Khush hun ki nigaahon me chhupe hain aasun

by @Kaash on April 08, 2013, 04:09:10 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1319 times)
@Kaash
Guest





Khush hun ki nigaahon me chhupe hain aasun
warna  raaton ki deewaron pe saje hain aasun


Aadmi hai khilauna apne hi jee ka yaaron
hasrat ki aandhiyon se jale hain aasun




Gham shay hai koi aisi jo lagti nahi paraayi
babul se jab bichhadtii chubhe hain aasun




Ulfat ke daayre sabhi ishq nahi hote
maa ke dabe aanchal me dabe hain aasun




Bhooli hui kitaaben ,bikhre hue se panne
kuch harf hain adhoore,kahte hain aasun


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khush hain hum Dil torwa kar..... by Mohammad Najib in Shayeri for Dard -e- Bewafai
wo kahte hain khush hun main by Imdad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
KHUSH HAIN AAJ WOH by saahill in Miscellaneous Shayri
AAJ BAHUT KHUSH HAIN HUM.........K@HIN@@R by Kohinoor in Shayri-E-Dard
hum khush hain by Tuhina in Shairi - E - Zindagi
khujli
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2013, 04:10:23 PM »


Khush hun ki nigaahon me chhupe hain aasun
warna  raaton ki deewaron pe saje hain aasun


Aadmi hai khilauna apne hi jee ka yaaron
hasrat ki aandhiyon se jale hain aasun



Gham shay hai koi aisi jo lagti nahi paraayi
babul se jab bichhadtii chubhe hain aasun




Ulfat ke daayre sabhi ishq nahi hote
maa ke dabe aanchal me dabe hain aasun




Bhooli hui kitaaben ,bikhre hue se panne
kuch harf hain adhoore,kahte hain aasun

[/sup]



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 08, 2013, 04:28:45 PM »





Khush hun ki nigaahon me chhupe hain aasun
warna  raaton ki deewaron pe saje hain aasun


Aadmi hai khilauna apne hi jee ka yaaron
hasrat ki aandhiyon se jale hain aasun




Gham shay hai koi aisi jo lagti nahi paraayi
babul se jab bichhadtii chubhe hain aasun




Ulfat ke daayre sabhi ishq nahi hote
maa ke dabe aanchal me dabe hain aasun




Bhooli hui kitaaben ,bikhre hue se panne
kuch harf hain adhoore,kahte hain aasun




Bahut Bahut Khoooooob kaash ji..

Bahut Accha laga Aapko Iss mehfil Mein Dekh kar....


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: April 08, 2013, 06:39:13 PM »





Khush hun ki nigaahon me chhupe hain aasun
warna  raaton ki deewaron pe saje hain aasun


Aadmi hai khilauna apne hi jee ka yaaron
hasrat ki aandhiyon se jale hain aasun




Gham shay hai koi aisi jo lagti nahi paraayi
babul se jab bichhadtii chubhe hain aasun




Ulfat ke daayre sabhi ishq nahi hote
maa ke dabe aanchal me dabe hain aasun




Bhooli hui kitaaben ,bikhre hue se panne
kuch harf hain adhoore,kahte hain aasun



bahot khoob Applause Applause Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #4 on: April 08, 2013, 06:50:41 PM »
bahut acha likha hai aapne @Kaash jee
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #5 on: April 08, 2013, 06:54:06 PM »
Bahot khoob..... kaash ji
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #6 on: April 08, 2013, 07:32:33 PM »
bahut khoob, dhero dad
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: April 09, 2013, 12:02:21 AM »
Bhooli hui kitaaben ,bikhre hue se panne
kuch harf hain adhoore,kahte hain aasun

bahut badhiya..laajavaab


Logged
sbechain
Guest
«Reply #8 on: April 09, 2013, 03:01:06 AM »





Khush hun ki nigaahon me chhupe hain aasun
warna  raaton ki deewaron pe saje hain aasun


Aadmi hai khilauna apne hi jee ka yaaron
hasrat ki aandhiyon se jale hain aasun




Gham shay hai koi aisi jo lagti nahi paraayi
babul se jab bichhadtii chubhe hain aasun




Ulfat ke daayre sabhi ishq nahi hote
maa ke dabe aanchal me dabe hain aasun




Bhooli hui kitaaben ,bikhre hue se panne
kuch harf hain adhoore,kahte hain aasun




wah wah wah............!
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #9 on: August 29, 2013, 01:32:25 AM »
Aap sabhi ne izzat afzai ki,tahe dil se shukrguzaar hun!
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #10 on: August 29, 2013, 01:48:43 AM »
Dard ki dahliz par baitha to thodi der ko tha,ye kya hua ki wahin maine ghar bana liya
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #11 on: August 29, 2013, 01:51:31 AM »
Dil ne bhi dard ko mohabbat yun bakshi,zakhm dene walon ko pehle dua di!
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #12 on: August 29, 2013, 01:59:37 AM »
Bhool raha hun kuchh rah rak k sochta tha, mila ghamon se to malum hua gham bhi mujhe yaad kar rahe the
Logged
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
«Reply #13 on: August 29, 2013, 02:09:54 AM »
Bohot khob kaasi ji.
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #14 on: August 29, 2013, 02:19:16 AM »
Mast ji shukriya,mast rahen!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:41:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.171 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer