Kaun karega pyar tujhe hadd se jayada…..

by Aman_rahi on April 25, 2005, 12:09:06 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3153 times)
HumTum
Guest
«Reply #15 on: May 05, 2005, 12:59:49 AM »
Quote from: "Aman_rahi"
nam me kya hai, uski pehechan na rakho,
mil jayenge phir un rastpe, aye dost iska arman na rakho!


arzooein to bahut thi milne ki magar......
kya pata tha vo qaatil niklega.....

khush rahiye....meena ji....


kitni masoomiyaat hai us chaher-a-qatil mein "HumTum"
ke hatoon mein pakda kanjaar bhi na dekha gya mujh se  sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Kaun Karega~~~ by Ravinder in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
***Mere Pyar Ki Hadd*** by AVTAR RAYAT in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jab hum chale jayenge tujhe beqarar kaun karega by irshad ahmed siddiqui in Shayri for Dard -e- Judai
---aa tujhe aisa pyar du--- by killbill in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
kon pyar karega itna tujhse.. by azad mishra in Share:Love Poetry
HumTum
Guest
«Reply #16 on: May 05, 2005, 01:02:35 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "Aman_rahi"
nam me kya hai, uski pehechan na rakho,
mil jayenge phir un rastpe, aye dost iska arman na rakho!


arzooein to bahut thi milne ki magar......
kya pata tha vo qaatil niklega.....

khush rahiye....meena ji....


pata hota ke le jayega pyar ka rasta bewafai ke maud par,
to hum bhi na kabhi kismat ko azma kar dekhte unse bandhan jod kar!!!


mohabbat shai hai aisi na sochi jaaye na samjhi jaaye
soch samhjh kar karte hain wo mohabbat to nahin!!  sad5
Logged
HumTum
Guest
«Reply #17 on: May 05, 2005, 01:07:58 AM »
Quote from: "Aman_rahi"
pata hota ke le jayega pyar ka rasta bewafai ke maud par,
to hum bhi na kabhi kismat ko azma kar dekhte unse bandhan jod kar!!!


Meena ji....

kaun milta hai, kaun milata hai ^AMAN^.....
dard-e-dil, dil hi jaanta hai.....


mil hi jati manzil gar freb na hotey teri chahat mein
kash ! tu bevaffa ki jagah, ba-waffa hota !!  sad5
Logged
HumTum
Guest
«Reply #18 on: May 05, 2005, 01:26:04 AM »
Quote from: "Aman_rahi"
Doston....

kal raat shayri.com ke members ki ek meeting mein Mumbai mein tha......
lekin us mehfil mein bhi tanhaayi chaa gayi.....

us bazm mein ek parivaar sa ban gaya hai......aur shayad vohi pyar aur chahat is bazm mein dekhne ko mile.....

to us waqt jo likha....apki nazar kar raha hoon.....

Dar-o-gum bad raha hai hadd se jayada……
Pee raha hoon aaj phir hadd se jayada…..

Mehfilon mein bhi ye tanhaayi ka aalam…..
Jee raha hoon aaj main hadd se jayada…….

Sukoon paaon jo basa le ye jaan, magar……
Aasmaane hai aankehn unki hadd se jayada…..

Kaise karoon apni *muflisee ka bayan…..
*Aalee hain aaj bhi vo hadd se jayada…..

janaaze pe bhi shayad chain na mile…..
Baqee hain qarz meri hadd se jayada…..

Le jaao mujhe, yun tadapta na choodo…..
*Aseree mein ghira hoon hadd se jayada…..

Had-e-nazar tak hai *sihaayiaan ^AMAN^……
Kaun karega pyar tujhe hadd se jayada…..


*muflisee=garibi
*aalee= ameer/ rich
*Aseree=qaid/ prison
*sihaayiaan=andhera


kya khoob likha hai janab ... chend alfaaz byaaN ker paya hoon ...... jawab ka muntzir ......

kiya tha humney pyaar unhein had se jayada
de gyi woh intzaar humney had se jyada

wasl ki chahat ki thi shab-o-roz meiney
aaj phir pee hai saharab had se jyada

luta di sari khushiya de di zindgi meiney
kaun krega pyaar unhein mujh se jayda

kehti hai ke ho ab azaad zanzeeroon se tum
kassi yeh rihayii "HumTum" qaid-e-jail se jyada

pyaar ka hasil kya mila hai "HumTum"
ke hai buri judaii  maut se jayada sad5

HumTum

Logged
Meena
Guest
«Reply #19 on: May 05, 2005, 11:39:19 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Aman_rahi"
pata hota ke le jayega pyar ka rasta bewafai ke maud par,
to hum bhi na kabhi kismat ko azma kar dekhte unse bandhan jod kar!!!


Meena ji....

kaun milta hai, kaun milata hai ^AMAN^.....
dard-e-dil, dil hi jaanta hai.....


mil hi jati manzil gar freb na hotey teri chahat mein
kash ! tu bevaffa ki jagah, ba-waffa hota !!  sad5


ba-waffa kya hota hai  Shocked
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: May 05, 2005, 11:40:11 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Aman_rahi"
pata hota ke le jayega pyar ka rasta bewafai ke maud par,
to hum bhi na kabhi kismat ko azma kar dekhte unse bandhan jod kar!!!


Meena ji....

kaun milta hai, kaun milata hai ^AMAN^.....
dard-e-dil, dil hi jaanta hai.....


mil hi jati manzil gar freb na hotey teri chahat mein
kash ! tu bevaffa ki jagah, ba-waffa hota !!  sad5


ba-waffa kya hota hai  Shocked


Ba-waffa = waffadaar !!!
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #21 on: May 06, 2005, 06:40:24 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Aman_rahi"
nam me kya hai, uski pehechan na rakho,
mil jayenge phir un rastpe, aye dost iska arman na rakho!


arzooein to bahut thi milne ki magar......
kya pata tha vo qaatil niklega.....

khush rahiye....meena ji....


kitni masoomiyaat hai us chaher-a-qatil mein "HumTum"
ke hatoon mein pakda kanjaar bhi na dekha gya mujh se  sad5


ninghaon ke teer shayad kaafi na the ^AMAN^.....
jo peeth mein bhi tere khajar utar gaya......
Logged
HumTum
Guest
«Reply #22 on: May 06, 2005, 07:20:16 AM »
Quote from: "Aman_rahi"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Aman_rahi"
nam me kya hai, uski pehechan na rakho,
mil jayenge phir un rastpe, aye dost iska arman na rakho!


arzooein to bahut thi milne ki magar......
kya pata tha vo qaatil niklega.....

khush rahiye....meena ji....


kitni masoomiyaat hai us chaher-a-qatil mein "HumTum"
ke hatoon mein pakda kanjaar bhi na dekha gya mujh se  sad5


ninghaon ke teer shayad kaafi na the ^AMAN^.....
jo peeth mein bhi tere khajar utar gaya......


gairon se kabhi na shikwa kiya "HumTum"
khanjar jab apno ne chalaye to !! ro parhe
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:32:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer