~~"KHAMOSH REHTE HAM TO AACHA THA"~~

by k.shael on October 16, 2008, 10:45:59 AM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 3027 times)
k.shael
Guest
«Reply #30 on: October 23, 2008, 11:35:21 AM »
THANX TO ALL OF U
DEAR FRIENDS...
BY. K.SHAEL
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~~~~~""'"nazar-e-ishq"""~~~~~~~ by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #31 on: October 24, 2008, 03:50:52 AM »
NA KARTE JO MOHABBAT KA TUMSE IQRAAR TO AACHA
THA, NA KARTE TUMSE SAREAAM PYAR TO AACHA
THA,

NA HOTE DIWAANE TERI YAADO ME NA JALTE MEHFIL
ME PARWAANE TO AACHA THA, NA U MEHFIL ME TERI
RUSWAIYAAN HOTI TO AACHA THA,

TU CHALA GAYA CHOD KE JABB TO DUNIYA HAM CHOD
DETE WO AACHA THA, GAMM AAPNE KISI KO NA BATLATE
TO AACHA THA,

NA KIYA HOTA ZIKAR JHAKHMO KA DOSTO SE TO AACHA
THA, NA WO MARHAM LAGATE AUR NA DEKH PAATE UNHE
TO AACHA THA,

NA UNKI HASSI HOTHON SE KHAMOSH HOTI,MERE AANSOO
NA WO AAPNI AANKH ME LAATE TO AACHA THA, NA U
SHIKWE GILE HOTE TO AACHA THA,

KHULTE NA DARD KE RAAJ TO AACHA THA, MARR CHUKE
HOTE HAM AAJ TO AACHA THA...

BY. K.SHAEL



good work shally
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: October 29, 2008, 10:43:55 AM »
Khamosh Rehte Hum To Aur Sitam Hote Unke,.
Achca Hua Ke Humne Shayaari Ko Ikhtiyaar Kiya,.

___________________________Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: October 29, 2008, 04:29:55 PM »
NA KARTE JO MOHABBAT KA TUMSE IQRAAR TO AACHA
THA, NA KARTE TUMSE SAREAAM PYAR TO AACHA
THA,

NA HOTE DIWAANE TERI YAADO ME NA JALTE MEHFIL
ME PARWAANE TO AACHA THA, NA U MEHFIL ME TERI
RUSWAIYAAN HOTI TO AACHA THA,

TU CHALA GAYA CHOD KE JABB TO DUNIYA HAM CHOD
DETE WO AACHA THA, GAMM AAPNE KISI KO NA BATLATE
TO AACHA THA,

NA KIYA HOTA ZIKAR JHAKHMO KA DOSTO SE TO AACHA
THA, NA WO MARHAM LAGATE AUR NA DEKH PAATE UNHE
TO AACHA THA,

NA UNKI HASSI HOTHON SE KHAMOSH HOTI,MERE AANSOO
NA WO AAPNI AANKH ME LAATE TO AACHA THA, NA U
SHIKWE GILE HOTE TO AACHA THA,

KHULTE NA DARD KE RAAJ TO AACHA THA, MARR CHUKE
HOTE HAM AAJ TO AACHA THA...

BY. K.SHAEL



Khamoshi bhi apni, khud ko jala jaati hai
Ander ander boori tarah rula jaati hai
Apne he shand gunjte rahte hai saanso main
Saanein lena bhi dushwaar kar jaati hai

Dekha hai humne khamoshi ka manjar
Bin awaz ki cheekho main dehal jaati hai
Na sarokaar kisi se bhi humara yah bahoot socha
Magar apni he khamoshi maar jaati hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: October 29, 2008, 04:31:16 PM »
BOHAT BOHAT KHOOB SHAEL JI! KHOOB KAHA AAPNE.... Applause Applause


"WO KAATIL THA MAGAR DILDAAR AUR ACHCHHA THA,
 KARTA MERA BHI KATL MAIN SHIKAAR TO ACHCHHA THA.

 RAAT KAT_TI AANKHON MEIN FIR ZARA ZARA,
 GHAM BHI HOTE DO-CHAAR TO ACHCHHA THA.

 KHELTE WO BHI ISHQ KA KHEL KAI BAR MUJHSE,
 AUR MAIN HAARTA HAR BAAR TO ACHCHHA THA.

 NA JAANE KYUN TOOTA NAHI YE ABTAK 'TANHA',
 USKA MERE DIL PE WAAR TO ACHCHHA THA."


 notworthy notworthy

bahoot khoob Tanha ji

"NA JAANE KYUN TOOTA NAHI YE ABTAK 'TANHA',
 USKA MERE DIL PE WAAR TO ACHCHHA THA."
Logged
k.shael
Guest
«Reply #35 on: November 17, 2008, 06:21:07 AM »
good work shally

SHUKRIYA DIDI,
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #36 on: November 17, 2008, 06:22:10 AM »
Khamosh Rehte Hum To Aur Sitam Hote Unke,.
Achca Hua Ke Humne Shayaari Ko Ikhtiyaar Kiya,.

___________________________Jaanasheen-

NICE LINES JANSHEEN,
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #37 on: November 17, 2008, 06:23:01 AM »
Khamoshi bhi apni, khud ko jala jaati hai
Ander ander boori tarah rula jaati hai
Apne he shand gunjte rahte hai saanso main
Saanein lena bhi dushwaar kar jaati hai

Dekha hai humne khamoshi ka manjar
Bin awaz ki cheekho main dehal jaati hai
Na sarokaar kisi se bhi humara yah bahoot socha
Magar apni he khamoshi maar jaati hai


BAHUT KHOOB POOJA DIDI,
BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: November 17, 2008, 10:25:03 AM »
Shukriya Shally Ji,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: November 17, 2008, 10:20:29 PM »
BAHUT KHOOB POOJA DIDI,
BY. K.SHAEL

Thanks Shally!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: November 23, 2008, 04:26:31 PM »
Mera Dard Saare Shehar Mein Ubharta Raha,.
Ek Wo Anjaan Tha, Jis Se Mohabbat Main Karta Raha,.

Aashiq Ka Kaam Hota Hai, Marke Bhi Wafaa Nibhaana,.
Uski Khushi Thi Qatl Karna, Aur Ye Sochkar Main Marta Raha,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #41 on: November 23, 2008, 05:06:23 PM »
Khamosh Rehte Hum To Aur Sitam Hote Unke,.
Achca Hua Ke Humne Shayaari Ko Ikhtiyaar Kiya,.

___________________________Jaanasheen-
Khamoshi bhi apni, khud ko jala jaati hai
Ander ander boori tarah rula jaati hai
Apne he shand gunjte rahte hai saanso main
Saanein lena bhi dushwaar kar jaati hai

Dekha hai humne khamoshi ka manjar
Bin awaz ki cheekho main dehal jaati hai
Na sarokaar kisi se bhi humara yah bahoot socha
Magar apni he khamoshi maar jaati hai


Good Sahil ji and Pooja ji..... Keep it up....

Sajid Hadayat
Logged
Pooja
Guest
«Reply #42 on: November 24, 2008, 05:13:44 AM »
good one lil bro (jaanasheen)

Shukaria SH ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: November 24, 2008, 02:16:18 PM »
Good Sahil ji and Pooja ji..... Keep it up....

Sajid Hadayat


Sajid Bhai Mera Naam Azeem Hai,.
sahil Nahi,.

And Thank U Sis,.
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #44 on: November 25, 2008, 05:57:10 PM »
Sajid Bhai Mera Naam Azeem Hai,.
sahil Nahi,.

And Thank U Sis,.


Noted Azeem Ji (Jaanasheen)...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:19:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer