kisi ka kya bigad jata

by samnoj on July 19, 2005, 10:46:04 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1105 times)
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate
hamesha ki tarhan Suraj mashriq se nikalta
aur hamesha ki tarhan shab bhar sitare jagmagaate
aur baharon main Gul-o-bulbul mehakte aur chehekte

HAAN

na main gumsum raha karta na tum phirti akeli
na jeewan main kami rehti na aankhon main nami rehti
na mausam roohte hum se na roz-o-shab giraan hote
guzarte pal humain yun hasrat se dekha nahi karte
agar hum ek hojaate to roohon main bebasi jo paayi jaati hai
khalish si zindagi main phir pas-e-ehsaas kyun rehti
koi hasrat nahi rehti koi bhi aas kyun rehti

haan uddasi paas kyun rehti

Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate"
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zabardasti kisi se payar nahi paya jata by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
kisi k biba aik pal guzara nhi jata by FArah in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jab bhi koi kisi se ruth jata hai by jannatjahan in Shayri-E-Dard
iss kadar ban ke bigad jaau by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
Kisi surat me kabhi to apna hak jata mujh par...Raaj by Sunil Malhotra in Shayri-E-Dard
dolly
Guest
«Reply #1 on: July 19, 2005, 11:02:42 AM »
bahut bahut khoob Samnoj...........

kisi ka kya bigad jaata

gar nadi saagar se mil jaati
gar roohon ki pyaas bhuj jaati
gar kali phool ban muskurati
gar tera ghar meri pehchaan ban jaati.....
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #2 on: July 19, 2005, 11:11:24 AM »
thanx n good one dolly

kisi ka kya bigad jata

ager hum kuch khushyan bat lete
apne ghumo ko halka kar lete
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: July 19, 2005, 05:56:10 PM »
Quote from: "samnoj"
Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate
hamesha ki tarhan Suraj mashriq se nikalta
aur hamesha ki tarhan shab bhar sitare jagmagaate
aur baharon main Gul-o-bulbul mehakte aur chehekte

HAAN

Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate
na main gumsum raha karta na tum phirti akeli
na jeewan main kami rehti na aankhon main nami rehti
na mausam roohte hum se na roz-o-shab giraan hote
guzarte pal humain yun hasrat se dekha nahi karte
agar hum ek hojaate to roohon main bebasi jo paayi jaati hai
khalish si zindagi main phir pas-e-ehsaas kyun rehti
koi hasrat nahi rehti koi bhi aas kyun rehti

haan uddasi paas kyun rehti

Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate"

hmmmmmmmmmm.........wah  kya  baat  hai sam  mote........  very    nice.........  tongue3
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #4 on: July 19, 2005, 06:21:51 PM »
Quote from: "samnoj"
Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate
hamesha ki tarhan Suraj mashriq se nikalta
aur hamesha ki tarhan shab bhar sitare jagmagaate
aur baharon main Gul-o-bulbul mehakte aur chehekte

HAAN

Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate
na main gumsum raha karta na tum phirti akeli
na jeewan main kami rehti na aankhon main nami rehti
na mausam roohte hum se na roz-o-shab giraan hote
guzarte pal humain yun hasrat se dekha nahi karte
agar hum ek hojaate to roohon main bebasi jo paayi jaati hai
khalish si zindagi main phir pas-e-ehsaas kyun rehti
koi hasrat nahi rehti koi bhi aas kyun rehti

haan uddasi paas kyun rehti

Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate"

khoob likha hai sam,dolly .
Logged
dolly
Guest
«Reply #5 on: July 20, 2005, 10:07:01 AM »
Thanx Nidhs............................................ .......
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #6 on: July 20, 2005, 10:48:50 AM »
thanx waheed n nidhi............................................ .....
Logged
nishita
Guest
«Reply #7 on: July 20, 2005, 10:53:37 AM »
Quote from: "samnoj"
Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate
hamesha ki tarhan Suraj mashriq se nikalta
aur hamesha ki tarhan shab bhar sitare jagmagaate
aur baharon main Gul-o-bulbul mehakte aur chehekte

HAAN

Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate
na main gumsum raha karta na tum phirti akeli
na jeewan main kami rehti na aankhon main nami rehti
na mausam roohte hum se na roz-o-shab giraan hote
guzarte pal humain yun hasrat se dekha nahi karte
agar hum ek hojaate to roohon main bebasi jo paayi jaati hai
khalish si zindagi main phir pas-e-ehsaas kyun rehti
koi hasrat nahi rehti koi bhi aas kyun rehti

haan uddasi paas kyun rehti

Kisi ka kya bigarr jaata agar hum ek hojaate"

wow nice
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #8 on: July 20, 2005, 11:00:28 AM »
thanx nishi............................................ .....................
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:36:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer