- Kashmakash -

by Meena on June 11, 2005, 04:08:59 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2144 times)
Meena
Guest
well dost logo...mai phir se aa gayi ek poem lekar :D  batana ke kaisi lagi  :D

Yakeen nahin kismat pe ke milegi mujhe bhi bahar,
Khiza me tera haath tam kar tujhe apnaon kaise?

Gumon ka chola pakad badak rahi hoon zindagi ki rahon me,
Khud se anjan hoon, Manzil ka rasta tujhe dikhaon kaise?

Tere chahanewale koi kam nahin, bohot kush rahoge tum,
Mai to tanhai me giri hoon, mehefil tere liye sajaon kaise?

Door rehe kar aaj kareeb ho, pa ka tujhe kho na doon,
Khoya hai aise bohot kuch, iss darr se tujhe wakif karaon kaise?

Yeh na samajh ke tujhse pyar nahin hume,
Par phasi hoon aisi kashmakash me, aab mai tujhe batlaon kaise?
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kashmakash by neerajB in Shayri-E-Dard
Kashmakash by thycreator in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 18 19 »
Ye zindagi ki kashmakash.....!!! by Talat in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kashmakash by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashmakash by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: June 11, 2005, 04:30:33 PM »
Quote from: "Meena"
well dost logo...mai phir se aa gayi ek poem lekar :D  batana ke kaisi lagi  :D

Yakeen nahin kismat pe ke milegi mujhe bhi bahar,
Khiza me tera haath tam kar tujhe apnaon kaise?

Gumon ka chola pakad badak rahi hoon zindagi ki rahon me,
Khud se anjan hoon, Manzil ka rasta tujhe dikhaon kaise?

Tere chahanewale koi kam nahin, bohot kush rahoge tum,
Mai to tanhai me giri hoon, mehefil tere liye sajaon kaise?

Door rehe kar aaj kareeb ho, pa ka tujhe kho na doon,
Khoya hai aise bohot kuch, iss darr se tujhe wakif karaon kaise?

Yeh na samajh ke tujhse pyar nahin hume,
Par phasi hoon aisi kashmakash me, aab mai tujhe batlaon kaise?


well...meena sis,hamesha ki tarah bohat khoobsurat hai :D .Well done.
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: June 11, 2005, 04:55:38 PM »
shukriya kuddiye shukriya!!! aab to kush ho na  :wink:

 :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: June 11, 2005, 08:04:38 PM »
Bohat khoob Meena.......jawaab nahi aapka....
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #4 on: June 11, 2005, 08:13:55 PM »
well i know i so agree w/ nidhi....."very nice" and
"Gumon ka chola pakad badak rahi hoon zindagi ki rahon me,
Khud se anjan hoon, Manzil ka rasta tujhe dikhaon kaise?

Tere chahanewale koi kam nahin, bohot kush rahoge tum,
Mai to tanhai me giri hoon, mehefil tere liye sajaon kaise?

Door rehe kar aaj kareeb ho, pa ka tujhe kho na doon,
Khoya hai aise bohot kuch, iss darr se tujhe wakif karaon kaise? " these lines just WOW kafi meaningful hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #5 on: June 11, 2005, 08:18:36 PM »
Wah Meena ji.......

Bade hi saaf dil se tumne jajjabaton ko piro diya,
Har ek labz ko tumne dukhon mein doobo diya,
Kya kahe hum tumhare iss andaz e bayan ki bat,
Tumne toh meri aankhon ko aansso se bhigo diya...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: June 12, 2005, 01:44:52 AM »
Quote from: "Meena"
well dost logo...mai phir se aa gayi ek poem lekar :D  batana ke kaisi lagi  :D

Yakeen nahin kismat pe ke milegi mujhe bhi bahar,
Khiza me tera haath tam kar tujhe apnaon kaise?

Gumon ka chola pakad badak rahi hoon zindagi ki rahon me,
Khud se anjan hoon, Manzil ka rasta tujhe dikhaon kaise?

Tere chahanewale koi kam nahin, bohot kush rahoge tum,
Mai to tanhai me giri hoon, mehefil tere liye sajaon kaise?

Door rehe kar aaj kareeb ho, pa ka tujhe kho na doon,
Khoya hai aise bohot kuch, iss darr se tujhe wakif karaon kaise?

Yeh na samajh ke tujhse pyar nahin hume,
Par phasi hoon aisi kashmakash me, aab mai tujhe batlaon kaise?


Meena ji .... kaffi acha likh leti hai aap.  :thumb:
specially dard waley section mein  !!!!  
ped ke dil se ik hi awaaz aati hai  :plzdie:
hummm mein bhi kuch likhunga !!! pehley aap ke liye ...

Naam to Meena hai par bilkul shola hai
HumTum ke paas bhi aansuon ka jhola hai !!

ab post pe .........

khwaabon ko kaanch ki maanind toot-tey dekhaa
kismat ko zindagi se yunhi roothtey dekhaa

jod ke rakkha tha jin rishton ko humney
chahat ke daaman se unhe choottey dekhaa

detey the jo nasihat na maayus hone ki
unko bhi khilono ki tarhaa toot-tey dekhaa

ho ke paraaey vo, ban gaye kisii Aur Ke
apney hi armaano ko humney loot-tey dekhaa !!

Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: June 12, 2005, 11:35:42 AM »
Aryaan ji:

bohot bohot shukriya! :D

Isha sis:

thanx a lot kuddiye and for liking my punjabi :wink:   :D

Creator ji:

shukriya ji shukriya

nahin lana chahate te apne ansoon teri ankhon me,
Khuda na kare aap bhi kabhi jaghte rahe kali raaton me!


HumTum jiiiiiiiii:  :wink:

"detey the jo nasihat na maayus hone ki
unko bhi khilono ki tarhaa toot-tey dekhaa
ho ke paraaey vo, ban gaye kisii Aur Ke
apney hi armaano ko humney loot-tey dekhaa !! "


bohot bohot thank u ji tareef ke liye :D  apki yeh lines na mujhe bohot bohot pasand ayi hai!!!

zindagi ek jua hai, hum tash ko liye phirte hai,
rooh to kab ki nikal chuki, hum lash ko liye phirte hai! (NM)
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: June 12, 2005, 12:39:25 PM »
Quote from: "Meena"
[you]HumTum jiiiiiiiii:  :wink: [/you]

"detey the jo nasihat na maayus hone ki
unko bhi khilono ki tarhaa toot-tey dekhaa
ho ke paraaey vo, ban gaye kisii Aur Ke
apney hi armaano ko humney loot-tey dekhaa !! "


bohot bohot thank you ji tareef ke liye :D  apki yeh lines na mujhe bohot bohot pasand ayi hai!!!

zindagi ek jua hai, hum tash ko liye phirte hai,
rooh to kab ki nikal chuki, hum lash ko liye phirte hai! (NM)


Meena ji ...

shaam e firaq ab na pooch aai aur aa ke tal gai
dil tha ke behel gaya jaan thi ke phir sanbhal gai !!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #9 on: June 12, 2005, 12:51:27 PM »
Quote from: "Meena"

[you]Creator ji:[/you]

shukriya ji shukriya

nahin lana chahate te apne ansoon teri ankhon me,
Khuda na kare aap bhi kabhi jaghte rahe kali raaton me!



Gud one Meena ji.............

Kam hi log hai jo humko tanhai mein yad aate hai,
Jinke dard barbas hi meri aankhon se beh jate hai,
Unmein shumar aapka ka bhi naam hai aye dost,
Hum dur sahi tumse magar tumhe na bhool pate hai........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #10 on: June 12, 2005, 06:10:49 PM »
Quote from: "Meena"
well dost logo...mai phir se aa gayi ek poem lekar :D  batana ke kaisi lagi  :D

Yakeen nahin kismat pe ke milegi mujhe bhi bahar,
Khiza me tera haath tam kar tujhe apnaon kaise?

Gumon ka chola pakad badak rahi hoon zindagi ki rahon me,
Khud se anjan hoon, Manzil ka rasta tujhe dikhaon kaise?

Tere chahanewale koi kam nahin, bohot kush rahoge tum,
Mai to tanhai me giri hoon, mehefil tere liye sajaon kaise?

Door rehe kar aaj kareeb ho, pa ka tujhe kho na doon,
Khoya hai aise bohot kuch, iss darr se tujhe wakif karaon kaise?

Yeh na samajh ke tujhse pyar nahin hume,
Par phasi hoon aisi kashmakash me, aab mai tujhe batlaon kaise?


wah  wah  meena.............hum  tum..........isha.........thy.............sabhi  logon ne  bahot  accha  likha............

Ik pal ruko yaheen se badaltey hain raastey...
tahro zara kah mor judai ka aa gaya..
tahro zara kah marg-e-tamna se peshtar
aisi raafaqtoo ko palat kar bhi dekh lein
guzri musaafatoon pe bhi daalein zara nazar..
qurbat ki saatoon ka muqadar bhi dekh lein..
Shayaad kah mil sakein na naye mausomoo mein hum..
jati rutoon key aakhri manazar bhi dekh lein....................
Logged
Meena
Guest
«Reply #11 on: June 12, 2005, 06:50:24 PM »
wah wah humtum ji aur creator ji!!  :D

thanx waheed par tumari poem mujhe samajh me nahin ayi  sad5
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #12 on: June 12, 2005, 06:56:47 PM »
Quote from: "Meena"
wah wah humtum ji aur creator ji!!  :D

thanx waheed par tumari poem mujhe samajh me nahin ayi  sad5


kyon  meena.........   :oops:
Logged
nikki
Guest
«Reply #13 on: June 12, 2005, 06:57:04 PM »
wonderfull all of u......kamaal ke shayar hain aap sab log.............
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #14 on: June 12, 2005, 07:12:53 PM »
shuriya............nikki......................... ........ tongue3.........
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:21:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer