 2008, 11:28:52 AM »
Rab Ka Karam Hai,./
Waise Kamal Ka Sher Kaha aapne,.

Badmaan Nahi Naam Aashiq Ka,.
Chahna Hai Kaam Aashiq Ka,.

Ruswaai Se Na Tu Ghabraa "Majid",.
Mitna Hai Mohabbat Pe Anjaam Aashiq Ka,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 27, 2008, 12:27:30 PM »
Shukriya Bhai,.
And Nice One Again,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 27, 2008, 12:29:56 PM »
Waqt Ki Na Baat Karo, Waqt Ne Kis Se Wafaa Nibhaai Hai,.
Haseen Lamhon Ko Waqt Ne Apne Damaan Me Bhar Liya,.
Ab To Bas Waqt Ke Daire Me "Majid", Sadiyon Ki Tanhaai Hai,.

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
faiiz_76
Guest
«Reply #12 on: January 27, 2008, 01:09:55 PM »
nice janasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: January 31, 2008, 02:08:19 PM »
Shukriya Faiz Ji,.
Aap Bhi Kuch Likh Kar jaate To Seekhne Ka Maukha Milta
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: January 31, 2008, 02:15:39 PM »
Badnaam Kardiya Naam Shayar Ka Dekar,.
Benaam Hi Achche The Hum, Mehfilon Me,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:02:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer