"Khwaish" Ek Maut Hi Haqeeqat Hai!!!!!!!!

by khwaish on December 22, 2011, 04:01:34 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 16835 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
"Ek Muddat Ke Baad Humne Yeh Jaana Hai Eh Khuda.!!!!!!
Ek Teri Zaat Se Ishq Sacha Hai Baaki sab Afsaane Hai"


kehte Hai Zindagi ka Sabse Bada Sach
Jissse Khud Zindagi Nahi Mukhar Paati Woh "MAUT" Hai..
yeh Ek Sach hai Jisse Har Insaan Ko Maana padhta hai..
Chaahe Woh Lakh Upyog Karle Par iss Haqeeqat Se
Usse Roobaroo Hona Hi padhta Hai, Isse Koi bachaav nahi..
Kuch Zindagi se Juudi Haqeeqat Likhna Chaahta Hoon......
Waqt Zaroor Dijiyega




Kuch Pal Kuch Lamho Ka Yeh Rishte-Naate Hai
Kaun hai Woh Jo Kabhi Lautkar Vaapas Aate haI

Apni Saansein Bhi Jaise Ek Karz Hai...!!!!
Naa Jaane kab tak yeh Karz Hum Chuka Paate Hai

Bhai, Dost, Rishtedariyan Yeh Sab Duniyavi hai
Akhir mein Karmo ka Lekha Hi Hum Waha Sunaate Hai

Aaj Mujhe Marta Dekh yeh Sab Ro Rahe Hai...!!!!
Par Yeh Bhi Ek Daur hai,Waqt-Bewaqt Guzar jaate Hai

Kal Main Sirf Tasveeron Mein Nazar Aaunga!!!!!!!
Aur Tasveerein kaha Kabhi Kuch Bol Paate hai

Dukh-Sukh Dard-Khushi yeh sab Insaani Jazbe hai
Inn jazbaton ke Dam Par Hi hum Safar kar Paate hai

Jab Mujhe Koi Yaad Kare Sirf Itna kahe Ke Bhala Insaan tha!
Chehre par Muskurhat Aur Kisi Ke Ashqon Me Hum Jhilmilate Hai

"Khwaish" Ek Maut Hi Haqeeqat Hai Baaki Sab Afsaane
Dekhna Yeh Hai Ke Kya Hum Khuda Ke Kabhi Ho Paate Hai!!!!!

              ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
mkv
Guest
«Reply #1 on: December 22, 2011, 04:24:58 PM »
"Ek Muddat Ke Baad Humne Yeh Jaana Hai Eh Khuda.!!!!!!
Ek Teri Zaat Se Ishq Sacha Hai Baaki sab Afsaane Hai"
Applause

kehte Hai Zindagi ka Sabse Bada Sach
Jissse Khud Zindagi Nahi Mukhar Paati Woh "MAUT" Hai..
yeh Ek Sach hai Jisse Har Insaan Ko Maana padhta hai..
Chaahe Woh Lakh Upyog Karle Par iss Haqeeqat Se
Usse Roobaroo Hona Hi padhta Hai, Isse Koi bachaav nahi..
Kuch Zindagi se Juudi Haqeeqat Likhna Chaahta Hoon......
Waqt Zaroor Dijiyega
sad5 sad5 sad5 sad5



Kuch Pal Kuch Lamho Ka Yeh Rishte-Naate Hai
Kaun hai Woh Jo Kabhi Lautkar Vaapas Aate haI   sad7 sad7

Apni Saansein Bhi Jaise Ek Karz Hai...!!!!
Naa Jaane kab tak yeh Karz Hum Chuka Paate Hai  Applause Applause

Bhai, Dost, Rishtedariyan Yeh Sab Duniyavi hai
Akhir mein Karmo ka Lekha Hi Hum Waha Sunaate Hai  Applause Applause

Aaj Mujhe Marta Dekh yeh Sab Ro Rahe Hai...!!!!
Par Yeh Bhi Ek Daur hai,Waqt-Bewaqt Guzar jaate Hai   crybaby2 crybaby2

Kal Main Sirf Tasveeron Mein Nazar Aaunga!!!!!!!
Aur Tasveerein kaha Kabhi Kuch Bol Paate hai  Is it SO! Is it SO!

Dukh-Sukh Dard-Khushi yeh sab Insaani Jazbe hai
Inn jazbaton ke Dam Par Hi hum Safar kar Paate hai  Applause Applause

Jab Mujhe Koi Yaad Kare Sirf Itna kahe Ke Bhala Insaan tha!
Chehre par Muskurhat Aur Kisi Ke Ashqon Me Hum Jhilmilate Hai  Applause Applause

"Khwaish" Ek Maut Hi Haqeeqat Hai Baaki Sab Afsaane
Dekhna Yeh Hai Ke Kya Hum Khuda Ke Kabhi Ho Paate Hai!!!!!

              ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut khoob Khwaish ji
vaise to ye sacchai hai..aksharshah sach..
Likhte rahiye...
Logged
sarfira
Guest
«Reply #2 on: December 22, 2011, 05:31:26 PM »
awsome
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #3 on: December 22, 2011, 05:36:57 PM »
kya baat...khoob kha aapne...maut toh zindagi ki atal sachaayi h khwaish sahab....kisi ki zindagi ko ye waqt par le jaati h aur kisi ko bewaqt.....aur ab 2012 b aane waala h...dekhte h kya hota h...logon ki sune toh maut mandra rahi h phr bhi duniya bhag rahi h...yahi toh h zindagi aur maut se jude kadwe sach...inn astrologers ki baaton par bhi khuch likhe to mza aaye....2012...zindagi ya maut.....intzaar rahega
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: December 22, 2011, 06:37:32 PM »
Khawahish Jee Aadaab!


Bahut khoob janab kafi umdaa kalaam kahi hai aapne..
KayiN baar maine socha ke is khayaal ko apni zubaaN
meiN anjaam duN par kabhi kalam laraj gayito kabhi lafz
dhalaa gaye..

Khair aapne behad khoob khayaaloN ko bayaaN kiya hai
janab.. Meri dili daad O mubarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Likhate rahiye.. aate rahiye.. Khush O aabaad rahiye..
Khudaa hafez.. Usual Smile



kya baat...khoob kha aapne...maut toh zindagi ki atal sachaayi h khwaish sahab....kisi ki zindagi ko ye waqt par le jaati h aur kisi ko bewaqt.....aur ab 2012 b aane waala h...dekhte h kya hota h...logon ki sune toh maut mandra rahi h phr bhi duniya bhag rahi h...yahi toh h zindagi aur maut se jude kadwe sach...inn astrologers ki baaton par bhi khuch likhe to mza aaye....2012...zindagi ya maut.....intzaar rahega

Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Nikhaar sahibaa Aadaab.. !


Aapki baat badi masoom si lagi so hasi aa gayi..
par aapki is baat par haskar yaa serious lene wali
koi baat nahi.. waise yeH mouzu achcha hai agle saal ke
liye jis par kafi achchi bahas yaa charcha ho sakti hai..

MaiN apni soch kahuN to aik sher maiN arz karta huN..


Aayi thi Qayamat us roz bhi jahaaN meiN
Chal padaa tha jahaaz hazrat e Noo kaa .. Huh?


By acording to bible and Quraan... this is real fact.. but
tab kuch insaan aur har janwaar ki aik jodi ko bachaya gaya tha
taki aage duniyaa qayam rahe... Huh?

Khair Aapka achcha khasa vishwaas lag raha hai 2012 meiN  Is it SO!
Khush rahiye.. aur khudaa par bharosa rakhiye.
Khuda Hafez.. Usual Smile   

Logged
injured.warrior
Guest
«Reply #5 on: December 22, 2011, 06:55:36 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Zindagi ki bahut gahri sachhai bahut saadgi se pesh kar di aapne...bahut umda

Logged
injured.warrior
Guest
«Reply #6 on: December 22, 2011, 07:00:28 PM »
kya baat...khoob kha aapne...maut toh zindagi ki atal sachaayi h khwaish sahab....kisi ki zindagi ko ye waqt par le jaati h aur kisi ko bewaqt.....aur ab 2012 b aane waala h...dekhte h kya hota h...logon ki sune toh maut mandra rahi h phr bhi duniya bhag rahi h...yahi toh h zindagi aur maut se jude kadwe sach...inn astrologers ki baaton par bhi khuch likhe to mza aaye....2012...zindagi ya maut.....intzaar rahega
  DOH  Nikhaar ji:doh:  itna mat ghabraiye...kal kya hoga iske baare me pareshaan hone se achha hai ki aaj ko jiye.. aur rahi astrolgers ki baat to in logo ke pass logo ko darane kae alawa koi doosra kaam nahi hai...inko apna future nahi pata hota.. Laughing hard Laughing hard agar mar bhi gaye to upar mahfil jamayenge... hello
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: December 23, 2011, 04:36:53 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 23, 2011, 06:56:37 AM »
Bahut khoob Khwaish ji
vaise to ye sacchai hai..aksharshah sach..
Likhte rahiye...

Aapka Bahut bahut Shukriya Mkv ji.. icon_flower
Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: December 24, 2011, 08:54:41 AM »
"Ek Muddat Ke Baad Humne Yeh Jaana Hai Eh Khuda.!!!!!!
Ek Teri Zaat Se Ishq Sacha Hai Baaki sab Afsaane Hai"


kehte Hai Zindagi ka Sabse Bada Sach
Jissse Khud Zindagi Nahi Mukhar Paati Woh "MAUT" Hai..
yeh Ek Sach hai Jisse Har Insaan Ko Maana padhta hai..
Chaahe Woh Lakh Upyog Karle Par iss Haqeeqat Se
Usse Roobaroo Hona Hi padhta Hai, Isse Koi bachaav nahi..
Kuch Zindagi se Juudi Haqeeqat Likhna Chaahta Hoon......
Waqt Zaroor Dijiyega




Kuch Pal Kuch Lamho Ka Yeh Rishte-Naate Hai
Kaun hai Woh Jo Kabhi Lautkar Vaapas Aate haI

Apni Saansein Bhi Jaise Ek Karz Hai...!!!!
Naa Jaane kab tak yeh Karz Hum Chuka Paate Hai

Bhai, Dost, Rishtedariyan Yeh Sab Duniyavi hai
Akhir mein Karmo ka Lekha Hi Hum Waha Sunaate Hai

Aaj Mujhe Marta Dekh yeh Sab Ro Rahe Hai...!!!!
Par Yeh Bhi Ek Daur hai,Waqt-Bewaqt Guzar jaate Hai

Kal Main Sirf Tasveeron Mein Nazar Aaunga!!!!!!!
Aur Tasveerein kaha Kabhi Kuch Bol Paate hai

Dukh-Sukh Dard-Khushi yeh sab Insaani Jazbe hai
Inn jazbaton ke Dam Par Hi hum Safar kar Paate hai

Jab Mujhe Koi Yaad Kare Sirf Itna kahe Ke Bhala Insaan tha!
Chehre par Muskurhat Aur Kisi Ke Ashqon Me Hum Jhilmilate Hai

"Khwaish" Ek Maut Hi Haqeeqat Hai Baaki Sab Afsaane
Dekhna Yeh Hai Ke Kya Hum Khuda Ke Kabhi Ho Paate Hai!!!!!

              ~~~~~Khwaish~~~~~



mindblowing, mindblowing, mindblowing.................kya paighaam diya hai khawaish ji aapne...............bahut bahut babhut khoob..........!!



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sbechain
Guest
«Reply #10 on: December 24, 2011, 08:56:33 AM »
  DOH  Nikhaar ji:doh:  itna mat ghabraiye...kal kya hoga iske baare me pareshaan hone se achha hai ki aaj ko jiye.. aur rahi astrolgers ki baat to in logo ke pass logo ko darane kae alawa koi doosra kaam nahi hai...inko apna future nahi pata hota.. Laughing hard Laughing hard agar mar bhi gaye to upar mahfil jamayenge... hello

 Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 24, 2011, 10:11:34 AM »
awsome

Thankyou
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 26, 2011, 01:45:19 PM »
kya baat...khoob kha aapne...maut toh zindagi ki atal sachaayi h khwaish sahab....kisi ki zindagi ko ye waqt par le jaati h aur kisi ko bewaqt.....aur ab 2012 b aane waala h...dekhte h kya hota h...logon ki sune toh maut mandra rahi h phr bhi duniya bhag rahi h...yahi toh h zindagi aur maut se jude kadwe sach...inn astrologers ki baaton par bhi khuch likhe to mza aaye....2012...zindagi ya maut.....intzaar rahega


Pooja....Thankyou Soooooooooooooooooooo Much Jo Aapne Apna Waqt Diya Jo Ki Aaajkal bahut Mushkil Se naseeb Hota hai tongue3

Aur Ji Haan Suune Mein To Yeh Sab Hi Aa raha Hai Ke Shayad 2012 aakhri saal ho Sabki Zindagi ka..Pata Nahi.. Khair..Aapne Jo Astrologers Ki Baat Kahin hai Naa Unn Sab ko main bilkul nahi maanta,Naa Hi Astrologers, Naa Hi Vaastu-saastu..maine meri pichli kalaam mein yeh baat bhi kahin thi ke Inn Andh vishwaaso ko main bilkul nahi maanta..isliye Inn cheezo ke khilaaf zaroor likh sakta hoon par inke Paksh Mein Nahi..

Ab Aaye ho to Aap sabse pehle jaakar meri saari poetries padhiye..samjhe Naa tongue3 tongue3
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:44:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer