kayun itna be-dard Zamana hai!!!!

by Pooja on August 29, 2005, 03:45:45 PM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 15
Print
Author  (Read 17819 times)
stalin
Guest
«Reply #120 on: January 17, 2006, 08:40:30 AM »
"door se door talaq koi darakht na tha
 tunhare ghar ka rasta is qadar to sakth na tha
 mujhe jane ki is qadar jaldi thi
 tum paas khada the magar dekhne ka waqt na tha"
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hume Mohaabat Ne Itna Dard Diya Dosto, by muneeb in Shayri-E-Dard
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Meri Wafa ko, Itna rulaaty kayun ho... by Pooja in Critics and Review only Forum
Dard itna hai k...... by CoolGirl in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 ... 11 12 »
zamana meray dard may muskarata raha by payar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pooja
Guest
«Reply #121 on: January 17, 2006, 02:08:49 PM »
Bahoot khoob nirbhay and stalin..

Dard ki barsaat mai is kader bheegy
Ansuoo ki barsaat ka hisaab bhool gai
jakham kuch is kadar apno se mille
zindagi ke jakhamo ka hisaab bhool gai
jab chaha, jisne chaha, khul kar dard mere naam kiya
apno ke in ahsaano main, hum zindagi jeena bhool gai!!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #122 on: January 17, 2006, 02:50:14 PM »
Pooja well written. Keep it up !
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #123 on: January 17, 2006, 03:19:44 PM »
Nice Everyone !!!

Lazzat-e-zakhm-e-jigar tujh se chhupa bhi na sakon
Dard is darja barha hai ke bata bhi na sakon
Aaj rukhsat hua jaata hoon bas itna kah ke
Main gaya waqt nahin hoon ke phir aa bhi na sakon !!  
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #124 on: January 17, 2006, 03:22:25 PM »
HumTum bahut achcha reply hai aap ka !
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #125 on: January 17, 2006, 04:39:48 PM »
Thanks all here and all have written cool ones ...
Keep it up all ...


Mare hue aashiq ko yu zinda na kijiye,
Aap pyaar ko yu ruswa na kijiye,
Duniya jaanti hai main bewafa hoon,
Aap bewafa se yu wafa na kijiye ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #126 on: January 18, 2006, 04:05:37 AM »
Thanks Big V ji!!!

bahoot hi khoob HumTum and JHL JI!! dono ne bahoot hi acha likha hai!!!

Gujra waqat hi meri zindagi ban gaya
Wo jo na ayya, uske milan ka her pal, rooh ban gaya
wo bewafa hai, yah janta hai jamana
kiya is kadar payar, hamara payar ek misaal ban gaya!!!
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #127 on: January 18, 2006, 10:43:36 AM »
Thanks Guys ans nice one !!!

nafas nafas ko meri beqraar chod gya
dekho aaj mujhey mera yaar chod gya
khai thi kabhi jisne sath nibane ki kasamein
kar ke bharoon mein mujhey khaar chod gya !!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #128 on: January 20, 2006, 02:37:33 AM »
Wah kay abaat hai, bahoot khoob HumTum ji!!

is kadar kiya payar, ki koi keemat na rahi
Jise chanha din raat, us bewafa ki koi seema na rahi
yaad ayegy kabhi jaroor, bas yahi umeend rahi
issi umeend per, tmaam umar, zindagi yah kayam rahi!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #129 on: January 22, 2006, 08:06:02 AM »
khud se laru ya jamane se laru, tu hi bata de
tujse payar karu ya nafart karu, tu hi samjha de
dil se na jaogy tum, bas itna duniya ko samjha de
jal rahi hu pal pal main, meri is chita ko bhi agg laga de!!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #130 on: January 23, 2006, 12:29:22 AM »
Pooja kya dard hai aap ki shayari mein... sad5

Very well written...har baar ki tarah

Rajbir
Logged
Pooja
Guest
«Reply #131 on: January 24, 2006, 03:31:38 AM »
Thanks Rajbir veer ji!!!

dard hai, dard hi likha jaata hai
jo hai mere pass, wo bayan hua jaata hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #132 on: January 24, 2006, 03:42:36 PM »
Bohat khoob Pooja, HumTum & JHL......Bohat hi acha likha hai aap sab ne....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #133 on: January 24, 2006, 07:29:00 PM »
Dil ke rishtey bhi kitne garib hotein hain
Harr chorr pe barbadiyon ke kareeb hotein hain
Kya fikar karega Zamana mujh bebaak kii
Mujh jaise to Rabb ke ghar se hi Fakir hotein hain
Logged
Pooja
Guest
«Reply #134 on: January 25, 2006, 04:32:46 AM »
Mere payar ka matlab muje khud samjh na ayya hai
Jise chahan din raat, ussi se dil dukhaya hai
Phir bhi karati hu ussi ki pooja subah sham
e-khuda kayun mera dil tune aisa banaya hai!!

Be-wafa rahaty hai khush, chain ki nind unhe sulaya hai
Wafa kar ke dukh hi milla, na kabhi kraar hume ayya hai
Jab chaha bula liya, jab chaaha daman churra liya
Yah kaise payar ke bandhan main, humne khud ko paya hai!!
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 15
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:23:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer