<>*khudse duurr kar diya*<>

by *KasaK*....Dil Ki on August 20, 2010, 04:43:27 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1195 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
<>*khudse duurr kar diya*<>


Muskurahut  dekar mere labon ko
Tune kyun aankhon ko meri num kar diya
Mehandi se saja kar mere hathon ko
Ek pal me kyun mujhe berang kar diya

Khilta tha rang mere chaehre ka
Sirf teri muskan dekhne se
Kyun tune udaasi ki chaadar se chehra chhupakar
Mere chamakte chehre ko benuur kar diya

Kehti to thi main har baat tumse sanam
Apne dil ki apne har gum ki khushi ki
Kyun tune aaj kuch na kaha mujhse
Kyun sanam tumne mujhe khudse duurr kar diya...!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kya diya?? by Bhavesh in Shayri-E-Dard
Ya Gham Na Diya Hota, Ya Dil Na Diya Hota by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Bada Tanhaa Hoon Khudse.. by Alam Qazi in Shayri for Dard -e- Judai
Pathar bana diya mujhe rone nahin diya ... by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
<>*Khudse chhup chhupkar*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
cara
Guest
«Reply #1 on: August 20, 2010, 05:18:10 AM »
WAH KYA BAAT HAI      KASAK....DIL KI JI.....

AISA BHI KYA HUA MUJHSE- TUJHSE NA MILNE SE MAJBOOR KAR DIYA
KYA HUI MUJHSE SANAM KHATA- BATA KYU MUJHKO KHUDSE DUURR KAR DIYA...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #2 on: August 20, 2010, 05:25:49 AM »
WAH KYA BAAT HAI      KASAK....DIL KI JI.....

AISA BHI KYA HUA MUJHSE- TUJHSE NA MILNE SE MAJBOOR KAR DIYA
KYA HUI MUJHSE SANAM KHATA- BATA KYU MUJHKO KHUDSE DUURR KAR DIYA...

bht pyara jawab cara ji.......thnx for liking my poem
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 20, 2010, 06:13:48 AM »
wah di kya baaaaaaaaaaaat haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

aap ko mera salaaaaaaaaaaaaaaammmmmmmmm


gm di
have a nice and wonderfull day
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: August 20, 2010, 09:21:01 AM »
bahut pyaari kavita likhi hai aapne kasak ji... bahut hi khoob...!!!  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


aankhen meri nam hain aaj,
inki wajah bewajah nahi,
tumhe dekh muskuraate the,
aaj tum hi mere sang nahi,

tumhe rote huye dekh sakte nahi the,
tumse juda hoke ji sakte nahi the,
aaj jab doli uthi tumhaare ghar se,
tumhaare apno me bas hum apne nahi the,

armaan tha  barso se mere dil ka,
haathon ko tumhaare ranga dekhne ka,
aaj rang to hai mehendi ka,
par hai wo kisi aur ke naam ka,

chaaha tha jise khud se badhkar,
aaj wo chahat hamaari na rahi,
maang me tumhaare kisi aur ke naam ka sindoor hai,
kal tak tum hamaari thi aur aaj hamaari na rahi...
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #5 on: August 30, 2010, 10:29:32 AM »
<>*khudse duurr kar diya*<>


Muskurahut  dekar mere labon ko
Tune kyun aankhon ko meri num kar diya
Mehandi se saja kar mere hathon ko
Ek pal me kyun mujhe berang kar diya

Khilta tha rang mere chaehre ka
Sirf teri muskan dekhne se
Kyun tune udaasi ki chaadar se chehra chhupakar
Mere chamakte chehre ko benuur kar diya

Kehti to thi main har baat tumse sanam
Apne dil ki apne har gum ki khushi ki
Kyun tune aaj kuch na kaha mujhse
Kyun sanam tumne mujhe khudse duurr kar diya...!!!

BAHUT KHOOB BAYAN-E-DARD...HAI KASAK JI
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #6 on: August 30, 2010, 10:33:08 AM »
BAHUT KHOOB BAYAN-E-DARD...HAI KASAK JI

shukriya MB ji..aapne ise padha aur pasand kiya....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: August 30, 2010, 10:33:39 AM »
<>*khudse duurr kar diya*<>


Muskurahut  dekar mere labon ko
Tune kyun aankhon ko meri num kar diya
Mehandi se saja kar mere hathon ko
Ek pal me kyun mujhe berang kar diya

Khilta tha rang mere chaehre ka
Sirf teri muskan dekhne se
Kyun tune udaasi ki chaadar se chehra chhupakar
Mere chamakte chehre ko benuur kar diya

Kehti to thi main har baat tumse sanam
Apne dil ki apne har gum ki khushi ki
Kyun tune aaj kuch na kaha mujhse
Kyun sanam tumne mujhe khudse duurr kar diya...!!!

Bahut khoob Anamika Ji
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #8 on: August 30, 2010, 10:40:06 AM »
Bahut khoob Anamika Ji

thnx sir ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:59:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer