Khushiyon Ki Zyada Mohallat Kyun Nahi,.

by Jaanasheen on October 30, 2009, 06:45:50 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2867 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kabhi Kabhi, Hum Bohat Kuch Paane Ki Chahat Kar Baith Te Hain,.
Ye Bhoolkar Ke Hamaare Hisse Wo Cheez Nahi, Jiski Hum Tamanna Karte hain,.
Kuch Aisa Hi Waqai Mere saath Guzra, Jisko Zehan Mein Rakhkar Kuch LIkhne Ki Koshish Ki hai,.
Ye Kaisa Naseeb Main Lekar Aaya Hoon,.
Apne Saath Sirf Ranj-o-Gham Laaya Hoon,.

Sab Hain Saath, Magar Phir Bhi Akela Hoon,.
Sachcha Rishta Shayad Jhooton Se Banaaya Hoon,.

Ab Kaun Kare Parwa Meri, Kise Mujhse Wasta Hai,.
Main To Khaali Shehar Hoon Aise, Jiska Sunaa Raasta Hai,.


Mukhtasar Nahi Hai Din Mera, Na Choti Meri Raatein Hain,.
Jinhe Haal Sunaata Hoon, Wo Kehte Hain Ye Bekaar Baatein Hain,.

Kyun Milta Nahi Bechain Dil Ko Sukoon Mere,.
Kyun Har Waqt Mujhe Ghere Hue Hain Andhere,.

Kab Tak Dukh Main Sehta Rahoonga,.
Kab Tak Sabse Haal Ye Kehta Rahoonga,.

Kab Tak Nahi Milega Koi Theekaana Mujhe,.
Kab Tak Padega, In Ghamon Ko Chupaana Mujhe,.

Kyun Mere Rab, Tu Mujhse Khafaa Hai,.
Kyun Is Choti Zindagi Ko Itni Badi Sazaa Hai,.

Kyun Hota Hai Andhera, Ujaala Dekhne Se Pehle,.
Kyun Anhoni Ho Jaati Hai, Kuch Achcha Sochne Se Pehle,.

Kyun Meri Khushiyon Ki Zyaada Mohallat Nahi Hai,.
Kyun Meri Is Jahaan Ko Zaroorat Nahi Hai,.

Kyun Ya Rab Mera Jahaan Veeraan Hai,.
Kyun Ya Rab, AzeemItna Pareshaan Hai,.

-Azeem-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aarzoo ab jine ki zyada nahi hai, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
------------- KYUN AATA NAHI ----------------- by sshama in Shayri for Khumar -e- Ishq
kyun hum-tum nahi milte by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
~Kyun Nahi Hai~ by khushi4pari in Shayri-E-Dard
Agar Rishte Sache Ho To Zyada Sambhalne Nahi Padte! by rsd4u in Shayri for Khumar -e- Ishq
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: October 30, 2009, 06:52:28 AM »
Bahut bahut khoob Azeem bhai ,aapke kavita padke aisa laga meri kahani likh diya aapne.very touching  mindblowing creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause tearyeyed
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: October 30, 2009, 09:23:28 AM »
Bahut bahut khoob Azeem bhai ,aapke kavita padke aisa laga meri kahani likh diya aapne.very touching  mindblowing creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause tearyeyed
Shukriya Madhuwesh Sis,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: October 30, 2009, 10:54:41 AM »


Ek Pakiza Mohabbat Ke Talabgar The Hum..
Azma Ker Tho Dekhte Bohut Wafadar The Hum..
Hum Ne Kabhi Daman Mai Khushyon Ko Sametna Chaha..
Shayed Issi Khwahish Ke Gunhagar The Hum..

-NM-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: October 30, 2009, 11:44:20 AM »
nice creation... ;((
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 30, 2009, 11:46:12 AM »
nice creation... ;((
Shukriya,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #6 on: October 30, 2009, 11:57:52 AM »
Shukriya,.
....
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #7 on: October 31, 2009, 07:22:20 AM »
Nice and Excellent Cration Azeem Ji
Logged
FArah
Guest
«Reply #8 on: November 02, 2009, 05:14:56 PM »
nice bhai,lajawb h
Logged
DhavalRami
Guest
«Reply #9 on: November 03, 2009, 07:20:53 PM »
azeem saaHeb:

Aadaab!

achhe Khayaalaat aur achchhi koShiSh! liKhate raheN yuuNhi.. daad!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:01:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer