kidhar jaayega

by majid on April 16, 2006, 08:23:22 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2951 times)
nikki
Guest
«Reply #15 on: April 20, 2006, 01:33:26 PM »
thanx n nice one Vicky ji..

dard ke baag mein pyar ke phool hum kaise khilayenge
khud ka dil sheeshe ka hai
auron pe pathar kaise barsayenge
jab apne aap se hi pyar nahi raha humein
to aapko kya pyar de payenge
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere baad kidhar jaayegii tanhaa_ii by husain52 in Shayri-E-Dard
dard jab bad jaayega mera ~~ SAAHIL by -Saahil- in Shayri-E-Dard
DEKHNA HAI AB SAFEENA KIDHAR LAGTA HAI.......(nazar ghour) by nazar ghouri in Shairi - E - Zindagi
....Khushiyan Kidhar Gayee.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Tu kidhar jaayega by vinery in Shayri-E-Dard
_Vicky_
Guest
«Reply #16 on: April 20, 2006, 05:24:13 PM »
bahut khoob NIKKI JI.....

Dil bhar gaya pyar mohabbat se,
ab unko wafa raas nahi aati....

wo to chale gaye hain humko chodkar,
humse unki yaaden bhulai nahi jati...
Logged
jalpari
Guest
«Reply #17 on: April 20, 2006, 06:45:35 PM »
bohur khoob majid ji.....n.... vicky ji..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #18 on: April 20, 2006, 07:30:33 PM »
Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob NIKKI JI.....

Dil bhar gaya pyar mohabbat se,
ab unko wafa raas nahi aati....

wo to chale gaye hain humko chodkar,
humse unki yaaden bhulai nahi jati...


Yaadein bhi kya bhulane ki Cheez hai.....
Dil toh Mahobbat ke jharokon me udane ki Cheez hai....

Zara mehsoos kar aaj woh nahi toh uski Yaadein tere saath hai....
Aur phir bhi najane tu kyu iss Zindagi se Udaas hai....!!!!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 21, 2006, 06:57:35 AM »
Koun Udaas Hai Apni zindagi Se Bas Ghamon Mein Dubaa Hai,..
Gar Udaas Hote To Yun Koi Chain Se Baitha Na hota,..
Sab Meri Udaasi Par Matam Manaate,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #20 on: April 21, 2006, 04:02:47 PM »
Quote from: "majid"
yoon thokar to na maro mere dil ko sanam,
kaanch ka guldan hai tuta to bikhar jaega.

taash ke patton ka ye nahi hai makaan ,
jo bikhar bhi gaya to fir sanwar jayega.

tum hi to thi mere ishq ki buniyaad yara,
kya khabar thi tu muhabbat se mukar jayega.

ishq ki zanjeeron se bandh kar to dekho yaron
awara sa jo dil hai wo bhi sudhar jayega.

har ghadi bas maayusi hai, bechaini hai,
tu jo aa jaye to ye waqt thahar jayega.

'shaad' ke hi charche hain uske kooche me aajkal
mere pyar ke afsano se wo bachke kidhar jaayega.

(sameer)


wonderfull  Majid..... Jansheen........  and All..............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: April 21, 2006, 04:08:22 PM »
bahoot khoob Majid, JSheen, nikki, vicky and BS JI!!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #22 on: April 21, 2006, 06:18:50 PM »
Tere bagair dil, zindgi kaise basar kar payega,
tum jo na mile SANAM, to yeh deewana KIDHAR JAYEGA....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 22, 2006, 07:33:02 AM »
Shukriya Waheed Bhai And Pooja Ji,..

Toota Hai Dil Mera Is Tarah,..
Jaise Mehlon Ki Deewarein Geeri Hon,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: April 23, 2006, 12:16:49 PM »
Nice One Majid Bhai,..

Khush Kaise Rahoon Teri Khushiaan Cheen Kar Main,..
Ke Meri Zindagi Ki Har Khushi Tujh Mein Samayi Hai,..
Teri Khushion Ki Khaateer Main Khud Ko Mita Doonga,.Jaanasheen,..
Kyun Ki Jeena Ki Raah Mohabbat Mein Tumne Hi Dikhayi Hai,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #25 on: April 23, 2006, 02:00:51 PM »
bahut khoob JAANASHEEN JI aur MAJID BHAI..

aur sukriya POOJA JI....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: April 24, 2006, 11:35:55 AM »
Ur Welcome Maijd,..

Apni Mohabbat Ke Kuch Aise Bhi Fasaane Hain,..
Ke Tadarp Rahe The Saari Zindagi Mohabbat ke Liye,..
Aaj Badnaami Ke Saare Ilzaam Hume Uthaane Hain,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:06:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer