ranjana
Guest
|
«Reply #30 on: November 09, 2006, 09:26:58 AM » |
|
wah ..... mujhe basaane lage ab woh hi aankho mein jinki aakho ke kabhi hum garde gubaar they dekaha karte hai woh hi ab har pal mera rasta jo hame kehte apni raho ke khaar they!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
niraj_191
Guest
|
|
«Reply #31 on: November 09, 2006, 10:28:48 AM » |
|
wah ..... mujhe basaane lage ab woh hi aankho mein jinki aakho ke kabhi hum garde gubaar they dekaha karte hai woh hi ab har pal mera rasta jo hame kehte apni raho ke khaar they!! meri aanko se tere khar dard banke ubharte hai mit na jaye tasvir teri yahi soch kar hum palak nahi japakte hai aur aaj bhi teri sirf ek jalak ko hum tadpte hai jo deedar hua to hum ek aur jindgi ko taraste hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #32 on: November 10, 2006, 06:12:59 AM » |
|
mujhe aata hai bheegi aankho se bhi muskarana tum apne dard aur apne sitam mujhe aur de jaana
gujar ke dekhenge hum bhi dard ki had se ab kaisa lagata hai is zindagi ko bina dard ke beetana!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
niraj_191
Guest
|
|
«Reply #33 on: November 10, 2006, 07:06:39 AM » |
|
mujhe aata hai bheegi aankho se bhi muskarana tum apne dard aur apne sitam mujhe aur de jaana
gujar ke dekhenge hum bhi dard ki had se ab kaisa lagata hai is zindagi ko bina dard ke beetana!! dard ke sath jindgi hum jiya nahi karte mohabat me wafa hum kiya nahi karte dard chahiye to kahi aur jagah jao is taraha kisi se bhi dard maga nahi karte
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #34 on: November 10, 2006, 10:22:48 AM » |
|
har dard le ke jeeta hai yahan har koi har koi apne dil ke dard ko pee jaata hai
anthheen hai dil ki peera tut rahi hai saanse ab is dard ka ilaaz har koi khud hi kar paata hai!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
niraj_191
Guest
|
|
«Reply #35 on: November 10, 2006, 10:48:59 AM » |
|
dard ki duhai de ke vo mera yar so gaya hame bhi unki baton se sardard ho gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #36 on: November 10, 2006, 11:19:14 AM » |
|
dard ki duhai de ke vo mera yar so gaya hame bhi unki baton se sardard ho gaya lagata hai inhe bin peeye hi nahsa ho gaya pehle likhe they yeh maykhana aaj usaka asar ho gaya!! :lol: :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
niraj_191
Guest
|
|
«Reply #37 on: November 10, 2006, 12:15:51 PM » |
|
hame to unki aankho se hi nasha ho gaya chalo, isi bat pe tumhara dard to cum ho gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #38 on: November 10, 2006, 06:33:34 PM » |
|
dard behaalne se kab behala hai per aapki baato ka asar gehara hai chalo aaj muskara lete hain aapki khaatir kal dard se fir waqt taye mera hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
niraj_191
Guest
|
|
«Reply #39 on: November 11, 2006, 11:09:34 AM » |
|
wah, kafi dard bhara hai aapki likhavat mai kyun lagati thi aap sringar apni sajavat mai barsega kuch aisa kaher aap par ki waqt lagega aapko dil ke tukdo ki jamavat mai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Just_Hate_Love
Guest
|
|
«Reply #40 on: November 20, 2006, 05:38:47 PM » |
|
Shabaab aaya kisi boot par fida hone ka waqt aaya, Meri duniya mein bande ke khuda hone ka waqt aaya ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Just_Hate_Love
Guest
|
|
«Reply #41 on: November 26, 2006, 04:47:19 PM » |
|
Junoon wo sharaab ka nahi mohabbat ka hai, Khair main chala tu bhi chal ye waqt khuda ki ibaadat ka hai ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #42 on: November 27, 2006, 07:25:04 AM » |
|
janoon mera ek din to rang layega yakin hai wo ek din sambhal jayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #43 on: November 27, 2006, 07:29:53 AM » |
|
pine se agar badalti takdeer hum bhi pi lete tor kar her janjeer
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Just_Hate_Love
Guest
|
|
«Reply #44 on: December 03, 2006, 05:57:21 PM » |
|
Aaj kal na jaane kya ho gaya hai mujhe, Gairo se pyaar aur apno se dushwaar karta hoon ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|