kho gaya makhmali awaaz ka badshah

by sunildehgawani on October 10, 2011, 07:31:07 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1920 times)
sunildehgawani
Guest
         ,,,,,,,,,,dub gayi aaj woh kagaz ki kasti,,,,,,,,

chala gaya suron ka jadugar

uth gayi woh narm aur makhmali awaaz

kho gaya gazlon ka chitera, iss aseem akash main,kabhi na laut aane ke liye

kho diya hai humne ek samarat ko,jisne sari duniya ke dilon main sureeli awaaz ke

ghunghru bajaye,aur hamesha bahlata raha hamain
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
baat hal hi main beete navratri ki hai,jagjeet singh ji ka 4th november ko [delhi ke chhatarpur]maa katyayani ke darwar main program hone wala thaa,maine waha jane ka plane banaya aur suna ki woh [ek janlewa beemari ke chalte] yahan nahi aa payenge bahut dukh hua,main unki gazlon ka bahut bada fan hoon ,,,,bahut kuchh seekha hai unse maine

hum kya hain,hamara kya wazud hai,hamain kaun janta hai yahan hamare ghar ke siwa,hum dharti ke bojh ke siwa aur kya hain,,lakin uss sakhsiyat ko koi aisa nahi jo na janta ho,,,jab bhi kabhi gazal gata thaa to lagta thha ki yeh gazal sirf mere liye hi usne gayi hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,


akhir kyon chhin gaya woh khilona humse,kyon wahi ho gaya jo nahi hona thaa,,,,

,,,,,,,,jagjeet u never die,,,,,u always alive in this world until its end,,,,,,,,,,,we pray to peace for your soul ,,,,    

 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Badshah! by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badshah Hai Wo Dil Ka.......................(AD) by anjaan dharkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
hansi teri makhmali by Ssaagar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
MAKHMALI . KHWAAB .......................... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
Iss Makhmali CHHAW se to by Saavan in Shayri for Dard -e- Judai
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #1 on: October 10, 2011, 09:05:38 AM »
Har dil azeez ,My favourite.Haqeeqat mein woh makhmali aawaz ka malik thha.Khuda uski rooh ko wohi sukoon bakhshe jo wo apni dilkash aawaz se hum subko deta raha.Aamin.HASAN
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #2 on: October 10, 2011, 09:42:00 AM »
boht dukh bhare pal hain mujhe shayari karne ka khayal jagjeet ji ki ghajlein sunne ke baad aya .
Kagaz ki kashti se lekar tere barey mein jab socha nahi tha . Ek ek ghajal yaad hai .

Aj us ghajal ka ehsas ho raha hai .

Tere bare mein jab socha nahi tha main tanha tha magar itna nahi tha
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: October 10, 2011, 10:09:18 AM »
i pray to god for his departed soul.
he will always remain in the hearts of his audience.
 
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:49:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer