Khudko Mohabbat Mein Mitaa Dena,. {AS}

by Azeem on September 04, 2012, 02:37:27 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1682 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Itna Aasaan Nahi Laut Aana, Mohabbat Ke Safar Mein,.
Kadam Uthaane Se Pehle, Dil Ko Zara Samjhaa Dena,.

Uth-Ti Hain Zamaane Ki Ungliyaan, Chaahne Waalon Par,.
Ishq Ke Bazaar Mein Utro, To Keemat Apni Giraa Dena,.

Koi Humdard Nahi Rehta Apna, Dil Jab Toot Jaaye To,.
Pattharon Ke Beech Is Dil Ko Bhi Patthar Banaa Dena,.

Hasegi Duniya, Mohabbat Mein Jab Tum Haaroge "Azeem,.
Haar Ne Se Pehle Khudko Mohabbat Mein Mitaa Dena,.

Yaad Kare Tumhaari Wafaao Ko Wo, Tumhaare Baad To Kya,.
Tum Us Par Apni Saari Wafaaon Ko, Lutaa Dena,.

Hoti Nahi Mohabbat Aasaan, Jitna Log Samajhte Hain,.
Marne Se Pehle Zamaane, Ye Baat Bataa Dena,.

-Azeem Aarzu,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil se mitaa bhi na sakoon by Pooja in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
Dil mein basayi thi tasvir mita dena by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
kis khataa par mitaa gaya... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard
KhezaaN se pahle mitaa di bahaar ki soorat...Sadiq Rizvi by Sadiq Rizvi in Ghazals
dil se mitaa na dena by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: September 04, 2012, 02:41:44 PM »
good
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #2 on: September 04, 2012, 03:59:27 PM »

Itna Aasaan Nahi Laut Aana, Mohabbat Ke Safar Mein,.
Kadam Uthaane Se Pehle, Dil Ko Zara Samjhaa Dena,. Clapping Smiley Clapping Smiley

Uth-Ti Hain Zamaane Ki Ungliyaan, Chaahne Waalon Par,.
Ishq Ke Bazaar Mein Utro, To Keemat Apni Giraa Dena,.

Koi Humdard Nahi Rehta Apna, Dil Jab Toot Jaaye To,.
Pattharon Ke Beech Is Dil Ko Bhi Patthar Banaa Dena,.

Hasegi Duniya, Mohabbat Mein Jab Tum Haaroge "Azeem,.
Haar Ne Se Pehle Khudko Mohabbat Mein Mitaa Dena,.

Yaad Kare Tumhaari Wafaao Ko Wo, Tumhaare Baad To Kya,.
Tum Us Par Apni Saari Wafaaon Ko, Lutaa Dena,.

Hoti Nahi Mohabbat Aasaan, Jitna Log Samajhte Hain,.
Marne Se Pehle Zamaane, Ye Baat Bataa Dena,.

-Azeem Aarzu,.


naaaaaaaaaaice
Logged
laaiba
Guest
«Reply #3 on: September 04, 2012, 05:23:19 PM »
bohat khoob.....
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #4 on: September 04, 2012, 05:39:52 PM »
bahut bahut khoob Azeem sahab.. Usual Smile

Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: September 04, 2012, 05:50:06 PM »
Azeem Sahaab Aadaab!


kia kahne janab badi dil ki gehrai se kalaam kahi hai...
Har ashaar meiN gazab ki gehrai aur umdaa shayri ka
muzahera kiya hai... Usual Smile

In khoob ahsaas O khayaal par aur umdaa ashaaroN par
humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye..


Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...
Khuda hafez.. Usual Smile                   





Itna Aasaan Nahi Laut Aana, Mohabbat Ke Safar Mein,.
Kadam Uthaane Se Pehle, Dil Ko Zara Samjhaa Dena,.

Bahut khoob janab achcha sher hai daad...                   

Uth-Ti Hain Zamaane Ki Ungliyaan, Chaahne Waalon Par,.
Ishq Ke Bazaar Mein Utro, To Keemat Apni Giraa Dena,.

Masha Allaah is sher ke kia kahne janab...
Waqai shaayri ki hai aapne.. gazab ka khayaal aur umda
adaaygi... behad khoob hazaaroN dili daad O mubbarakbad
is sher ke liye... Usual Smile                   


Koi Humdard Nahi Rehta Apna, Dil Jab Toot Jaaye To,.
Pattharon Ke Beech Is Dil Ko Bhi Patthar Banaa Dena,.

Bahut khoob daad daad....                   

Hasegi Duniya, Mohabbat Mein Jab Tum Haaroge "Azeem,.
Haar Ne Se Pehle Khudko Mohabbat Mein Mitaa Dena,.

WaaH kia kahne janab bahut khoob daad...                   

Yaad Kare Tumhaari Wafaao Ko Wo, Tumhaare Baad To Kya,.
Tum Us Par Apni Saari Wafaaon Ko, Lutaa Dena,.

Bahut khoob janab bahut khoob... daad daad daad                   

Hoti Nahi Mohabbat Aasaan, Jitna Log Samajhte Hain,.
Marne Se Pehle Zamaane, Ye Baat Bataa Dena,.

Bahut khoob daad...                   

-Azeem Aarzu,.

Logged
suman59
Guest
«Reply #6 on: September 05, 2012, 12:13:40 AM »

Itna Aasaan Nahi Laut Aana, Mohabbat Ke Safar Mein,.
Kadam Uthaane Se Pehle, Dil Ko Zara Samjhaa Dena,.

Uth-Ti Hain Zamaane Ki Ungliyaan, Chaahne Waalon Par,.
Ishq Ke Bazaar Mein Utro, To Keemat Apni Giraa Dena,.

Koi Humdard Nahi Rehta Apna, Dil Jab Toot Jaaye To,.
Pattharon Ke Beech Is Dil Ko Bhi Patthar Banaa Dena,.

Hasegi Duniya, Mohabbat Mein Jab Tum Haaroge "Azeem,.
Haar Ne Se Pehle Khudko Mohabbat Mein Mitaa Dena,.

Yaad Kare Tumhaari Wafaao Ko Wo, Tumhaare Baad To Kya,.
Tum Us Par Apni Saari Wafaaon Ko, Lutaa Dena,.

Hoti Nahi Mohabbat Aasaan, Jitna Log Samajhte Hain,.
Marne Se Pehle Zamaane, Ye Baat Bataa Dena,.

-Azeem Aarzu,.


bahut bahut khoob likha hai aapne azeem aarzu jee
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: September 05, 2012, 02:43:19 AM »
bahut khoob
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #8 on: September 05, 2012, 03:25:34 AM »
b ahut khoob azeem ji accha qalaam hai daad qabool kijiye .........  . Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #9 on: September 05, 2012, 05:06:49 AM »
Bahut khoob Azeem jee
2nd sher..laajavaab
Applause Applause
Logged
Dil Shah
Guest
«Reply #10 on: September 05, 2012, 05:31:23 AM »
wahhhhhhhhhhhhhhh kya baaaat he ...........
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: September 05, 2012, 08:59:02 AM »
Applause Applause Applause bahut khoob Azeem ji...!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: September 06, 2012, 11:47:03 AM »
good

Thank You,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: September 06, 2012, 11:47:34 AM »
naaaaaaaaaaice

Thanks,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: September 06, 2012, 11:49:13 AM »
bohat khoob.....

Shukriya Laiba Ji,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:21:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer