Khushiyaa Bohat Manayee....(Ghayel)

by sajid_ghayel on March 10, 2009, 08:03:10 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1164 times)
sajid_ghayel
Guest
Meri zindagi na aayee, meri maut kam aayee
Meri mayyat pe sabne khushiyaa bohat manayee

Meri wafa na aayee, teri bewafaiee kam aayee
Tujhe mehfilo ne pooja humko mili bohat tanhaiee

Mere zakhm na aaye, teri baddua kam aayee
Badhta raha jab dard mera tu bohat muskurayee

Ghazal GHAYEL ki na aayee teri tukbandi kam aayee
Chend dad mili humko tujhe shehar bhar se bohat wah_ wahi

-Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
BOHAT KUCH HOTA.........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Bohat Gussa Hain..........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Aakho ka Pani bohat hain.......( Ghayel ) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Khuda bohat hai......( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Bohat dhuaa hoga.....( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: March 10, 2009, 08:32:52 AM »
very nice lines,keep it up,muhaaaaaaaaaaaaa
madhuwesh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 10, 2009, 08:54:00 AM »
Meri zindagi na aayee, meri maut kam aayee
Meri mayyat pe sabne khushiyaa bohat manayee

Meri wafa na aayee, teri bewafaiee kam aayee
Tujhe mehfilo ne pooja humko mili bohat tanhaiee

Mere zakhm na aaye, teri baddua kam aayee
Badhta raha jab dard mera tu bohat muskurayee

Ghazal GHAYEL ki na aayee teri tukbandi kam aayee
Chend dad mili humko tujhe shehar bhar se bohat wah_ wahi

-Sajid Ghayel-

Bohat Achche Sajid Bhaiya, Nice One,.
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #3 on: March 10, 2009, 09:53:57 AM »
ise padh kar kuch ek jakhm phir se hare ho gaye,
anyways its really too good. Usual Smile
Logged
salma786
Guest
«Reply #4 on: March 10, 2009, 03:30:41 PM »
Meri zindagi na aayee, meri maut kam aayee
Meri mayyat pe sabne khushiyaa bohat manayee

Meri wafa na aayee, teri bewafaiee kam aayee
Tujhe mehfilo ne pooja humko mili bohat tanhaiee

Mere zakhm na aaye, teri baddua kam aayee
Badhta raha jab dard mera tu bohat muskurayee

Ghazal GHAYEL ki na aayee teri tukbandi kam aayee
Chend dad mili humko tujhe shehar bhar se bohat wah_ wahi

-Sajid Ghayel-

Bahot khoob Sajid ji Applause Applause Applause

choti si gustakhi kar rahi hu maaf karna Thumbs UP


Meri diwangi ki had to dekhte,
Jitna chaha unhe utni zillat payi!

Jo kiya karte hai ishq ke daawe,
Unse hume bas mili ruswaai!

Jis mehfil ne unhe saraha humse,
Ab hamari tarife unhe raas na ayi!

Jab andheron me hume chod gaye akele,
Ab kehte hai humse mili tanhayi!

Zakhmo ko hamare kuredte hi gaye,
Par humse marham ki aas lagayi!

Ghayel karte gaye hamari rooh ko,
Par "Ghayel" ban ke logo se unhe mili Wah-Wahi!







Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: March 11, 2009, 07:06:42 AM »
very nice lines,keep it up,muhaaaaaaaaaaaaa
madhuwesh

Thank You so much sweet heart, what is this muhaaaaaa is it the Fiji way to say wahhhh  DOH any way muhaaaaaaaaaa from me too.  Giggle
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: March 11, 2009, 08:25:33 AM »
Bohat Achche Sajid Bhaiya, Nice One,.

Bohat bohat shukriyaa Chote.......

ise padh kar kuch ek jakhm phir se hare ho gaye,
anyways its really too good. Usual Smile

Tumhare zakhm hare hue meri koshish kamyaab hui, hum shayro ko aur kam kya hain ya to logho ke zakhm bharna ya unhe aur hara karna.

Bahot khoob Sajid ji Applause Applause Applause

choti si gustakhi kar rahi hu maaf karna Thumbs UP


Meri diwangi ki had to dekhte,
Jitna chaha unhe utni zillat payi!

Jo kiya karte hai ishq ke daawe,
Unse hume bas mili ruswaai!

Jis mehfil ne unhe saraha humse,
Ab hamari tarife unhe raas na ayi!

Jab andheron me hume chod gaye akele,
Ab kehte hai humse mili tanhayi!

Zakhmo ko hamare kuredte hi gaye,
Par humse marham ki aas lagayi!

Ghayel karte gaye hamari rooh ko,
Par "Ghayel" ban ke logo se unhe mili Wah-Wahi!



Beautiful work Salma, tumhara jawab padhkar bohat khushi hui.  Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: May 14, 2009, 02:31:51 AM »
Meri zindagi na aayee, meri maut kam aayee
Meri mayyat pe sabne khushiyaa bohat manayee

Meri wafa na aayee, teri bewafaiee kam aayee
Tujhe mehfilo ne pooja humko mili bohat tanhaiee

Mere zakhm na aaye, teri baddua kam aayee
Badhta raha jab dard mera tu bohat muskurayee

Ghazal GHAYEL ki na aayee teri tukbandi kam aayee
Chend dad mili humko tujhe shehar bhar se bohat wah_ wahi

-Sajid Ghayel-

Nice and very touchy...
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: May 14, 2009, 02:32:48 AM »

Zakhmo ko hamare kuredte hi gaye,
Par humse marham ki aas lagayi!

Ghayel karte gaye hamari rooh ko,
Par "Ghayel" ban ke logo se unhe mili Wah-Wahi!


Bahut khoob Salma dear... Really superb  Thumbs UP
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: May 14, 2009, 02:59:56 AM »

Zakhmo ko hamare kuredte hi gaye,
Par humse marham ki aas lagayi!

Ghayel karte gaye hamari rooh ko,
Par "Ghayel" ban ke logo se unhe mili Wah-Wahi!


Bahut khoob Salma dear... Really superb  Thumbs UP

very touching roja jee...
Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: May 14, 2009, 03:12:22 PM »
Meri zindagi na aayee, meri maut kam aayee
Meri mayyat pe sabne khushiyaa bohat manayee

Meri wafa na aayee, teri bewafaiee kam aayee
Tujhe mehfilo ne pooja humko mili bohat tanhaiee

Mere zakhm na aaye, teri baddua kam aayee
Badhta raha jab dard mera tu bohat muskurayee

Ghazal GHAYEL ki na aayee teri tukbandi kam aayee
Chend dad mili humko tujhe shehar bhar se bohat wah_ wahi

-Sajid Ghayel-

Bohot Khoob Sajid Ji Applause Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: May 14, 2009, 03:13:04 PM »
Bahot khoob Sajid ji Applause Applause Applause

choti si gustakhi kar rahi hu maaf karna Thumbs UP


Meri diwangi ki had to dekhte,
Jitna chaha unhe utni zillat payi!

Jo kiya karte hai ishq ke daawe,
Unse hume bas mili ruswaai!

Jis mehfil ne unhe saraha humse,
Ab hamari tarife unhe raas na ayi!

Jab andheron me hume chod gaye akele,
Ab kehte hai humse mili tanhayi!

Zakhmo ko hamare kuredte hi gaye,
Par humse marham ki aas lagayi!

Ghayel karte gaye hamari rooh ko,
Par "Ghayel" ban ke logo se unhe mili Wah-Wahi!









Nice reply Salma
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:32:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer