khud ke sath he jeevan beetaya jaaye

by Pooja on December 31, 2009, 01:11:26 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2353 times)
Pooja
Guest
What to say.. I am back in this section...

Hanste hue ansuo ko ajj phir se sajaya jaaye
Bata Pooja kaya kaya kah kar ajj phir se tujhe rulaya jaaye
Palko per sajne se pahle jo khawab gaye toot
Ya phir
Ateet ke zakhmo se, khud ka dil dukhaya jaaye.....

Hanste hue ansuo ko ajj phir se ankho mai sajaya jaaye
Soch rahi hu kaya kaya kah kar khud ko ajj phir se rulaya jaaye

Pathar hai ankhein, per yah dil pathar hota nahi
Koi samjhaye, kaise dil ke armaano ko kahi dafnaya jaaye
Yakin kar jaata hai, shayad ho koi sukh is ke bhi naseeb main
Shayad ke yakin per.. kitani baar dil ko dukhaya jaaye…

Kar ke her dar-o-deewar band,
dunia se door kahin..
khud mai bas khud ke sath he jeevan beetaya jaaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aa jaao ki toot na jaaye... jeevan ki yea lakirein.. by Akant in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
Hans kar khud ko mitaya jaaye by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
KHUD KO KHUD SE JUDA KARTI CHALI GAI by deepika_divya in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
khud khud se pareshaan mein by guhar in Shayri-E-Dard
***Mil Jaaye Sath Tera*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
thinkhattk
Guest
«Reply #1 on: December 31, 2009, 04:08:04 AM »
very nice pooja ji.. Thumbs UP
 Clapping Smiley
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #2 on: December 31, 2009, 06:00:45 AM »
Dard ko b-khoobi bayaan kiya hai aapne...Pooja-di... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khud mai mast bas khud ke sath he jeevan beetaya jaaye
Tou kya sanyaas le ke Himalaya MAI AB CHALA JAAYA JAAYE

Ateet ke zakhmo se,khud ka dil dukhaya jaaye.....
Jo beet gaya oose kyu kured,zakhmo ko naasur banaya jaaye

Manna jeevan mai dard hai bahoot,baant-ta nahi koi bhee
Chhupa es sach ko kyu,duniya ko muskuraata chera dikhaya jaaye

What to say.. I am back in this section...

Hanste hue ansuo ko ajj phir se sajaya jaaye
Bata Pooja kaya kaya kah kar ajj phir se tujhe rulaya jaaye
Palko per sajne se pahle jo khawab gaye toot
Ya phir
Ateet ke zakhmo se, khud ka dil dukhaya jaaye.....

Hanste hue ansuo ko ajj phir se ankho mai sajaya jaaye
Soch rahi hu kaya kaya kah kar khud ko ajj phir se rulaya jaaye

Pathar hai ankhein, per yah dil pathar hota nahi
Koi samjhaye, kaise dil ke armaano ko kahi dafnaya jaaye
Yakin kar jaata hai, shayad ho koi sukh is ke bhi naseeb main
Shayad ke yakin per.. kitani baar dil ko dukhaya jaaye…

 Hanste hue ansuo ko ajj phir se ankho mai sajaya jaaye
Kar ke her dar-o-deewar band,
dunia se door kahin..
khud mai bas khud ke sath he jeevan beetaya jaaye

Logged
samir_bc
Guest
«Reply #3 on: December 31, 2009, 06:35:15 AM »

nice creation pooja ji.... bahot din baad apko padne ka moka mila.

khud soch ke bethe ho dil apna dukhana hai
khud kaanto pe chalna hai khud ko rulana hai

zakhmo ko hara rakh kar kiya jatana chahti ho
khud chun rhi ho dard per sabko sunana hai

khushiyan mile to tumse bardasht nahi hota
hanste hue bhi ansuon ko apne sajana hai

band karke dar-0-deewar jana hai bahot dur
per raasta us dar ka sabko batana hai

samir"dilse"
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: January 01, 2010, 03:09:14 AM »

Bhaut khoob Pooja Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: January 01, 2010, 03:11:03 AM »
Dard ko b-khoobi bayaan kiya hai aapne...Pooja-di... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khud mai mast bas khud ke sath he jeevan beetaya jaaye
Tou kya sanyaas le ke Himalaya MAI AB CHALA JAAYA JAAYE

Ateet ke zakhmo se,khud ka dil dukhaya jaaye.....
Jo beet gaya oose kyu kured,zakhmo ko naasur banaya jaaye

Manna jeevan mai dard hai bahoot,baant-ta nahi koi bhee
Chhupa es sach ko kyu,duniya ko muskuraata chera dikhaya jaaye

Nice response Koyal Ji

nice creation pooja ji.... bahot din baad apko padne ka moka mila.

khud soch ke bethe ho dil apna dukhana hai
khud kaanto pe chalna hai khud ko rulana hai

zakhmo ko hara rakh kar kiya jatana chahti ho
khud chun rhi ho dard per sabko sunana hai

khushiyan mile to tumse bardasht nahi hota
hanste hue bhi ansuon ko apne sajana hai

band karke dar-0-deewar jana hai bahot dur
per raasta us dar ka sabko batana hai

samir"dilse"

Very good one Samir Ji
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #6 on: January 01, 2010, 06:41:22 AM »

nice reply koyal ji.....
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #7 on: January 01, 2010, 06:42:32 AM »
bahot bahot shukriya rajesh harish ji......
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #8 on: January 01, 2010, 06:45:00 AM »
Wah wah Pooja Ji bahut khoob poem likhi hai. Ek sher arz hai

Muhabbaton Ne Kaisa Kamaal  Kar Dala
Humain To Udasyon Ki Misaal Kar Dala
(NM)
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #9 on: January 01, 2010, 06:53:24 AM »
nice sharing riyaz ji..
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: January 01, 2010, 07:15:29 AM »
Mindblowing creation Pooja ji.great lines by Samir ji and Koyal ji.beautiful sharing Riyaz ji. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #11 on: January 01, 2010, 08:29:10 AM »
Achha likha hai Samirji.... Applause Applause

nice creation pooja ji.... bahot din baad apko padne ka moka mila.

khud soch ke bethe ho dil apna dukhana hai
khud kaanto pe chalna hai khud ko rulana hai

zakhmo ko hara rakh kar kiya jatana chahti ho
khud chun rhi ho dard per sabko sunana hai

khushiyan mile to tumse bardasht nahi hota
hanste hue bhi ansuon ko apne sajana hai

band karke dar-0-deewar jana hai bahot dur
per raasta us dar ka sabko batana hai

samir"dilse"
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #12 on: January 01, 2010, 08:31:17 AM »
Thanks Rajeshji....

Nice response Koyal Ji

Very good one Samir Ji
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #13 on: January 01, 2010, 08:32:07 AM »
Thanks Samir-bhai....

nice reply koyal ji.....
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #14 on: January 01, 2010, 08:33:21 AM »
Thanks Madhu-di....................

Mindblowing creation Pooja ji.great lines by Samir ji and Koyal ji.beautiful sharing Riyaz ji. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:45:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.165 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer