Khamosh Rehkar Seh Jaana Har Zakhm "Khwaish"

by khwaish on May 30, 2012, 12:43:07 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2446 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Meri AankhoN Mein Tum Yuh Gaur Se Naa Dekho.........!!!!!!!!!
Badi Mushkil Se Maine Inhe Khamosh Rehna Seekhaya Hai



Door The Hum Par Uss Kee Zaroorat Bahut Thi
Majboor The Hum Aur Usse Mohabbat Bahut Thi

Bichadthe Waqt  Usne Naa Milne ka Waada Kiya..!!!
WaadoN Ko Nibhaa jaane Ki Ussme Aadat Bahut Thi

Woh kehti Thi Mujhse,'Khamosh Rehkar Seh jaana Har Zakhm'
Par  kya Karta Main, Apni Tabiyat Mein Bagaawaat Bahut Thi

Pathar Se Maarne WaloN Ko Bhi Ussne Phool Diye..
Iss Duniya Ke Mutaabik, Ussme Sharaafat Bahut Thi

Naa Jaane Kaise!! Woh Dard Mein Bhi Muskuraati Rahee
Uss Shaks Ko Iss Fann Mein Bhi Mahaarat Bahut Thi

"Khwaish" Door Ho Jaane Se,Kabhi Mohabbat Khatam Nahi Hoti
Woh Baat Aur Hai,Bichadne WaloN Ko Milne Ki Hasrat Bahut Thi



                  ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
pawan16
Guest
«Reply #1 on: May 30, 2012, 12:48:47 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley bhut acha hai khwish ji!!!!!!!!!
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #2 on: May 30, 2012, 12:59:00 PM »
Bahut Khoob.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #3 on: May 30, 2012, 01:03:41 PM »
bohut khub kaha apne janab
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: May 30, 2012, 01:07:20 PM »
Meri AankhoN Mein Tum Yuh Gaur Se Naa Dekho.........!!!!!!!!!
Badi Mushkil Se Maine Inhe Khamosh Rehna Seekhaya Hai



Door The Hum Par Uss Kee Zaroorat Bahut Thi
Majboor The Hum Aur Usse Mohabbat Bahut Thi

Bichadthe Waqt  Usne Naa Milne ka Waada Kiya..!!!
WaadoN Ko Nibhaa jaane Ki Ussme Aadat Bahut Thi

Woh kehti Thi Mujhse,'Khamosh Rehkar Seh jaana Har Zakhm'
Par  kya Karta Main, Apni Tabiyat Mein Bagaawaat Bahut Thi

Pathar Se Maarne WaloN Ko Bhi Ussne Phool Diye..
Iss Duniya Ke Mutaabik, Ussme Sharaafat Bahut Thi

Naa Jaane Kaise!! Woh Dard Mein Bhi Muskuraati Rahee
Uss Shaks Ko Iss Fann Mein Bhi Mahaarat Bahut Thi

"Khwaish" Door Ho Jaane Se,Kabhi Mohabbat Khatam Nahi Hoti
Woh Baat Aur Hai,Bichadne WaloN Ko Milne Ki Hasrat Bahut Thi



                  ~~~~~Khwaish~~~~~



veriiiiiiii gud


            uski mohabbat ne kuch aisa asar chodaa mujh pe..!
            choom liya ek phool ko uska chehra samjh kar..!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: May 30, 2012, 02:22:20 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob likha hai aapne Khwaish ji... bahut bahut khoob....!!!
Logged
Anahita
Guest
«Reply #6 on: May 30, 2012, 02:57:26 PM »

BAHUT KHOOB KHWAISH JEE

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
MISFIT
Guest
«Reply #7 on: May 30, 2012, 03:01:55 PM »
awesome....................Usual Smile
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: May 30, 2012, 03:44:51 PM »
Bahut khoob , Khwaish ji.
Logged
malli
Guest
«Reply #9 on: May 30, 2012, 04:15:38 PM »
Bahut khoob bhaiya.
Logged
the soul shaker
Guest
«Reply #10 on: May 30, 2012, 08:01:10 PM »
bahut umda likha hai khwahish ji
Logged
laaiba
Guest
«Reply #11 on: May 30, 2012, 08:33:39 PM »
Meri AankhoN Mein Tum Yuh Gaur Se Naa Dekho.........!!!!!!!!!
Badi Mushkil Se Maine Inhe Khamosh Rehna Seekhaya Hai



Door The Hum Par Uss Kee Zaroorat Bahut Thi
Majboor The Hum Aur Usse Mohabbat Bahut Thi

Bichadthe Waqt  Usne Naa Milne ka Waada Kiya..!!!
WaadoN Ko Nibhaa jaane Ki Ussme Aadat Bahut Thi

Woh kehti Thi Mujhse,'Khamosh Rehkar Seh jaana Har Zakhm'
Par  kya Karta Main, Apni Tabiyat Mein Bagaawaat Bahut Thi

Pathar Se Maarne WaloN Ko Bhi Ussne Phool Diye..
Iss Duniya Ke Mutaabik, Ussme Sharaafat Bahut Thi

Naa Jaane Kaise!! Woh Dard Mein Bhi Muskuraati Rahee
Uss Shaks Ko Iss Fann Mein Bhi Mahaarat Bahut Thi

"Khwaish" Door Ho Jaane Se,Kabhi Mohabbat Khatam Nahi Hoti
Woh Baat Aur Hai,Bichadne WaloN Ko Milne Ki Hasrat Bahut Thi



                  ~~~~~Khwaish~~~~~


waah har shair lajawab ...matle se le kar maqte tak sehar lafzon kaa....... bohat daad......
Logged
ripan dev
Guest
«Reply #12 on: May 31, 2012, 01:38:45 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Again lajawab..is kalam ka jadu to kuch alag hi hai.................. icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #13 on: May 31, 2012, 04:04:17 AM »
bahut khoob khwaish ji
Logged
akashsharma1990
Guest
«Reply #14 on: May 31, 2012, 08:17:24 AM »
bohot khub khwaish ji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:50:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer