*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
<>*Khudse chhup chhupkar*<>
Aankhen rahi num par lub muskurate rahe Tere liye saajan hum har pal gungunate rahe
Lakeerein aansunon ki ban gai jab hamare chehre par Hum ye chehra ghunghat me tab chhupate rahe
Kuch haseen lamhon ki yadon me jikar Hum har pal maut se daaman bachate rahe
Apno k bich rehte rahe ajnabee se Ajnabeeyon ko har pal apna bnate rahe
Natkhat shaitaan muskurahut bikher apne chehre par Hum khudko hi khud se chhupate rahe
Bheege takiye ko jab dekha aadhi nind me jaagkar Tab jaana k khudse chhup chhupkar hum kitne ashk bahate rahe.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rahi2001
Maqbool Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:5 days, 19 hours and 8 minutes.
ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•
Posts: 745 Member Since: Nov 2008
|
|
«Reply #1 on: July 26, 2010, 07:50:27 AM » |
|
<>*Khudse chhup chhupkar*<>
Aankhen rahi num par lub muskurate rahe Tere liye saajan hum har pal gungunate rahe
Lakeerein aansunon ki ban gai jab hamare chehre par Hum ye chehra ghunghat me tab chhupate rahe
Kuch haseen lamhon ki yadon me jikar Hum har pal maut se daaman bachate rahe
Apno k bich rehte rahe ajnabee se Ajnabeeyon ko har pal apna bnate rahe
Natkhat shaitaan muskurahut bikher apne chehre par Hum khudko hi khud se chhupate rahe
Bheege takiye ko jab dekha aadhi nind me jaagkar Tab jaana k khudse chhup chhupkar hum kitne ashk bahate rahe.........
hammmmmmmmm kasam se kasak ji bahut khub likha hai aapne tarif ke shabd nahi hai magar jawab hazir hai na chupo khud se jyada meri bahon me sama jao roko aansuon ko apne is gam ko kahin baha jao mai tumhara tha tumhara hu rahunga tumhara sada aao mere pyaar ki barish me naha jao
nahi hai koi bhi ab gair is mohhabbat ki duniya me bant lo khushi sab se sab ko apna bana jao
raho na ajnabi ban kar yahan apno ke bich me laga lo gale sabko aur dil me sama jao
na bikhrao jhoti muskurahat ko is cherey par chura lo chand ki hansi use cherey par saja jao
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
jasbirsingh
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 26, 2010, 08:02:48 AM » |
|
wah wah kasak ji and rahi ji.. bahut bahut bahut khoob
jasbir singh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #4 on: July 26, 2010, 08:12:06 AM » |
|
hammmmmmmmm kasam se kasak ji bahut khub likha hai aapne tarif ke shabd nahi hai magar jawab hazir hai na chupo khud se jyada meri bahon me sama jao roko aansuon ko apne is gam ko kahin baha jao mai tumhara tha tumhara hu rahunga tumhara sada aao mere pyaar ki barish me naha jao
nahi hai koi bhi ab gair is mohhabbat ki duniya me bant lo khushi sab se sab ko apna bana jao
raho na ajnabi ban kar yahan apno ke bich me laga lo gale sabko aur dil me sama jao
na bikhrao jhoti muskurahat ko is cherey par chura lo chand ki hansi use cherey par saja jao khubsurat bht hi umda jawab raahi ji....dil khush kar dida ji .... maza aagaya aapke reply padh k
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 26, 2010, 09:54:29 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 26, 2010, 10:46:19 AM » |
|
Bahut khoob kasak ji....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #7 on: July 26, 2010, 11:18:57 AM » |
|
bht khubb kaha hai koyal behna tumne....lekinkuch advice hamari bhi lelo...
dimag ki na sun sirf dil ki sun sakhee dimag ka kaam to rishte bigadna hai
ye dil hi hai jo sahi galat samjhata hai yehi to kachche dhaage ko majboot bandhan banata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #8 on: July 26, 2010, 02:24:38 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #9 on: July 26, 2010, 03:11:37 PM » |
|
<>*Khudse chhup chhupkar*<>
Aankhen rahi num par lub muskurate rahe Tere liye saajan hum har pal gungunate rahe
Lakeerein aansunon ki ban gai jab hamare chehre par Hum ye chehra ghunghat me tab chhupate rahe
Kuch haseen lamhon ki yadon me jikar Hum har pal maut se daaman bachate rahe
Apno k bich rehte rahe ajnabee se Ajnabeeyon ko har pal apna bnate rahe
Natkhat shaitaan muskurahut bikher apne chehre par Hum khudko hi khud se chhupate rahe
Bheege takiye ko jab dekha aadhi nind me jaagkar Tab jaana k khudse chhup chhupkar hum kitne ashk bahate rahe.........
Aansuo Se Uchal kar bahaar Aao Naa... Dil Ke pathar Ko pighaal kar Bahaar Aao Naa..
Dard Ka Aks Liye Dil mein Kab Tak Phirte Rahoge!!! Kabhi Dard Ke Aaene Se bhi Nikal kar bahaar Aao Naa..
Dekho Aaj Tumhe Koi Apna Bulaa Raha Hai!!! Sab Baaton ko bhoolakar bahaar Aao Naa...
Kehne Ko Har Rishta Aziz Hai iss Jahaan mein!!! Par Kuch Naye Rishto ko Sawaar kar Bahaar Aao Naa....
Paani mein Rehkar Tadap Ko Kaise Samjhegi Ek machli, Tadap Ko Samajhne Ke Liye Kabhi Paani Se Nikalkar Bahaar Aao Naa...
Khud Ko Khud Se chupaakar Kya Haasil!!! Kabhi Yuhi Dil Ko Apne Behlaakar Bahaar Aao Naa...
"Khwaish" Sirf Ek Ajnabi Hai Tere Liye!!! Par Iss Ajnabi Ko Kabhi Apna Samajhkar Bahaar Aao Naa...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #10 on: July 26, 2010, 03:19:26 PM » |
|
aahaaaaaaaa.......kya kaha hai khwaish ji aapne.....dil ko chhu gai aapki last line....
iska reply jarur dungi..wait ji wait.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #12 on: July 26, 2010, 05:16:38 PM » |
|
Aansuo Se Uchal kar bahaar Aao Naa... Dil Ke pathar Ko pighaal kar Bahaar Aao Naa..
Dard Ka Aks Liye Dil mein Kab Tak Phirte Rahoge!!! Kabhi Dard Ke Aaene Se bhi Nikal kar bahaar Aao Naa..
Dekho Aaj Tumhe Koi Apna Bulaa Raha Hai!!! Sab Baaton ko bhoolakar bahaar Aao Naa...
Kehne Ko Har Rishta Aziz Hai iss Jahaan mein!!! Par Kuch Naye Rishto ko Sawaar kar Bahaar Aao Naa....
Paani mein Rehkar Tadap Ko Kaise Samjhegi Ek machli, Tadap Ko Samajhne Ke Liye Kabhi Paani Se Nikalkar Bahaar Aao Naa...
Khud Ko Khud Se chupaakar Kya Haasil!!! Kabhi Yuhi Dil Ko Apne Behlaakar Bahaar Aao Naa...
"Khwaish" Sirf Ek Ajnabi Hai Tere Liye!!! Par Iss Ajnabi Ko Kabhi Apna Samajhkar Bahaar Aao Naa...
AAJ TUMNE JO DOSTI KA HATH BADHAYA EK HUMRAAZ EK DOST NAYA PAAYA
BAITHKAR PAS TUMHARE KUCH GUFTAGU KI DIL K BOJH KO KUCH KUCH HALKA PAYA
KEHNE KO BHT HAIN KAREEB MERE EE DOST LEKIN TERE SATH ME EK ALAG APNAPAN PAYA
KHUDKO BHULAKAR JEE RAHI THI MAIN ISS JAHAN ME AAJ SATH TERE REHKAR KHUDKO FIR EK NAYE RUUP ME PAYA...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #14 on: July 27, 2010, 04:29:21 AM » |
|
shukriya KLASKAR JI k aapne itne pyaar se ise padha aur mehsuss kiya..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|