KI TUM CHAL DIYE

by Jiya on April 06, 2007, 09:20:32 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 5448 times)
nilesh dave
Guest
«Reply #15 on: April 11, 2007, 05:48:57 PM »
Quote from: "Jiya"

Humne kuchh kaha bhi nahi tha,
Ki tum chal diye

Darde Dil bata bhi na sake the,
Ki tum chal diye

Itne Intzaar ke baad to Deedaar hua tumhaara,
Ki tum chal diye

Izhaare Mohabbat kiya Bhi na tha,
Ki tum chal diye

Abhi to Dum bhi na nikla tha hamaare,
Ki tum chal diye

Abhi Kafan bhi Naseeb na hua tha,
Ki tum chal diye

Zanaaza utha bhi na tha hamaara,
Ki tum chal diye

abhi Dafan bhi na hue the hum,
Ki bas tum chal diye..................Haan Chal Hi Diye.

................................................. ...........................jiya
Code:
AAP JAISA DOST HAR EK KA KHWAB HOTA HAI,
JIN KA EK ALAG ROOWAB HOTA HAI
ASMA ME TARO KA KOI HISAB NAHI HOTA
PAR AAP KE JAISA EK DOST TARO ME AFTAB HOTA HAI

dosti jo ki, use nibana humein ata hai
muskil teri raah mein ho, use hatana humein ata hai
hum wo nahi jo pal mein begane ban jaye
yhe rista dosti ka, humein marne khe baad b nibana ata hai

likhne se pahelo salam karte hai
darde dil se paigam karte hai
ye mat samajna ki bhul gaye hum aapko
yad to hum subah sam karte ha

kabhi waqt mile to humari mehfil mein ayega
begane apne, aur dushman dost ban jateh hain
sirf mohabbat aur use karne walon ka zikr hota hai
jinhe mohabbat mili, vo use shayri mein batate hain

chahat hai kaisi chahat ko pane ki
chahat hai chahat ko azmane ki
aap chaho hame, chahe na chaho
par chahat hai aapki chahat me mit jane ki

chaht se ajj kal baat nahi banti
vaise chaht khe peeche duniya saari hai
chaht hai har us cheej ki, jise najar nhe dekha
haasil kiya har us chaht ko, aise fitrat humari hai

muje dard-e-ishq ka maja malum hai
dard-e-ishq ki inteha malum hai
ishq me muskurane ki dua mat do muje yaro
pal bhar muskurane ki saja malum hai

DOSTI mein kya maaja hai, kya tumhe malum hai
kissi ke intezaar mein kya maaja hai, kya tumhe malum hai
yhe baat samjane se samaj nahi ayegi
dosti mein maarjane mein jo maaja hai.........kya tumhe malum hai

har tarah ke shikwe ko seh lete hai,
zindagi ko yuhi jee lete hai
mila lete hai jinse dosti ka hath
un hatho se phir zehar bhi pee lete hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Naha ke chal diye by sarafz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Chal diye................!!!!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
chal diye........... by purani_jeans_aur_guitar in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
Tum Chal Diye Sab Chorh Kar... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Chal Diye by angel4u in Shayri-E-Dard
harashmahajan
Guest
«Reply #16 on: April 12, 2007, 03:10:30 AM »
Quote from: "Jiya"
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Jiya"
Quote from: "harashmahajan"
Jiya ji bahoot hi sunder tehreer likhi hai aapne

mere dard ko ai dost tumne pehchana bhi na tha
ki tum yuiN  mukraaye our thhukra ke chal diye

Mere ghar ke har kone main jo jalte the deeye
Ik ik ker ke talkhi se bhujhaye our chal diye

Hum dekhte hi rahe tere husn-o-jalwe yuiN hi
tum is kader yuiN muskraaye our chal diye

harash
Harash ji aapne bohot hi sundar rachna mein javaab diya hai.bohot hi taarif ke kaabil hai.
...............................................th anks  jiya.

 dard bhara tha is kadar is dil mein hamaare,
chalak na jaaye kahin,
to hum chal diye.

diye kya jalenge jis aag mein hum jalte hain,
kahin jal na jaye ye aashiyaana tumhaara,
to hum chal diye.

ye jalwe hamaare husn ke na le len jaan tumhaari,
hum apni jaan ko bachaane ke liye,
yun muskuraaye aur chal diye,  hum chal diye.
................................................. ......................jiya

Bahoot bahoot shukriya Jiya ji.......per aapka bhi jawaab nahi jiyaji....

Aapke ahsaas jo nikle hain dard-e-dil se...
hamne yuiN uthhaye ki hans ke chal diye

YuiN bhar ke ye akhiyaN tapakte jo aansoo
Khaali tha jo jaam abki bhar ke chal diye

Harash
[/b][/color]

Phir se bohot hi khobsurat javaab likha hai apne Harsh ji.kam shabdo mein geheraai liye hue...very nice.

aaj sab kuch aankhon ko tut-ta nazar aata hai,
ke tum yaadon ko aasuno mein baha ke chal diye.

har lamha guzra dard-e-ashq bahate bahaate,
ki tum aasuno ko jaam samajh, pee ke chal diye.

................................................. ........................jiya

Jane kyuiN in aankhoN maiN ik be-rukhi si nazer aati hai
bahoot piye the jaam 'harash'  ab  gum kha  ke chal diye

Harash
[/b][/color]
Logged
Jiya
Guest
«Reply #17 on: April 12, 2007, 02:28:13 PM »

bohot khub bohot khub,,,ji kya baat hai aapki to......bohot hi soch soch ke javab deten hain aap.harsh ji aapne bohot hi achha ikha hai.

nazre mili tumse to khwaab aakhon mein saj gaye,
berukhi to tumne dikhayi,
 jo in khwaabo ko yun rond ke chal gaye,

khabar marne ki sun kar hamaari,
tumse to aaya bhi na gaya,
aur aaye bhi to kafan hamaara aud ke chal diye.

......................,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,......................,,,,,  jiya   ,,,,,,,,,,
Logged
pushp24
Guest
«Reply #18 on: April 12, 2007, 03:54:16 PM »
great jiya...

khade hain ab bhi vahin jahan gira diya tumne,
patthar hain hum phir ye ehsaas dila diya tumne...

keh lo tum bhi ise jalan humari, ouron ki tarah,
par khubsoorti par apni gumaan jata diya tumne...

badal jaate ho mousam ke saath tum to,
our ilzaam dard (chot) ka hum par laga diya tumne...

achha hua jo hum phool nahin patthar thehre,
khushkismat par meri mujhko bhi gumaan dila diya tumne...

khade hain ab bhi vahin jahan gira diya tumne,
patthar hain hum phir ye ehsaas dila diya tumne...
Logged
Jiya
Guest
«Reply #19 on: April 12, 2007, 04:55:41 PM »
Quote from: "pushp24"
great jiya...

khade hain ab bhi vahin jahan gira diya tumne,
patthar hain hum phir ye ehsaas dila diya tumne...

keh lo tum bhi ise jalan humari, ouron ki tarah,
par khubsoorti par apni gumaan jata diya tumne...

badal jaate ho mousam ke saath tum to,
our ilzaam dard (chot) ka hum par laga diya tumne...

achha hua jo hum phool nahin patthar thehre,
khushkismat par meri mujhko bhi gumaan dila diya tumne...

khade hain ab bhi vahin jahan gira diya tumne,
patthar hain hum phir ye ehsaas dila diya tumne...
 wah kya khub likha hai aapne,,,,,,marvellous  job..

behek rahe the tum kahin,
 kab gira diya humne tumhe.

tumne to aankhe kholi bhi nahin ab tak,
dhyan se dekho tumko thaam liya tha humne.

hum par is kadar kyun na gumaan ho hume,
Khuda ne is khubsurti ke saath khubsurat dil bhi jo diya hai hume.

agar mausam ki taraha hum bhi badal jaate,
tumko yun girta dekh tumhe thaamne ko na aate.

chalo achha hi hai aaj apne aap ko patthar maan hi liya tumne,
apni sahi pehechaan karaane ka hamaara ehesaan to maan liya tumne.

pehele to hum hi kaha karte the ki tum patthar ho,
chalo aaj tumko bhi ehesaas to hua ki tum patthar ho.

.....................,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,.....................,,,,,,,,,,,,jiya ,,,,,,,,,,[/b]
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #20 on: April 12, 2007, 05:23:21 PM »
Quote from: "Jiya"
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Jiya"
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Jiya"
Quote from: "harashmahajan"
Jiya ji bahoot hi sunder tehreer likhi hai aapne

mere dard ko ai dost tumne pehchana bhi na tha
ki tum yuiN  mukraaye our thhukra ke chal diye

Mere ghar ke har kone main jo jalte the deeye
Ik ik ker ke talkhi se bhujhaye our chal diye

Hum dekhte hi rahe tere husn-o-jalwe yuiN hi
tum is kader yuiN muskraaye our chal diye

harash
Harash ji aapne bohot hi sundar rachna mein javaab diya hai.bohot hi taarif ke kaabil hai.
...............................................th anks  jiya.

 dard bhara tha is kadar is dil mein hamaare,
chalak na jaaye kahin,
to hum chal diye.

diye kya jalenge jis aag mein hum jalte hain,
kahin jal na jaye ye aashiyaana tumhaara,
to hum chal diye.

ye jalwe hamaare husn ke na le len jaan tumhaari,
hum apni jaan ko bachaane ke liye,
yun muskuraaye aur chal diye,  hum chal diye.
................................................. ......................jiya

Bahoot bahoot shukriya Jiya ji.......per aapka bhi jawaab nahi jiyaji....

Aapke ahsaas jo nikle hain dard-e-dil se...
hamne yuiN uthhaye ki hans ke chal diye

YuiN bhar ke ye akhiyaN tapakte jo aansoo
Khaali tha jo jaam abki bhar ke chal diye

Harash
[/b][/color]

Phir se bohot hi khobsurat javaab likha hai apne Harsh ji.kam shabdo mein geheraai liye hue...very nice.

aaj sab kuch aankhon ko tut-ta nazar aata hai,
ke tum yaadon ko aasuno mein baha ke chal diye.

har lamha guzra dard-e-ashq bahate bahaate,
ki tum aasuno ko jaam samajh, pee ke chal diye.

................................................. ........................jiya

Jane kyuiN in aankhoN maiN ik be-rukhi si nazer aati hai
bahoot piye the jaam 'harash'  ab  gum kha  ke chal diye

Harash
[/b][/color]
bohot khub bohot khub,,,ji kya baat hai aapki to......bohot hi soch soch ke javab deten hain aap.harsh ji aapne bohot hi achha ikha hai.

nazre mili tumse to khwaab aakhon mein saj gaye,
berukhi to tumne dikhayi,
 jo in khwaabo ko yun rond ke chal gaye,

khabar marne ki sun kar hamaari,
tumse to aaya bhi na gaya,
aur aaye bhi to kafan hamaara aud ke chal diye.

......................,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,......................,,,,,  jiya   ,,,,,,,,,,

jiya ji ab kya kahoon...kehne ko kutchh chhoda hinahi aapne...ek oomda khayaal pesh kiya hai aapne janaab....

be-wafa zindagi ne jab chhorh hi diya tha tanha
toh mout ko bhi pyaar se gale laga ke chal diye.

Mana ke khabar thi tumhaare alvida-e-jism ki ai dost
yakeenan tumhaari rooh ko ham hi chura ke chal diye

Harash
[/b][/color]
Logged
Jiya
Guest
«Reply #21 on: April 12, 2007, 05:51:13 PM »

ahaa maza aa gaya Harsha ji aap bhi kuch kam nahin hai,,,aap bhi bohot achha likhte hain..

zindagi mein tumko tanhaa to hona hi tha,
hum jo tumhaari jaindagi se yu khafa ho kar chal diye,

intzaar tha bas tumhaara hi e- sanam,
apni palkon ko tumhaari rahon mein beechha ke chal diye,

hum to ek bund the paani ki humdam,
aur tum gehera saagar pyaar ka,
yu humko apne saath bahaa le chal diye..

........,,,,,,,,,.......................,,,,,,,,,,,,,,.......... jiya.........
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #22 on: April 13, 2007, 03:02:03 AM »

Jiya ji aapki soch our ahsaasoN se mehsoos hota hai ke aap ek achhi shayra ka dil rakhte haiN....our poora ander tak mehsoos ker ke likhtehain....daad kabool kareiN dost....

Maanga kiye tha intezaar, per tasavvur maiN tira aks hi mila
Socha teri palakoN tale aram kerooN, tum muskraye our chal diye.

Tum chhor ke mujhko is tarah tanha, khud akele ho gaye
hum toh is jahaaN se 'Harash' teri yadoN ke sahare chal diye

Harash
[/b][/color]
Logged
pushp24
Guest
«Reply #23 on: April 13, 2007, 03:34:53 PM »
Quote from: "Jiya"

behek rahe the tum kahin,
 kab gira diya humne tumhe.

tumne to aankhe kholi bhi nahin ab tak,
dhyan se dekho tumko thaam liya tha humne.

hum par is kadar kyun na gumaan ho hume,
Khuda ne is khubsurti ke saath khubsurat dil bhi jo diya hai hume.

agar mausam ki taraha hum bhi badal jaate,
tumko yun girta dekh tumhe thaamne ko na aate.

chalo achha hi hai aaj apne aap ko patthar maan hi liya tumne,
apni sahi pehechaan karaane ka hamaara ehesaan to maan liya tumne.

pehele to hum hi kaha karte the ki tum patthar ho,
chalo aaj tumko bhi ehesaas to hua ki tum patthar ho.

.....................,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,.....................,,,,,,,,,,,,jiya ,,,,,,,,,,[/b]

thanks jiya is khitaab ke liye...

in adaaon se hi to apni behka jaate ho tum mujhe...
chalte_chalte hi rahon mein yun gira jaate ho tum mujhe...

gira ke khud hi thaam lete ho haath mera,
chaahte ho thaamna ya girana, kyun nahin bata jaate ho tum mujhe...

badal jaana mousam ke saath kehlaati hai bewafaee,
chhupate ho ise in adaaon mein, ya ise bhi sikha jaate ho tum mujhe...

agar hain phool aise hi is jahan mein, to hum patthar hi achhe,
seh ke bewafaee bhi, wafa sikha jaate hain hum tujhe...

ye patthar ka khitaab mila tumse, kis tarah karein shukriya ada,
ke rakho tum bhi yaad wafa meri, bas itna bata do mujhe...

bas itna bata do mujhe...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: April 13, 2007, 05:13:10 PM »
Jiya, Pushp and Harsh ji bahoot hi acha likha hai app sabne.. Jiya app bahoot hi acha aor gahra likhati hai.. Harsh ji apko pad kar hamesha hi bahoot acha laga hai.. Pushp ji kamal ke jawab likhte hai app.... Good Post

Waqat ke sath soch chalati rahi
Tum kahte rahe, main sunati rahi

Anhkaar tha ya tha naaz tujhko mujh par
Khud hi khud mai soch kar, uljhati rahi

Kabhi payaar to kabhi gussa mujh per
Tere her andaaz ko, sehti rahi

Ujhar kar bane, ban kar ujhare
Zindgi ki her dhoop chaw mai sath chalati rahi

Juda ho gaye ajj, kuch is tarah mujhse tum
Tum chal diye aor main dekhati rahi
Logged
pushp24
Guest
«Reply #25 on: April 14, 2007, 06:48:24 PM »
Quote from: "Pooja"

Waqat ke sath soch chalati rahi
Tum kahte rahe, main sunati rahi

Anhkaar tha ya tha naaz tujhko mujh par
Khud hi khud mai soch kar, uljhati rahi

Kabhi payaar to kabhi gussa mujh per
Tere her andaaz ko, sehti rahi

Ujhar kar bane, ban kar ujhare
Zindgi ki her dhoop chaw mai sath chalati rahi

Juda ho gaye ajj, kuch is tarah mujhse tum
Tum chal diye aor main dekhati rahi

thanks pooja...

sunne our sunane ka khel abhi khtam hua kahan,
ye khel waqt ke sath abhi jaari hai...

naaj ab bhi karta hai dil teri adaaon par itna,
jitni khusbu bikhri in fijaon mein sari hai...

muhobbat mein uljh jaana theek nahin saahib,
uljh jaana is tarah, muhobbat ki bimaari hai...

baithe hain ab bhi tere hi pehlu mein kab se,
bas teri ek najar ki der saari hai...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: April 14, 2007, 08:26:09 PM »
THANKS pUSHP JI AND BAHOOT HI ACHA LIKHA HAI APNE
Logged
pushp24
Guest
«Reply #27 on: April 15, 2007, 05:46:48 PM »
Quote from: "Pooja"
THANKS pUSHP JI AND BAHOOT HI ACHA LIKHA HAI APNE

thanks pooja...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #28 on: April 15, 2007, 06:46:04 PM »
Jiya, Harash, Pooja, Pushp

Bahut he achcha laga aap sab ka likha hua padh kar =D>
Logged
vikrant29
Guest
«Reply #29 on: April 20, 2007, 05:54:22 PM »
Haan maana ki Phool Murjhaate hain,
Phir aap kyun Phoolo se Dil lagaate hain,
Hum Phool hain aur hume Naaz hai hum par,
Hum is Duniyako Khubsurati de kar jaate hain.

Ye Gumaan nahin Jalan hai aapki,
Jise aap aisa keh kar jataate hain,
Pattaron ka kya hai Dost,wo to Raaho mein aksar,
Chat hi pohochaya karte hain,
Aur ye phool to Murjha kar bhi is Fiza ko Mehekaaya karte hain.

Phool Bankar Kya Jiyoge........
Ek Din Murjhoge Ya Tood Liye Jaaoge,
Jeena Hai To Ek Pathar Bankar Jeeyo,
Kabhi Tarashe Gaye To "KHUDA" Kehlaoge............ Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:32:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer