Khat

by Deepak Subi on October 20, 2008, 05:50:16 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 6150 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: October 22, 2008, 09:36:54 AM »
Achchi Bait Baazi Lagi Hai,.
Nice One,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khat by jh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
khat by jh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Khat!!! by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
khat by tabassum shakeel in Shairi - E - Zindagi « 1 2 ... 6 7 »
Khat...... by ~princess~ in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: October 22, 2008, 09:37:52 AM »
Purze Purze Hokar Bhi Mere Khat Mein Wohi Asar Tha,.
Jo Padha Tha Tumne, Pehli Mohabbat Ke Daur Mein,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #17 on: October 22, 2008, 09:39:58 AM »
LOG BANDAGI KHUDA KI KARTE HAI HAMNE
INSAAN KI KAR LI,FARQ SIRF ITNA HAI
LOG AANKHON SE MOHABBAT KARTE HAI
HAMNE SACHE DIL SE KARLI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: October 22, 2008, 09:47:49 AM »
Nice One,.

Khuda To Khuda Hota Hai, Wo Kabhi Bewafa Nahi,.
Afsos Ke Jise Tune Khuda Ka Darjaa Diya, Wo Bewafa Nikla,.

Dil Humne Bhi Lagaaya hai Khuda Se Apne, Par Ye Mehfooz Hai,.
Tune Jo Insaani Khuda Se Rishta Rakha, Tera Naseeb Foota Nikla,.

Logged
k.shael
Guest
«Reply #19 on: October 22, 2008, 09:52:39 AM »
SHUKRIYA...

MALOOM HAI HAME HAM GALTI KAR BAITHE HAI,
EK INSAAN KO KHUDA MAAN BAITHE HAI...
AAB HO JO REHMAT USS KHUDA KI BHULA DE HAM
USS MATLABI KHUDA KO,WARNA HAM BHI KHUDA KI
NAZAR ME BURE BAN JAYENGE..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: October 22, 2008, 09:57:56 AM »
Khudaa To Azeem-o-Shaam Rehmat Waala Hai,.
Ek Tere Gunaah Maaf Karna Uske Liye Koi Baat Nahi,.

Insaan Ko Tune Khudaa Banaaya, Aur Dhoka Bhi Khaaya,.
Insaan To Insaan Hai "Shally" Khuda banna uski Aukhaat Nahi,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #21 on: October 22, 2008, 10:42:13 AM »
SACH KEHTE HO TUM DOST JITNI SHIDAAT SE
USE CHAHA KHUDA KO CHAHTE TO WO BHI MIL
JAATA, JITNA USE AANSOO KA PAANI DIYA KISI
DAALI KO DETE TO PHOOL KHIL JAATA...
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: October 22, 2008, 12:46:03 PM »
Aaj fir Chaha ke Unhe ek khat likhu..
Aaj fir Ashko se safha Bhig gaya,
ye wajaha aur ke wo khamoshi ko samajh na sake...
par main bin kahe baya karne ki ada sikh gaya...

Safha = paper


Bohot Khoob Deepak Ji

Nice contributions, Shael, Sajid Ji, Azeem
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: October 22, 2008, 03:55:34 PM »
Shukran Ji,.
Logged
Deepak Subi
Guest
«Reply #24 on: October 22, 2008, 04:39:23 PM »

Agar Gusse Mein Aakar Tum Mera Khat Phard Bhi Do,.
To Tumhaare Kadam Choomenge Mere Tehreer Ke Tukde,.

________________________-NM-


Tere wo chand khat hi to mere jine ka sahara hai....
kisi bhi haal mein unse judaaee nagawara hai...
teri har baat ko yaad karke hi to din gujarta hai...
har roz unhe padhta hai aur Dil Aahein bharta hai...


Logged
k.shael
Guest
«Reply #25 on: October 23, 2008, 06:10:51 AM »

Tere wo chand khat hi to mere jine ka sahara hai....
kisi bhi haal mein unse judaaee nagawara hai...
teri har baat ko yaad karke hi to din gujarta hai...
har roz unhe padhta hai aur Dil Aahein bharta hai...










NICE ONE DEEPAK JI,

NA U TUM MERE KHATO KO ROZ PADA KARO
INHE BHI TUMHARI AADAT PAD JAYEGI,
HAME TO BIKHRE HUE EK WAQT HO CHUKA
INN KAGAJ KE TUKDO KI UMAR BHI SIMAT JAYEGI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: October 24, 2008, 11:20:43 AM »
Nice One Deepak And Sajid Bhai,.
Logged
Deepak Subi
Guest
«Reply #27 on: October 26, 2008, 07:07:38 PM »
ye ab kagaj ke dukde bhar nahi..mere jinda rahne ki wajha hai...

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: October 28, 2008, 09:09:51 AM »
Bahoot Achche,.

Gile Kagaaz Ki Tarah Na Banjaaye Zindagi Apni,.
Jise Koi Jalaata Bhi Nahi,
Jispar Haal Apna Bataata Bhi Nahi,.

___________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #29 on: October 31, 2008, 07:50:08 AM »
KEH DO AGAR TUM EK BAAR GILE KAGAZ
KI TARAH ZINDAGI GUJAAR DENGE,
NA KISI KE HONGE KABHI NA KISI KA
PYAR LENGE...
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:19:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer