Kashtiyon ke nagar mein ......

by Just_Hate_Love on June 13, 2005, 07:15:56 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1066 times)
Just_Hate_Love
Guest
Kashtiyon ke nagar meine ke kashti hamari hogi,
Chand taare honge lekin raat kunwaari hogi;

Kisi ki zindagi ujaad ne se pehle soch lena,
Kabhi kisi din usi ne aapki zindagi sawaari hogi;

Baadal se agar boonde baras gayi to,
Ye unki majboori nahi unki bekaraari hogi;

Aapki maasoom aankhen dekh ke nahi lagta ki,
Aapne bhi deewano ki kismat ujaadi hogi;

Tumhaari yaad mein kisi deewane ne,
Pyaar ki deewaro ke bich bhi zindagi guzaari hogi;

Jo kabhi yaad karenge hum tanhaayi mein,
Wo ki hui baaten tumhaari hogi ......
Logged
sanya310
Guest
«Reply #1 on: June 13, 2005, 07:17:26 PM »
wah wahhhh bohot ache jhll....
very nice words...keep it going
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #2 on: June 13, 2005, 07:20:02 PM »
Thanks a lot Sanya ...
Hum to aapse kuchh sunne ko bekaraar hai ...
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #3 on: June 13, 2005, 07:49:43 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Kashtiyon ke nagar meine ke kashti hamari hogi,
Chand taare honge lekin raat kunwaari hogi;

Kisi ki zindagi ujaad ne se pehle soch lena,
Kabhi kisi din usi ne aapki zindagi sawaari hogi;

Baadal se agar boonde baras gayi to,
Ye unki majboori nahi unki bekaraari hogi;

Aapki maasoom aankhen dekh ke nahi lagta ki,
Aapne bhi deewano ki kismat ujaadi hogi;

Tumhaari yaad mein kisi deewane ne,
Pyaar ki deewaro ke bich bhi zindagi guzaari hogi;

Jo kabhi yaad karenge hum tanhaayi mein,
Wo ki hui baaten tumhaari hogi ......


again gr888888888888 one jhl jee
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: June 13, 2005, 07:59:23 PM »
wah, kaya baat hai!!! bahoot khoob....

Baadal se agar boonde baras gayi to,
Ye unki majboori nahi unki bekaraari hogi!!!
Logged
sanya310
Guest
«Reply #5 on: June 13, 2005, 08:14:53 PM »
har cheez ki hadd hai, dhoke ki nahi
ye achi tarah humen samhaya usne
itne zakhm de gaya wo phir bhi
chot par hamari namak lagaya usne
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: June 13, 2005, 08:15:09 PM »
Yeh Hoonth Bhale Hi Muskurana Bhool Jayen, Magar Yeh Dil Kabhi Dhadakna Nahin Bhulega,
Ek Din, Is Devdas Ke Baug Mein Khushiyon Ka Jhula Zarur Jhulega
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #7 on: June 14, 2005, 05:37:26 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Kashtiyon ke nagar meine ke kashti hamari hogi,
Chand taare honge lekin raat kunwaari hogi;

Kisi ki zindagi ujaad ne se pehle soch lena,
Kabhi kisi din usi ne aapki zindagi sawaari hogi;

Baadal se agar boonde baras gayi to,
Ye unki majboori nahi unki bekaraari hogi;

Aapki maasoom aankhen dekh ke nahi lagta ki,
Aapne bhi deewano ki kismat ujaadi hogi;

Tumhaari yaad mein kisi deewane ne,
Pyaar ki deewaro ke bich bhi zindagi guzaari hogi;

Jo kabhi yaad karenge hum tanhaayi mein,
Wo ki hui baaten tumhaari hogi ......


wah JHL,bohat khoob.
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #8 on: June 14, 2005, 05:51:53 AM »
wah wah JHL haar ek para is GREAT....every para have meaning in itself aur baaki saab bhi very NICE
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #9 on: June 14, 2005, 07:01:38 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Kashtiyon ke nagar meine ke kashti hamari hogi,
Chand taare honge lekin raat kunwaari hogi;

Kisi ki zindagi ujaad ne se pehle soch lena,
Kabhi kisi din usi ne aapki zindagi sawaari hogi;

Baadal se agar boonde baras gayi to,
Ye unki majboori nahi unki bekaraari hogi;

Aapki maasoom aankhen dekh ke nahi lagta ki,
Aapne bhi deewano ki kismat ujaadi hogi;

Tumhaari yaad mein kisi deewane ne,
Pyaar ki deewaro ke bich bhi zindagi guzaari hogi;

Jo kabhi yaad karenge hum tanhaayi mein,
Wo ki hui baaten tumhaari hogi ......



kya baat hai JHL ji ........very nice and good work all of u ..

hume usse mahobaat thi iss kadar
vo bewafa hai ye socha hi nahi

use chahte the har intiha tak hum
uske siva rab se kuch manga hi nahi

cheena jab usne mujhe meri khusion ko
uss wakt tutt gai main kyun maine usko pehchana hi nahi
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #10 on: June 14, 2005, 04:53:59 PM »
Thanks a lot Salma, Pooja, Nidhi, Isha, and you too Sandhaya for appreciation ...


Ghar chhod ke bhi zindagi hairaaniyon mein hai,
Shehro ka shor jungle ki viraaniyon mein hai,
Kitna kahaa tha use ki daaman samet le,
Ab wo bhi mere saath pareshaaniyon mein hai ...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: June 14, 2005, 09:12:59 PM »
Buhat khoob Jhl..............Yaar aap kahan gum ho jate ho........................................
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #12 on: June 21, 2005, 06:14:17 PM »
Thanks a lot Faree for appreciating my post ...
Are bhai hum to yahi hai.
I am happy ki hame yaad bhi is duniya mein koi karta hai ...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:07:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer