KI TUM CHAL DIYE

by Jiya on April 06, 2007, 09:20:32 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 5352 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: April 25, 2007, 12:57:40 PM »
Thanks Veer ji, Nice Vikrant!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Naha ke chal diye by sarafz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Chal diye................!!!!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
chal diye........... by purani_jeans_aur_guitar in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
Tum Chal Diye Sab Chorh Kar... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Chal Diye by angel4u in Shayri-E-Dard
vikrant29
Guest
«Reply #31 on: April 25, 2007, 04:55:44 PM »
Thanks POOJA...............
Logged
Jiya
Guest
«Reply #32 on: April 29, 2007, 12:14:20 PM »
Quote from: "vikrant29"
Haan maana ki Phool Murjhaate hain,
Phir aap kyun Phoolo se Dil lagaate hain,
Hum Phool hain aur hume Naaz hai hum par,
Hum is Duniyako Khubsurati de kar jaate hain.

Ye Gumaan nahin Jalan hai aapki,
Jise aap aisa keh kar jataate hain,
Pattaron ka kya hai Dost,wo to Raaho mein aksar,
Chat hi pohochaya karte hain,
Aur ye phool to Murjha kar bhi is Fiza ko Mehekaaya karte hain.




Phool Bankar Kya Jiyoge........
Ek Din Murjhoge Ya Tood Liye Jaaoge,
Jeena Hai To Ek Pathar Bankar Jeeyo,
Kabhi Tarashe Gaye To "KHUDA" Kehlaoge............ Usual Smile
  ji bohot khoob VIKRANT JI ,,, bohot hi achhaa likhte hain


wo khoobsurti hi kya jise banaaya jaye,
pehechaan ke liye apni,apne aapko taraasha jaye,
kuchh baat to tab ho jab,
aapko ek nazar mein hi pehechaana jaaye.

maana ki aap ko taraashne ke baad,
hum bhi aap mein khuda ka ask paayenge,
agar hum na toote apni daal se to,
bina phoolon ke aap khuda kaise kehelaaenge.

hum to hain hi khubsoorat,
 tabhi to tode jaate hain,
har dil ko bha jaate hain hum,
tabhi to log khuda ke kadmo mein humko sajaate hain.

................................................. .........-------  jiya
Logged
Jiya
Guest
«Reply #33 on: April 29, 2007, 12:15:12 PM »
Quote from: "vikrant29"
Haan maana ki Phool Murjhaate hain,
Phir aap kyun Phoolo se Dil lagaate hain,
Hum Phool hain aur hume Naaz hai hum par,
Hum is Duniyako Khubsurati de kar jaate hain.

Ye Gumaan nahin Jalan hai aapki,
Jise aap aisa keh kar jataate hain,
Pattaron ka kya hai Dost,wo to Raaho mein aksar,
Chat hi pohochaya karte hain,
Aur ye phool to Murjha kar bhi is Fiza ko Mehekaaya karte hain.




Phool Bankar Kya Jiyoge........
Ek Din Murjhoge Ya Tood Liye Jaaoge,
Jeena Hai To Ek Pathar Bankar Jeeyo,
Kabhi Tarashe Gaye To "KHUDA" Kehlaoge............ Usual Smile
  ji bohot khoob VIKRANT JI ,,, bohot hi achhaa likhte hain


wo khoobsurti hi kya jise banaaya jaye,
pehechaan ke liye apni,apne aapko taraasha jaye,
kuchh baat to tab ho jab,
aapko ek nazar mein hi pehechaana jaaye.

maana ki aap ko taraashne ke baad,
hum bhi aap mein khuda ka ask paayenge,
agar hum na toote apni daal se to,
bina phoolon ke aap khuda kaise kehelaaenge.

hum to hain hi khubsoorat,
 tabhi to tode jaate hain,
har dil ko bha jaate hain hum,
tabhi to log khuda ke kadmo mein humko sajaate hain.

................................................. .........-------  jiya
Logged
Jiya
Guest
«Reply #34 on: April 29, 2007, 03:40:01 PM »
Jiya ji aapki soch our ahsaasoN se mehsoos hota hai ke aap ek achhi shayra ka dil rakhte haiN....our poora ander tak mehsoos ker ke likhtehain....daad kabool kareiN dost....


Maanga kiye tha intezaar, per tasavvur maiN tira aks hi mila
Socha teri palakoN tale aram kerooN, tum muskraye our chal diye.

Tum chhor ke mujhko is tarah tanha, khud akele ho gaye
hum toh is jahaaN se 'Harash' teri yadoN ke sahare chal diye




Harash
[/b][/color][/quote]

bohot khoob,,,wah,,!!!!!!!!!!,,,,,bohot hi achha likha hai aapne hamesha ki taraha.thanks ki aapko mera likha pasand aa raha hai.
thanks pooja di, vikrant ji, pushp ji.

and sorry for delay.

tumne hamesha hume tasuvvur mein hi dekhna chaha,
samne the hum tumhaare,
jhapka ke yu apni palken,
apni sapno ki duniya mein tum chal diye.

samne hi the hum tumhaare,
tumne hume pehechaana hi nahin,
ke khush ho tum apne sapno ke jahaan mein,
ye soch ke hum tumhe chhod ke chal diye.
....----.....-----.....-----......------....-----...----  jiya .....
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:03:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer