Kisi K Naam (Jo Chood Gya Hai)

by fakharenaveed on June 21, 2005, 08:21:10 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1970 times)
amrita
Guest
«Reply #15 on: June 25, 2005, 04:36:53 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "fakharenaveed"
Jis K Naam Likh Rha hoon mein yahan pe
woh nzar nahin ayi hai woh kahan pe

Faree.... too good ......

Nazre jhuka ke dekh ... dil me hai woh tere
aayi nahi nazar.......... yeh aur baat hai.......

good goin saba....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #16 on: June 25, 2005, 07:07:27 PM »
Jab Woh samney hai Mere Tu Mujhay Hi Ghyal Kr Rha Hai
Mera Maseeha hai woh lekin Mujhay Hi Qatal Kr rha hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #17 on: June 26, 2005, 07:37:16 PM »
Mere Samney Aa Kr Woh Waar Kr Rhi Hai
Aur Kehti Hai Mein Teri Qatal Nahin hoon
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #18 on: July 02, 2005, 08:22:20 PM »
Woh Aur Un K Andaaz Hain Kuch Badle badle
Un K tu Aaj Tevar Hain Kuch Badle Badle
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #19 on: July 02, 2005, 08:25:46 PM »
Quote from: "fakharenaveed"
Aaj udhas hoon tow zamana mujhey phochney aya ..
Magar Jis pe tha sadiyon ka bharam woh nahi aya..

Woh tow ek khuwaab tha toot gaya bikhar gaya hai..
ajj udhas lamhon main phir kyon mujhey woh yaad aya..

Zindagi ki musrufiyat ke woh chund din jo guzar chuke hain..
na hi un pe urooj aya,aur na hi un pe zawaal aya...

Bhool na chahta hoon har lamha ,har waqt jo guzar gaya hai..
jitna bhi rokka woh waqt utna woh mere sath chala aya...

Guzra hua kal na tha mera, na hai mera aur na ho ga kabhi...
yeh mein janta hoon magar phir bhi na dil ko karaar aya..

woh waade teri woh kasmein woh sab yaad hain mujhe...
magar phir bhi kabhi tum ko mera dil na bhoola paya..

ana parast the tum tow khudaar tha main bhi
yeh rishta hi humare dermiyaan na raas aya..

us ki muskurahat tere liye ek fareb thi Naveed..
tu tha nadan, dil tera usse na samajh paya!

Faree

Bahut badiya faree
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #20 on: July 03, 2005, 12:12:34 AM »
Quote from: "rohit30002"

Thanx

But ,Plz reply in poetry ziada acha lage ga
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #21 on: July 04, 2005, 06:16:00 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Mere Samney Aa Kr Woh Waar Kr Rhi Hai
Aur Kehti Hai Mein Teri Qatal Nahin hoon

Kaun hai woh jo tujhko fareb deti hai
Qatal karti hai aur masoom banti hai Winking
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #22 on: July 04, 2005, 10:01:24 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "fakharenaveed"
Mere Samney Aa Kr Woh Waar Kr Rhi Hai
Aur Kehti Hai Mein Teri Qatal Nahin hoon

Kaun hai woh jo tujhko fareb deti hai
Qatal karti hai aur masoom banti hai Winking
Meri Jaan Woh Kehlati,Guriya Ki Trah Hai woh
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #23 on: July 05, 2005, 12:44:42 AM »
Bichhda hay jo ik bar to miltay nahee daikha

IS zakhum ko hum nay kabhee siltay nahee daikha

IK bar jissay chaat gayee dhoop ki khwahish

Phir shaakh pay us phool ko khiltay nahee daikha

Yak lakhatt girra hay to jaddain takk nikal aayein

Jis paidd ko aandhee main bhee hilltay nahee daikha

Kaantoon main gheray phool ko choom aaye gi laikin

Titlee k paroon ko kabhee chhiltay nahee daikha

Kis tarah meri roohh haree kar gaya aakhir

Woh zaher jissay jissm main khhiltay nahee daikha
nm
Logged
FAREE
Guest
«Reply #24 on: December 16, 2006, 07:59:36 PM »
Mera Dekhna Teri Aankhon Ki Gehrai Mein
Matha Choom Ke Teri Tarifon Ke Phull Banana

Tera Dekhna Mujhe Badi Masumi Se Pyaar Se
Aur Mere Baalon Main Pyaar Se Ungliyan Gumana
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:26:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer