Kashti Beeti Yaadon Ki,..

by Jaanasheen on March 16, 2006, 10:40:13 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 7864 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Ek Kashti Beeti Yaadon Ki,
Behti Hai Samay Ke Paani mein,..
Koi Deep Sa Jaise Jalta Ho,..
Meri Raaton Ki Veeraani Mein,..

Tum Shaam Ko Jab Ghar Aate the,..
Mere Saath Parinde Gaate the,..
Mere Chote Se Ghar Angaan Mein,..
Tum Kitni Khushiyaan Laate the,..

Tum Rasta Kaise Bhool Gaye,..
Main Ab Tak Hoon Hairaani Mein,..

Wo Din The Saare Khushion Ke,.
Wo Raatein Rangeen Khawabon Ki,..
Wo Shaam Mein Roshan Taaron Ke,..
Wo Subhein Surkh Gulaabon Ki,.

Phir Kisne Aansoon Jhalkaye,,..
Hasti Hui Pyaari Kahani Mein,..

Aye Kash Tujhe Ehsaas Ho Ye,,
Ke Mord Mein Kis Ko Jhorda hai,..
Milkar Jo sapne Dekhe The,.
Kis Bedardi Se Torda Hai,..

Is Rog Ka Chara Koun Kare,..
Jo Rog Laga Nadaani Mein,..

Ye Milna Aur Bichard Jaana,..
Takdeer Ki Saari Baatein Hain,..
Hai Ansoon Meri Palkon Pe,.
Teri Bakhsheesh Ki Saugatein Hain,..

Naa Beeti Rooth Ki Baat karo,..
Naa Aag Lagao paani Mein,..




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek jeans ki aap beeti !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! by Arifa in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Beeti Raat (Shikha) by Shikha12 in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
jis par beeti tis hi jaane by AbhiTamrakar in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
kuch beeti yaaden by liyakat.sahil in English
MUJH PAR JO BEETI....SOUDAGAR by soudagar in Shayri for Dard -e- Judai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: March 16, 2006, 10:45:37 AM »
Jaane Waale Meri Har Soch Mein Shameel Rehna,..
Jaise Ab Paas Ho Yun Hi Mujhe Hasil Rehna,..
Chahatein Aur Bhi Badti Hai Bichard Jaane Se,.
Tum Mere Ho Isi Baat Ke Daail Rehna,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 17, 2006, 09:32:22 AM »
Kaisi Galti Shabab Kar Naitha,.,.
Dil Mera Intekhaab Kar Baitha,..
Ye Samajhkar Ke Zindagi Tum Ho,..
Zindagani Kharab Kar Baitha,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 18, 2006, 09:09:52 AM »
Ab Kya Gila Karna Apse ,..
Jab Apne Dil Dukhaya,..
Ye To sab Mera Kasor Tha,.
Jo Kisi Pathar Se Rishta Banaya,..
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #4 on: March 18, 2006, 09:30:22 AM »
nice ones jaanasheen ji...
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #5 on: March 18, 2006, 09:31:54 AM »
Beeti yaadon ke sahare zinda hai,
Dil mein tera naam liye jaate hai,
Woh har lamhe ka ehsaas hai,
Warna jeeney ki kisey aas hai...

gesu's yaad!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 18, 2006, 09:37:49 AM »
Hum To Is Aas Se Jeete The,..
Ke Wo Hamare Hain,..
Hume Kya Pata Ke Wo Bhi Ek Din Pathar Barsayenge,Hum Par,.
Jabke Humne Unke Liye Deewangi ka Rasta Choona,..

Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #7 on: March 19, 2006, 09:55:08 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Ek Kashti Beeti Yaadon Ki,
Behti Hai Samay Ke Paani mein,..
Koi Deep Sa Jaise Jalta Ho,..
Meri Raaton Ki Veeraani Mein,..

Tum Shaam Ko Jab Ghar Aate the,..
Mere Saath Parinde Gaate the,..
Mere Chote Se Ghar Angaan Mein,..
Tum Kitni Khushiyaan Laate the,..

Tum Rasta Kaise Bhool Gaye,..
Main Ab Tak Hoon Hairaani Mein,..

Wo Din The Saare Khushion Ke,.
Wo Raatein Rangeen Khawabon Ki,..
Wo Shaam Mein Roshan Taaron Ke,..
Wo Subhein Surkh Gulaabon Ki,.

Phir Kisne Aansoon Jhalkaye,,..
Hasti Hui Pyaari Kahani Mein,..

Aye Kash Tujhe Ehsaas Ho Ye,,
Ke Mord Mein Kis Ko Jhorda hai,..
Milkar Jo sapne Dekhe The,.
Kis Bedardi Se Torda Hai,..

Is Rog Ka Chara Koun Kare,..
Jo Rog Laga Nadaani Mein,..

Ye Milna Aur Bichard Jaana,..
Takdeer Ki Saari Baatein Hain,..
Hai Ansoon Meri Palkon Pe,.
Teri Bakhsheesh Ki Saugatein Hain,..

Naa Beeti Rooth Ki Baat karo,..
Naa Aag Lagao paani Mein,..






Marvalous........bahut hee khoob Janasheen........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 20, 2006, 08:22:22 AM »
Shukriya BS,..

Hume Kya Pata Tha Ek Waqt Aisa Bhi Ayega,..
Jab Andhera Hoga Tab Saya Bhi Chala Jayega,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: March 20, 2006, 09:25:01 AM »
Kayi Log Mujhe Azmaane Lage,..
Aur Mujhe Muskuraye Hue Zamaane Lage,..,.
Maine Phir Se Un Zakhmon Ko Taza Kiya,..
Jo Sab Log Use Bhoolaane Lage,..
Suna Hai Unhone Koi Naya saathi Choon Liya,..
Shayad Unki Nazar Mein Hum Pooraane Lage...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 30, 2006, 08:49:22 AM »
Tu Khayal Hai Kisi Aur Ka,..
Tujhe Sochta Koi Aur Hai..
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:02:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer