kayun wo is dil mai rahta hai......

by Pooja on August 21, 2006, 10:19:23 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2122 times)
sweet killer
Guest
«Reply #15 on: November 30, 2008, 09:54:12 AM »
main tu apni tanhaiyoun se tang aa kar dost bananney nikla tha

                      usman

dost b aisay miley k muje aur tanha kar gaye tearyeyed tearyeyed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
App kayun rooth gai by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
kayun itna be-dard Zamana hai!!!! by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 14 15 »
Meri Wafa ko, Itna rulaaty kayun ho... by Pooja in Critics and Review only Forum
Ajj Kayun........... by palkhi in Pain in Love : Punjabi poetry
matlabi insaan ki khatir aye asif kayun jinda rahna by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #16 on: December 04, 2008, 09:16:25 AM »
U Are Welcome Didi,.
Amd Nice One Rajesh Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #17 on: December 07, 2008, 10:24:22 AM »
Bohat Khoob Pooja Ji Keep It Uo Ji..

Koshish Karte Hai Ji Galti Maaf Ho...

Tumhe Khushi Ho To Mujhse Judaa Ho Jaana
Aaun Jo Kabhi Yaad. Banke Dard To Bhool Jaana.

Raat Ke Andhero Main Tum Khayal Banke Aana.
Phir Subah Tak Mere LiyeTum Saza Ban Jaana.

Kabhi Jo Ghuntne Lage.e.DilRuba Dum Jo Mera
To In Hawao.n Main Khooshbu Banke Mil Jaana.

Tanha Hi Guzar Na Hai Mujhe Ye Safar Zindagi Ka
Par Tum Khushi Khushi Kisi Ki Kahani Ban Jaana

Bas Itni Si Guzarish Hai Mein Gar Mar Jaau Kabhi
To Ajnabi Banke Hi Sahi Meri Mayyat Pe Chale Aana.

Waah Mere Bhai Kya Khoob Likha Hai,.
Nice One,.

Meri Khushiyon Ka Aana Bhi Tu Hai, Jaana Bhi Tu,.
Ye Meri Zindagi Ki Mehfill Bhi Tu, Veeraana Bhi Tu,.

Tu Khushi De Ya Gham De, Gilaa Nahi Tujhse, "Jaan",.
Meri Khushiyon Ka Ghar Tu, Aur Ghamo Ka Thikaana Bhi Tu,.

Milaa Hai Dard Mujhe, Mohabbat Se To Kyun Gilaa Karoon,.
Meri Zindagi Ka Khwaab Tu, Aur Meri Bebasi Ka Fasaana Bhi Tu,.

Main Kyun Taalookh Rakhoon, Is Zamaane Ke Logon Se "Azeem",.
Mera To Jahaan Bhi Tu, Aur Mera Zamaana Bhi Tu,.

_________________________________-Jaanasheen-

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: December 07, 2008, 05:27:03 PM »

Nice presentation Janaasheen Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #19 on: December 12, 2008, 09:35:45 AM »
Bohat Bohat Shukariya Azeem Bhai..
Bas Aap Ustadon Ki Nakal Kar Lete Hai Bhai..

Aapne Bhi Bohat Achha Likha Hai Kee It Up.
Nice presentation Janaasheen Ji

Shukriya Majid Bhaijan,.
And Rajesh Bhaijaan,.

Thank U,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: December 14, 2008, 08:36:49 PM »
 Applause Applause Applause Applause

Shukaria Shihab ji,,,

bahoot he acha likha hai apne shihab ji and lil bro bahoot acha jawab likha hai apne,... good work both!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #21 on: December 16, 2008, 02:25:14 PM »
Applause Applause Applause Applause

Shukaria Shihab ji,,,

bahoot he acha likha hai apne shihab ji and lil bro bahoot acha jawab likha hai apne,... good work both!!

Shukriya Didi Jaan,.
Aap Bhi Likhkar Jaate To Achcha Lagta,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: December 17, 2008, 04:15:24 AM »
Bohat Khoob Pooja Ji Keep It Uo Ji..

Koshish Karte Hai Ji Galti Maaf Ho...

Tumhe Khushi Ho To Mujhse Judaa Ho Jaana
Aaun Jo Kabhi Yaad. Banke Dard To Bhool Jaana.

Raat Ke Andhero Main Tum Khayal Banke Aana.
Phir Subah Tak Mere LiyeTum Saza Ban Jaana.

Kabhi Jo Ghuntne Lage.e.DilRuba Dum Jo Mera
To In Hawao.n Main Khooshbu Banke Mil Jaana.

Tanha Hi Guzar Na Hai Mujhe Ye Safar Zindagi Ka
Par Tum Khushi Khushi Kisi Ki Kahani Ban Jaana

Bas Itni Si Guzarish Hai Mein Gar Mar Jaau Kabhi
To Ajnabi Banke Hi Sahi Meri Mayyat Pe Chale Aana.

bahoot khoob Shihab ji.. wah kaya baat hai.. ek ek line bahoot khoob.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #23 on: December 17, 2008, 10:50:21 AM »
Dil Ke Darwaaze Khol Doon,.
Tu Aaye Paas,
To Saari Baatein Bol Doon,.

Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: December 17, 2008, 04:39:39 PM »
Dil Ke Darwaaze Khol Doon,.
Tu Aaye Paas,
To Saari Baatein Bol Doon,.

wah kaya baat hai.. lil bro..

chah kar bhi dil ke darwaje uske liye band nahi hote
kho chuke uske pyar main sab kuch, bas ek yahi zajbaat nahi khote
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: December 17, 2008, 05:49:41 PM »
Dil Ke Darwaaze Khol Doon,.
Tu Aaye Paas,
To Saari Baatein Bol Doon,.

wah wah.

NA AAYE, TOH BHI BOL DEH
DIL KI BAAT HAI,
DIL SEY DIL KOH BOL DEH

JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

PS : Dear friends, you all must be aware that YO INDIA proposes to
organise a get together at Delhi. YOu all are requested to please
paste this "PS" link in all your posts / replies, so as to invite
other members for this get to-gether. Members can please visit this
link and give their feedback for participation.

http://www.yoindia.com/shayariadab/the-yoindian-summit-news-yoindians-in-real-world/yoindia-meeting-proposed-t41111.0.html;msg831397;topicseen#new
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #26 on: December 17, 2008, 06:35:35 PM »
WAH KAYA BAAT HAI, Bahoot khoob Rajesh ji....
Thanks Pooja Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #27 on: December 18, 2008, 11:50:00 AM »
Shukriya Pooja Didi,.
And Jasbir Bhai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: July 09, 2009, 05:38:10 AM »
kyu tune jaate hue mud ke dekha mujhko
dil mein kuch toh mere liye khyaal aaya hoga

jab bhi aayega yeh yaad manzar tujhe
kabhi koi ashq teri aankho mein bhi toh aaya hoga!!

bahoot khoob Ranju didi... Missing you on Yoindia!!
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #29 on: July 16, 2011, 08:59:49 AM »
Bhuat Khoob pooja ji
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:00:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer