Khodiya Unhe,..

by Jaanasheen on March 14, 2006, 06:51:54 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1702 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Qadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasana Laga Mujhe,,.
Ab Usko Kho Diya Hai Aaj Zara Tu Dekh,..
Wo Jis Ko Dhoond Ne Mein Zamana Laga Mujhe,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chaha to unhe by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
*****unhe bhool paana hamare bas mai nahi***** by baadal102 in Shayri for Khumar -e- Ishq
#Unhe Kaise Kahon Mein# by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
khodiya maine by rubyali in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Unhe hi dekh kar to main jeeti hu~ by khushi4pari in Shayri for Khumar -e- Ishq
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1 on: March 14, 2006, 08:20:45 AM »
amazing ... welcome 2 yoindia
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: March 14, 2006, 08:24:57 AM »
very nice...welcum Jaanasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 15, 2006, 08:24:55 AM »
Shukriya salma and nikki,..

Khushi Mujhe Raas Nahi,..
Naa Khushi Ko Mujhse Pyaar Hai,..
Gham Ne Hi Saath Diya Har Pal Mujhe,.
Wohi Mera Saccha Yaar Hai,..
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #4 on: March 15, 2006, 04:35:13 PM »
very nice jaanasheen ji...

kushi ne mujhe dokha diya, yaaron ne mujhe daaga,
isslyie aaj humne gum ko gale se laga liya,
suna hai maut se kareeb ka ristha hai gum ka,
maut ki chahat me humne gum kobhi azma liya!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5 on: March 15, 2006, 05:29:11 PM »
Meena aur Jaanasheen

Amazing !

Keep up the good work...

Rajbir
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #6 on: March 15, 2006, 05:31:02 PM »
shukriya bhaiya ji!!  :D
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: March 15, 2006, 05:51:56 PM »
wowow good jon Jsheen and Meena!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 16, 2006, 09:15:07 AM »
Mout Bhi Mujh Par Dhaa Rahi Hai Sitam,,.
Naa Jaane Kyun Khatam Nahi Hota Mera Gham,..
Kya Gham Mere Kismat Mein Hai,..
Ya Hai Khuda Mujhpar Be Raham,..


Thanx Pooja,Rajbir and Meena
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #9 on: March 16, 2006, 06:15:07 PM »
Wah bahut khoob Jaanasheen.....meena ji...........

Gumon se Zindagi jeene mein maza ata hai......
Toh Khushion se ek sukhi sansaar milta hai......

Gum toh Zindagi jeene ka bahana bann jata hai.....
Toh Khushian bhi Zindagi ka fasana likhe jata hai......!!!!!!!!!!!!!!!!

~~**Badnaam Shayar**~~

Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: March 16, 2006, 06:18:54 PM »
nice BS!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: March 17, 2006, 09:24:37 AM »
Shukriya BS

Gham Bangaya Ab Jeene Ka Sahara,.,..
Maujon Se Takraane Ke Baad Hi Milta Hai Sab Ko Kinara,..
Gham To Ek Hissa hai Zindagi Ka,..
Jab Gham Aya Zindagi Mein Main Samjha Nahi Wo Ishara,..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #12 on: March 19, 2006, 04:37:23 AM »
Thnx Pooja ji and Janasheen ji......gud one u too........

IS Dard ki bhasha se kya kahein hum aapse......
Hum toh Dard ki Shehyaien se Khushion ke fasane likhte hain......
Mahobbat me harr Aashiq Khushion me bhi dard ke bahane dhoondte hain.....
Par hamari kalam kuch ulta kehti hai hum toh dard me bhi beete zamaane dhoonte hain........
Bas sab purane likhe fasane dhoondte hain.........!!!!!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: March 20, 2006, 08:17:27 AM »
Bahoot acche BS

Hum Kya Kisi Ka Dard Bante ,..
Hum To Khud Dard Ke Maare Hain,..
Humne To Paa Liye Tha Zindagi Mein Sab Kuch,.
Jab Maut Aayi To Zindagi Se Bhi Haare Hain,,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 20, 2006, 09:30:37 AM »
Jo Dard Mila Unse Wo Mujhe Gawara Hai,..
Ab To Bas Duniya Mein Gham Hi Mera Sahara Hai,..
Main Gham Ka Daman Is Liye Nahi Chordta,..
Kyun Ki Sab Kuch Faani Hai, Aur Gham Hi Ek Hamara Hai,..
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:58:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer