Karam Uska ke Hum Shayar Hain,..

by Jaanasheen on July 10, 2007, 10:53:29 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1900 times)
Devdas_online
Guest
«Reply #15 on: February 09, 2008, 05:31:55 PM »
Karam Uska Hai Ke Hum Shayar Hain,...
Jeeti Baazi kalam Se Phir Bhi Hum Kayar Hain,..

___________________________________-Jaanasheen-


apni kalam se kagaz par unka naam likh to diya,
unke dil par na likh sake
is kalam ne sar kalam kar diya,
phir bhi unhen bhula na sake
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shayar Bna Dete Hain by Yoindian Ghunda in Shayri for Khumar -e- Ishq
uska aetbar kar k pachta rahay hain, by payar in Shayri for Dard -e- Judai
Ye Shayar Bhi Bade Azeeb Hain by ishu_singh10 in Share:Miscellaneous Shayari
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: February 12, 2008, 11:21:40 AM »
Nice One Devdaas Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: February 12, 2008, 11:22:58 AM »
Bahoot Mushkil Hai Shayari Likhna,.
Poochlo Hum Funkaaron Se,.

Hum Lohe Ki Deewaarein Kaat Rahe Hain,.
Kagaaz Ki Talwaaron se,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: February 12, 2008, 09:16:00 PM »
nice lines lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: February 13, 2008, 09:34:13 AM »
Shukriya Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: February 13, 2008, 09:38:41 AM »
Main To Awaara Shayar Hoon, Meri Kya Aukhaat,.
Ek Do Geet Pareshaan Se Gaa Leta Hoon,.

Gahe Gahe Kisi Nakaam Sharaabi Ki Tarah,.
Ek Do Zehar Ke Saagar Bhi Chadhaa Leta Hoon,.

Tu Ke Ek Vaadi-e-Gul Rang Ki Shahzaadi hai.
Ek Bekaar Se Insaan Ke Liye Waqf Na Ho,.

Tere Khwabon Ke Jazeeron Mein Badi Raunakh Hai,.
Ek Anjaan Se Toofaan Ke Liye Waqf Na Ho,.

___________________________-Ahemd Faraaz-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: February 13, 2008, 10:56:55 AM »
Shukriya Bhaijaan,.
Andi Nice share,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: February 13, 2008, 11:00:31 AM »
marne ki duaayein kyuN maaNguuN jiine ki tamaannaa kaun kare
ye duniyaa ho yaa vo duniyaa ab Khvaahish-e-duniyaa kaun kare


jo aag lagaaii thi tum ne us ko to bujhaayaa ashkon ne
jo ashkon ke bhaDakaaii hai us aag ko ThanDaa kaun kare


jab kashtii saabit-o-saalib thi, saahil ki tamannaa kisko thi
ab aisi shikastaa kashtii mein saahil ki tamannaa kaun kare


duniyaa ne hamein chhoDaa aye dil, ham chhoD na de kyon duniyaa ko
duniyaa ko samajh kar baiThe hain ab duniyaa duniyaa kaun kare,.


___________________________________________Moin Ahsan Jazbi-


Logged
zakhmola
Guest
«Reply #23 on: February 13, 2008, 11:48:22 AM »
yaaron humney bhi seekh liya
ab kagazon par siyahi udehlna
koyi maaney na maaney
hum toh khud ko Shyar kehte hain.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: February 20, 2008, 08:11:05 AM »
Nice One Zakhmola,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:08:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer