Khat

by Deepak Subi on October 20, 2008, 05:50:16 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 6123 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #30 on: October 31, 2008, 07:54:03 AM »
KEH DO AGAR TUM EK BAAR GILE KAGAZ
KI TARAH ZINDAGI GUJAAR DENGE,
NA KISI KE HONGE KABHI NA KISI KA
PYAR LENGE...

Good one Shael Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khat by jh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)

Khat!!! by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
khat by tabassum shakeel in Shairi - E - Zindagi « 1 2 ... 6 7 »
Khat...... by ~princess~ in Shairi - E - Zindagi
k.shael
Guest
«Reply #31 on: October 31, 2008, 08:12:19 AM »
SHUKRIYA RAJESH JI,
BY. K.SHAEL
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #32 on: October 31, 2008, 01:18:02 PM »
KEH DO AGAR TUM EK BAAR GILE KAGAZ
KI TARAH ZINDAGI GUJAAR DENGE,
NA KISI KE HONGE KABHI NA KISI KA
PYAR LENGE...
aa main apne pyaar ki garmi se gila kaghaz yeh sukha du
itna chahu tuje main jan-e-wafa aag kaghaz me laga du
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #33 on: October 31, 2008, 03:23:36 PM »
Ek Khat Likh Raha Hoon, Apna Dard Bataane,.
Shayari Chooni Hai Maine, Lafzon Ko Sajaane,.

Pardhoge Jab is Khat Ko Tum, To Aansoon Nikal Aayenge,.
Yaad Karoge Tum, JO Daur Chahaton Ko,Manzar Hi Badal Jaayenge,.

Siyaahi Meri lafzon Mein, Mere Dard Mein Dhalkar Nikli Hai,.
Ye Tehreer Jo Pard Rahe Ho Tum, Mera Dil Jalaakar Nikli hai,.

________________________________________-Jaanasheen-

Logged
k.shael
Guest
«Reply #34 on: November 01, 2008, 05:41:04 AM »
 tearyeyed
KAYI BARSO SE LIKH RAKHA HAI EK KHAT TUMHARE
NAAM SE, ALFAAZ KUCH BIKHRE HAI TO KUCH MATLAB
UNN ALFAAZO KE HAI ANJAAN SE,

INTZAAR THA ISS BAAT KA KI LOUT KE TU WAPIS AA
JAYE, YE KHAT JO SAHEZ KE RAKHA HAI MAINE WO
APNI MANZIL TAK PAHUNCH JAAYE,

HAR BAAT LIKHI ISS KHAT ME APNE DIL KI, HAR YAAD
KO SAMETA HAI, ISE EK KAGAZ KA TUKDA SAMAJHNE KI
BHOOL NA KARNA, YE MERI TANHA ZINDAGI KA SAATHI HAI,

AUR WAQT NAHI HAI MERE PASS KI TERA INTZAAR KARO,
EK GUJARISH HAI AGAR TU AAYE MERI MAYIYAT PE TO
ISS KAGAZ KO PADNE KA TAQALLUF KARNA, MEIN TERA AUR
INTZAAR NA KAR SAKI GUNEHGAAR HO TERI MUJHE MAAF KARNA,

BY. K.SHAEL
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #35 on: November 01, 2008, 06:07:45 AM »

wonderful shally bohut khoob likha hai tumne Applause
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #36 on: November 01, 2008, 06:12:10 AM »
likha hai kuch shyd bohut kuch na likh paayi hoon
khat mei lipti baaton mein wo sab yaadein na likh payi hoon

likha hai is baar kuch sunehre palon ka tarana
reh gayi hain kuch sooni shaamein jinhe likh na paayi hoon

raaton ki thandak aur chiriyon ka chehkna bhi likha hai ismei
par dard se jo nikli hain aanhein wo likh na paayi hoon

karz samajh ise ya kar de meri sazaa ko maaf tuuu
thi antim ye meri vidaai isliye teraa naam na ismei likh paayi hoon

 tearyeyed
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #37 on: November 01, 2008, 07:01:23 AM »
likha hai kuch shyd bohut kuch na likh paayi hoon
khat mei lipti baaton mein wo sab yaadein na likh payi hoon

likha hai is baar kuch sunehre palon ka tarana
reh gayi hain kuch sooni shaamein jinhe likh na paayi hoon

raaton ki thandak aur chiriyon ka chehkna bhi likha hai ismei
par dard se jo nikli hain aanhein wo likh na paayi hoon

karz samajh ise ya kar de meri sazaa ko maaf tuuu
thi antim ye meri vidaai isliye teraa naam na ismei likh paayi hoon

 tearyeyed

 Applause Applause

Bohat khoob bhawna dear...

Bohat khoob likha hai doston.. Thumbs UP

Logged
k.shael
Guest
«Reply #38 on: November 01, 2008, 07:22:30 AM »
wonderful shally bohut khoob likha hai tumne Applause

SHUKRIYA KAUSHIK & GOOD ONE FROM
UR SIDE ALSO...
BY. K.SHAEL
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #39 on: November 01, 2008, 07:59:11 AM »
likha hai kuch shyd bohut kuch na likh paayi hoon
khat mei lipti baaton mein wo sab yaadein na likh payi hoon

likha hai is baar kuch sunehre palon ka tarana
reh gayi hain kuch sooni shaamein jinhe likh na paayi hoon

raaton ki thandak aur chiriyon ka chehkna bhi likha hai ismei
par dard se jo nikli hain aanhein wo likh na paayi hoon

karz samajh ise ya kar de meri sazaa ko maaf tuuu
thi antim ye meri vidaai isliye teraa naam na ismei likh paayi hoon

 tearyeyed
Jo likh na payee tu main samajh gaya
Tune agar likha hota main samaj nahi pata
Teri batein nahi teri ada ko main samjhu
Tune agar kaha hota main samaj nahi pata
Logged
Deepak Subi
Guest
«Reply #40 on: November 01, 2008, 06:42:34 PM »
Jo likh na payee tu main samajh gaya
Tune agar likha hota main samaj nahi pata
Teri batein nahi teri ada ko main samjhu
Tune agar kaha hota main samaj nahi pata

Kash mera mahboob bhi teri taraha hota,
mere kahe bin mera hal e dil jaan jata...
chalo jyada na sahi itna to hota...
ke mere kahe ko sach maan jata...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #41 on: November 02, 2008, 08:28:23 AM »

Kash mera mahboob bhi teri taraha hota,
mere kahe bin mera hal e dil jaan jata...
chalo jyada na sahi itna to hota...
ke mere kahe ko sach maan jata...
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #42 on: November 02, 2008, 01:09:19 PM »
tearyeyed
KAYI BARSO SE LIKH RAKHA HAI EK KHAT TUMHARE
NAAM SE, ALFAAZ KUCH BIKHRE HAI TO KUCH MATLAB
UNN ALFAAZO KE HAI ANJAAN SE,

INTZAAR THA ISS BAAT KA KI LOUT KE TU WAPIS AA
JAYE, YE KHAT JO SAHEZ KE RAKHA HAI MAINE WO
APNI MANZIL TAK PAHUNCH JAAYE,

HAR BAAT LIKHI ISS KHAT ME APNE DIL KI, HAR YAAD
KO SAMETA HAI, ISE EK KAGAZ KA TUKDA SAMAJHNE KI
BHOOL NA KARNA, YE MERI TANHA ZINDAGI KA SAATHI HAI,

AUR WAQT NAHI HAI MERE PASS KI TERA INTZAAR KARO,
EK GUJARISH HAI AGAR TU AAYE MERI MAYIYAT PE TO
ISS KAGAZ KO PADNE KA TAQALLUF KARNA, MEIN TERA AUR
INTZAAR NA KAR SAKI GUNEHGAAR HO TERI MUJHE MAAF KARNA,

BY. K.SHAEL
Bahoot Badiya,.
Shally Ji,.
Good One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #43 on: November 02, 2008, 01:10:27 PM »
likha hai kuch shyd bohut kuch na likh paayi hoon
khat mei lipti baaton mein wo sab yaadein na likh payi hoon

likha hai is baar kuch sunehre palon ka tarana
reh gayi hain kuch sooni shaamein jinhe likh na paayi hoon

raaton ki thandak aur chiriyon ka chehkna bhi likha hai ismei
par dard se jo nikli hain aanhein wo likh na paayi hoon

karz samajh ise ya kar de meri sazaa ko maaf tuuu
thi antim ye meri vidaai isliye teraa naam na ismei likh paayi hoon

 tearyeyed

Nice One Bhavna Ji,.
Nice To All,.
Sajid Bhai,.
Rajesh Sabne Achcha Likha Hai,.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #44 on: November 03, 2008, 05:00:39 AM »
shukriya sajid ji
shukriya janasheen ji notworthy
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:52:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer